25+ Sad Ghazal About Life and Death

Sad Ghazal Lyrics In Hindi

Esliye Taarik Ne Humko Kabhi Chah Nahi,
Hum Akele H Humare Pass Kabhi Choraha Nahi,

Chokato Ke Paar Chamde Ka Bhara Bazar H,
Aur Kano Mein Humare Itar Ka Faha Nahi,

Taqt Chehro Ka, Kabhi Paltega To Baat Aur H,
Abtalak To Humne Apni Rooh Ko Byaha Nahi,

Aaj Choli H Kahi Par, Aur Daman H Kahi,
Aur Iss Samband Ko Kisse Nirwah Nahi,

Dosto, Tumne Bahut Chaha Magar Hum Kya Kare,
Jindagi Bakayada Hoti Kabhi Swah Nahi.

15+ Ghazal Poem About Love in Hindi

Apni Awaaj Ki Larjish Pe To Kaabu Pa Lo,
Pyar Ke Bol To Hontho Se Nikal Jate H,

Yu Teri Yaad Se Ji Ghabraya,
Tu Mujhe Bhul Gaya Ho Jaise,

Iss Tarah Tujse Kiye H Shikwe,
Mujhko Apne Se Gila Ho Jaise,

Sawan Mein Pade Jhule,
Tum Bhul Gaye Humko,

Sawan Ka Mahina H,
Sajan Se Juda Hokar,

Jeena Bhi Kya Jeena H,
Ab Aur N Tadpao,

Ya Humko Bula Bhejo,
Ya Khud Chale Aao,

Ye Raks Sitaro Ka,
Sun Le Kabhi Afsana,

Taqdeer Ke Maaro Ka,
Ravi Ka Kinara H,

Har Mauj Ke Hotho Par,
Afsana Humara H ,

Tum Bhul Gaye Humko..

~~~~~

Collection of Naasir Ghazal

Tujse Milne Ka Nahi Koi Bhi Imka(Sadhan) Jana,
Chodne Log Chale Mujhki Biyaba(Nirjan) Jana,

Naam Tak Bhul Gaya Mein Junu Mein Tera,
Ab To Hontho Pe Sada Rehta Hai Jana Jana,

Ek Muddat Se Andhere Mein Basar Hoti Hai,
Meri Har Sham Ab Shame Gareeb Jana,

Mujhse Kehte Hai Ye, Har Baar Bhula Du Tujhko,
Jaise Ho Kaam Ki Mere Liye Aasan Jana,

Mere Rone Pe Tujhe Kitni Hasi Aati Thi,
Kya Hui Julf Teri Aaj Parisha Jana,

Kya Qayamat Hai Ki Har Dard Mila Hai Tujhse,
Aur Har Dard Ka Tu Hi To Hai Dardmand Jana,

Ab To ‘Naasir’ Ka Udhata Nahi Koi Bhi Majak,
Se Do Hath Se Tum Mera Gireba Jana.

Naasir

30+ Heart Touching Ghazal Lyrics Collection

Gham-Kitars Pe Apne Karb Ki Baate Likthe Rehna,
Hijr-Kitaab Ko Padte Rehna, Sherhe Likthe Rehna,

Fir Yu Hoga Ek Gumgasta Chehra Samne Hoga,
Khawabo Ki Deewar Banana, Aankhe Likthe Rehna,

Itna Karna, Apni Soch Ki Aan N Bikne Dena,
Din Ko Din Hi Raat Ko Raat Hi Likhte Rehna,

Aisa Waqt N Aane Dena, Sukhe Soch-Samundar,
Lehro Se Awaaj Milana, Mauje Likthe Rehna,

Bahar Ke Iss Shor Mein Teri Baate Dab Jaaye To,
Andar Se Jo Aati Hai Awaaje Likthe Rehna,

Taahir ! Un Bebas Lamho Ka Aehd Nibhana Hoga,
Usne Kaha Tha Khat Mat Likhna, Ghazle Likthe Rehna.

Kyyum Taahir

Kausar Ali Sad Ghazal Lyrics

Jo Nafrato Se Bane The Usuk Ktham Hue,
To Dosto Se Bhi Baade Fuzul Ktham Hue,

Safar Bhi Jaari Raah Raah Bhi Chamkane Lagi,
Udha Rahe The Jo Raaho Mein Dhool Ktham Hue,

