20+ Sharabi Shayari in Hindi with Images

Sharab Related Shayari with Friends and Love

Hum to deewane h ye kaam kiya karte h,
khuda ke baad bas unn ka naam liya karte h,
khud to tarsate h hum ek qatre ke liye,
apne yaaro ko hum jee bhar ke jaam diya karte h.

|===@@===|

Shayari on Sharab in Hindi

Yaari sharab peene ki jaga mukarara mat karo,
ladkhadane ki koi nahi mukarara mat karo,
aisi jagah kaha hai jaha khuda nahi,
tum ibadat ke liye koi jagah mukarara mat karo.

|===@@===|

Madhusala Shayari From Harivansh Rai Bacchan

sab mit jaaye, bana rahega, sundar saaki yam kala,
sookhe sab ras, bane rahenge, kintu halahal bhi haala,
dhoom dhaam au chehal pehal ke sthaan sabhi sunsan bane,
jaga karega aviral marghat jaga karegi madhushala.

|===@@===|

Hindi Sharabi Shayari for Friends

Sharabi Shayari in Hindi Font

Ye mere honth hai ya chalke hue paimane,
aisa lagta hai ki har aur hi mehkane hai,
jane kya baat hai tujhme oh sitamgar,
ham tere har andaj ke deewane hai.

Hindi translation :-

ये मेरे होंठ है या छलके हुए पैमाने,
ऐसा लगता है की हर और ही मयखाने है,
जाने क्या बात है तुझमे ओह सितमगर,
हम तेरे हर अंदाज के दीवाने है

|===@@===|

Dard Bhari Sharabi Shayari in Hindi

Pyar karne wale hi jaha abaad karte hai,
duniya ko gam ki kaid se azaad karte hai,
khud to peete hai deewane sharabe-gam,
auro ki salamati ke liye sabse fariyad karte hai.

|===@@===|

Pankaj Udhas Shayari On Sharab

Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The.

|===@@===|

Sharabi Attitude Status in Hindi

Jinda hu mein agar to ye jindagi sharab hai,
dosto maaf karna mujhe meri bandagi sharab hai,
yu to mile hai ab tak zamane se bahut gam,
lekin jo pass hai bachi, wo har kushi sharab hai.

|===@@===|

Latest Sharabi Shero Shayari in Hindi

Sharab Aur Maut Shayari in Hindi

Ye sanse kya hai jaise koi paimana hai,
ye zindagi kya jaise koi mehkahan hai,
sambhal ke peena hai sharab peena wale,
iss paimane ka tutna hi marr jana hai.

|===@@===|

Shayari On Madhusala

हिन्दू मुसलमान है दो, एक मगर उनका प्याला,
एक मगर उनका मदिरालय, एक मगर उनकी हाला,
दोनों रहते ना एक, जब तक मंदिर-मस्जिद जाते,
बैर बढ़ाते मंदिर-मस्जिद मेल कराती मधुशाला.

Harivansh Rai Bachchan

|===@@===|

Sharabi Shayari with Images

किताब और दारु में हो गई लड़ाई
दोनों कहती हैं, नौजवान सब है मेरे भाई,

किताब ने दारु को ललकारा
बीच बाज़ार लोगों को पुकारा,

चारों और लोग हो गए इकठ्ठा
किताब और दारु पर लगने लग गया सट्टा.

किताब बोली……………….
मैं लोगों को ज्ञान हूँ देती,

संसार में लोगों को सम्मान दिलाती,
मेरी शरण में जो भी आती,
ज़िन्दगी भर मैं उसका साथ निभाती.

दारु बोली…………………
तुझसे तंग आकर सब मेरे पास ही आती है.

प्रवेश कुमार पीके

|===@@===|

Sharabi Shayari in Hindi

Har Baat ka koi Jawab nahi hota,
Har Ishq ka naam kharab nahi hota,
yu to jhoom lete hai nashe me pinewale bhi,
magar Har nashe Ka naam sharab nahi hota.

|===@@===|

Funny Sharabi Shayari in Hindi

Paimana samne tha magar honth taraste rahe,
ik pal sakun na mil saka, hum roj tadpate rahe,
jindagi tehar-see gayi, bas ek muqam par,
gam ki badli n chanti, ye mausa bhi badalte rahe.

|===@@===|

Sad Poetry in Urdu About Love

Love Romantic Shayari in Hindi

Aksar hame Nasha ho jata hai,
aur ilzam bechari sharab par aa jata hai,
kasur iss sharab ka nahi hai dosto,
kasoor to uss chehre ka hai,
jo us sharab ke glass me nazar aata hai.

|===@@===|

Shayari on Sharab in Hindi

Zindagi gujar gayi us bewafa ko bhulane mein,
Tekho m sharab bhi kam pad gayi mere liye,
Aye khuda kya kami reh gayi thi mere pyar mein,
jo ek aur bhej di, Mujhe tadpane ko.

|===@@===|

Ghalib Sharab Shayari For Dosti

Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se.

|===@@===|

Sharab Hindi Shero Shayari

Na Peene ka shok tha na pilane ka shok tha,
Hume to sirf najre milane ka shok tha,
Par kya kare hum najre usi se mila baithe,
Jinhe najro se pilane ka shok tha.
Sharabi Shayari in Hindi