N Usko Jaane Ka Dukh Hai N Laut Aane Ka Gham,
Zameene-Dil Pe Ruto Ke Nujul Ktham Hue,

Ata Kiya Tha Jo Usne, Usi Ne Chin Liya,
Shajar-Shajar Hi Rahe Aur Phool Ktham Hue,

Gaye Dino Mein Se Ham Ek Pal Ke Kaidi The,
Wo Lamhe Jinko Diyo Hamne Tul Ktham Hue.

Kausar Ali

20 Best Ghazals All Time in Hindi

Abke Hum Bichude To Shayad Kabhi Khawabo Mein Mile,
Jis Tarah Sukhe Hue Phool Kitabo Mein Mile,

Tu Khuda H N Mera Ishq Faristho Jaisa,
Dono Insaan H To Kyu Itne Hijabo Mein Mile,

Abke Hum Bichude To Shayad Kabhi Khawabo Mein Mile,
Gam-E-Duniya Bhi Gham-E-Yaar Mein Shamil Kar Lo,

Gam-E-Duniya Bhi,,
Gam-E Yaar Mein Shamil Kar Lo,

Shamil Kar Lo.
Gam-E-Duniya Bhi Gam-E-Yaar Mein Shamil Kar Lo,

Nasha Badta H Sharabo Mein Mile,
Abke Hum Bichude To Shayad Kabhi Kawabo Mein Mile,

Jis Tarah Sukhe Hue Phule Kitabo Mein Mile.

20+ Hindi Ghazal Collection by Popular Poets

Hum Hi Mein N Thi Koi Baat,
Yaad Tumko N Aa Sake,

Tumne Hume Bhula Diya,
Hum N Tumhe Bhula Sake,

Kissa-E Gam Sunega Kon,
Kiski Juba Khulegi Phir,

Hum N Agar Suna Sake,
Hum Hi Mein N Thi Koi Baat,

Yaad Tumko Aa Sake,
Shoke-Vishal H Yaha,

Lab Pe Sawal H Yaha,
Kiski Majal H Yaha,

Humse Najar Mila Sake,
Hum Hi Mein N Thi Koi Baat,

Yaad Tumko N Aa Sake,
Tumne Hume Bhula Diya,

Hum N Tumhe Bhula Sake,
Yaad Tumko N Aa Sake,

Hum Hi Mein N Thi Koi Baat,

Sad Ghazal Song in Hindi

Teri Yaad Mein Dil Bekarar Ho Gaye Re,
Mere Tere Bina Jeena Dushwar Ho Gaya Re,

Jab Se Hai Dekha Tujhe Ho Gaya Deewana Mein,
Tu Meri Shama Re Tera Parwaa Mein,

Puch Mera Haal Kabhi, Baith Mere Pass Tu,
Aake Bujha De Meri Aankho Ki Pyas Tu,

Tera Pyar Mere Dil Ko Karara Ho Gaya Re,
Mere Tere Bina Jeena Dushwar Ho Gaya Re,

Zindagi Gujaru Teri Julfo Ki Chaw Mein,
Haye Mujhe Maut Bhi Jo Ayae To Teri Baaho Mein,

Mere Tere Sath Ek Naar Ho Gaya,
Mere Tere Bina Jeena Dushwar Ho Gaye Re,

Humne To Chaha Tujhe Marke Bhi Chahenge,
Roke Zamana Chahe Pyar To Nibhayenge,

‘Saadik’ N Mera Ab Sath Kabhi Chutega,
Tere Liye Duniya Ki Rasmo Ko Todega,

35 Famous Ghazals in Urdu for Your Beloved

Hum Apni Chake-Jeb 1 Ko See Rehte Ya Nahi,
Faate Mein Paav Dene Ko Aaye Kaha Se Tum,

Ab Dekthe Hai Khoob To Weh Baat Hi Nahi,
Kya-Kya Wagrna Kehte The Apni Jaba Se Tum,

Khul Jayengi Phir Aankhe Jo Mar Jayega Koi,
Aate Nahi Ho Baaj Mere Imtiha Se Tum,

Jitney The Kam Tim Aaj Nahi Paate Utna Hum,
Hardam Chale Hi Jate Ho Aabe-Raba 2 Se Tum.

1. Chitada Hua Daman
2. Behta Hua Jal

Hindi Sad Ghazal About Life

Ye Jo Huqam H Mere Pass N Aaye Koi,
Esliye Ruth Rahe H Ki Manaye Koi,

Ho Chukka Aisa Ka Jalsa To Mujhe Khat Bheja,
Aapki Tarah Se Mehmaan Bulaye Koi,

Aapne ‘Daag’ Ko Mooh Bhi N Lagya Afsos,
Usko Uthna Tha Kaleje Se Lagaye Koi,

Ye Jo Huqam H Mere Pass N Aaye Koi,
Esliye Ruth Rahe H Ki Manaye Koi,

Daag Dehlawi

30+ Best of Meer Ghazals and Shayari

Bazar Ko Nikle Hai Log Bech Ke Ghar Ko,
Kya Ho Gaya Hai Jaane Aaj Mere Sehar Ko,

Kitne Hai Meharbaan Yaha Ke Baheliye,
Kehte Hai Parindo Se ‘Udo’ Kaat Ke Par Ko,

Gila Hai Kahi Subah Ki Kushiyo Ka Kehkaha,
Chup-Chup Koi Roya Hai Raat Pichle Pehar Ko,

Chulo Mein Hai Bujhi Hui Jalti Hai Jigar Mein,
Kaisi Ajeeb Aag Mili Zindagi Bhar Ko,

Thehri Hui Ai Bheed Ek Ubti Hui,
Lagta Hai Koi Rehnuma Nikla Hai Safar Ko,

Chehro Mein Kahi Chehre Dikhaye Mujhe Dete,
Yeh Kon-Si Najar Hai Lagi Meri Najar Ko,

Kehte Hai We Rukiye Nahi, Chalte Jaiye,
Chalte To Ham Hai Hai Chalk E Magar Jaye Kidhar Ko.

Dr. Ramdarsh Mishar

Sad Ghazal About Life

Waqt Ka Aakhiri Farmaan Abhi Baaki Hai,
Mere Anjaam Ka Elaan Abhi Baaki Hai,

Aap Hamdardi Se Kyu Maar Rahe Hai Mujhko,
Kya Mere Jism Mein Kuch Jaan Abhi Baaki Hai,

Bechkar Khud Ko Kahi Karz Chukaye To Sahi,
Par Kharidar Ka Ehsaan Abhi Baaki Hai,

Hathkadi Le Ke Kise Dhund Rahe Hai Sab Log,
Kya Sehar Mein Koi Ehsaan Abhi Baaki Hai,

Dastakat Jinko Karane Hai Jara Sabar Kare,
Ghar Mein Kuch Roz Ka Saman Abhi Baaki Hai,

Ek Chehra Hai Jo Khawabo Mein Najar Aata Hai,
Uske Deedar Ka Armaan Abhi Baaki Hai,

Kyu Lipat Jaaye Gale Se Mere Khud Aake Bahar,
Chak Hokar Bhi Gareban Abhi Baaki Hai,

Mein Bhi Shayar Tha Kabhi Yaad Dilane Ke Liye,
Ek Toota Sa Kalamdaan Abhi Baaki Hai,

Kis Tarah Mitayenge Mitane Wale,
Ek Apna Bhi Nigehban Abhi Baaki Hai,

Kat Gayi Umar Magar Kat N Saki Jo ‘Rahi’,
Mere Seene Pe Wo Chattan Abhi Baaki Hai.

Balswroop Rahi

15+ Best of Munawwar Rana Ghazals

Daag Weh Humko Mila Jeene Se Nafrat Ho Gayi,
Chod De Aye Dil Dhadkan, Ab Qayamat Ho Gayi,

Aye Shabe-Gam Ab To Apne Sath Hi Chale Mujhe,
Zindagi Apne Liye Harfe-Malamat Ho Gayi,

Chod De Aye Dil Dhadkana Ab Qayamat Ho Gayi,
Daag Weh Humko Mila Jeene Se Nafrat Ho Gayi,

Hum Sunaye Kiskio Jakar Apne Gam Ki Dasta,
Aasma Ki Har Tabhai Apni Kismat Ho Gayi,

Chod De Aye Dil Dhadkan, Ab Qayamat Ho Gayi,
Daag Weh Humko Mila Jeene Se Nafrat Ho Gayi.

Sad Ghazal and Poetry

Jiska Koi Bhi Nahi Uska Khuda H Yaaro,
Mein Nahi Kehta, Kitabo Mein Likha H Yaaro,

Intezaar Aaj Ka Din Ka Tha Badhi Muddat Se,
Aaj Usne Mujhe Deewana Kaha H Yaaro,

Mood Ke Dekhu To Kidhar Aur Sada Du To Kise,
Mere Maji Ne Mujhe Chod Diya H Yaaro,

Koi Deta H Duaye To Ye Jal Uthta H,
Mera Jeevan Kisi Mandir Ka Diya H Yaaro,

Mein Andhere Mein Rahu Ya Ujhale Mein Rahu,
Aisa Lagta H Jaise Koi Dekh Raha H Yaaro,

Jiska Koi Bhi Nahi Uska Khuda H Yaaro,
Mein Nahi Kehta, Kitabo Mein Likha H Yaaro,

Intezaar Aaj Ka Din Ka Tha Badhi Muddat Se,
Aaj Usne Mujhe Deewana Kaha H Yaaro.

Karishan Bihari ‘Noor’

15+ Best of Mirza Ghalib Ghazals

Jiski Aankho Mai Haya Aur Dil Mai Khudari Nahi,
Aajkal Jine Mai Usko Koi Dushwari Nahi,

Desh Ki Halat Bigarti Ja Rahi Hai Din-B-Din,
Aur Delhi Kahe Rahi Hai Koi Bimari Nahi,

Maut Se Ladti Rahi, Lekin Hai Jinda Aaj Bhi,
Jane Kitna Hoslka Tha Zindgi Hari Nhi,

Aag Sine Mai Bhari Ho, Ye To Achi Baat Hai,
Kudh Jana Aag Mai Koi Samajdari Nahi,

Khubsurat Bhi Hai, Dilkash Bhi Hai,Dariya Dil Bhi Hai,
Ushme Sari Khubiya Hai, Bas Wafadari Nahi,

Ishliye Rajender Shamil Ho Na Paya Bhid Mai,
Ush Me Fankari To Hai Lekin Adakari Nahi.

Rajender Tiwari

Sad Ghazal About Death

Jawab Ke Dayro Mein Rehkar Sawal Karna,
Hame N Aaya, Kuch Iss Tarah Arje-Haal Karna,

N Jaane Kya Masalhat Ho Uske Mukalmo Mein,
Jo Paas Baitho To Sirf Itna Khayal Karna,

Ye Log Maare Hue Hai Andhi Musafato Ke,
Unhe N Aaya Sadakato Se Visaal Karna,

Koi Vasila To Ho Ki Ek Saile-Harf Umde,
Jo Kar Sako Tum To Phir Ye Kare-Muhal Karna,

Ye Mujmid Aahte To Pathar Hai Raste Ki,
Yahi Se Aagaje-Pursise-Maho-Saal Karna,

Ye Ughte Walwale Bhi Ek Roj Jag Uthenge,
Jameer Bedar Ho To Fir Kya Malal Karna.

Asraar Jaidi

17 Best Jagjit Singh Ghazal Collection

Toote Dilo Ke Saaj Ko Fir Se Sajaiye,
Soyi Hui Ummide Wafa Fir Jagaiye,

Tumko Bula Rahi Hai Mere Dil Ki Sadaye,
Aye Hamsafar! Khuda Ke Liye Laut Aaiye,

Jisne Wafa Ke Naam Pe Khud Ko Mita Diya,
Uski Wafa Pe Aap Tohmat N Lagaiye,

Dariya Weh Khud Kahega Ki Kuch Bhi Nahi Hu Mein,
Usko Mere Ashqo Ke Mukabil To Laiye,

Pathar Milenge Aapko Iske Jawab Mein,
Seeshe Ke Ghar Mein Baith N Pathar Chalaiye,

‘Chetan’ Yeh Raahe Ishq Hai Isme Kaha Sukun,
Ashar Gam Oh Dard Kea B Gungunaiye.

Chetanye Chetan

Hindi Sad Ghazal Collection

Jo Bhi Mili Hai Raah, Ushi Raah Chal Pade,
Kante Chubhe To Ashq Hi Aankho Se Dhal Pade,

Dahsat Main Bharke Hamne Jhatkai Aastin,
Usme Se Dosto Ke Chare Nikal Pade,

Kuch Is Tarah Se Dood Main Dooda Ki Hum,
Manzil Karib Aane Se Phale Fhesal Pade,

Loota Hai Rahnumao Ne Dhoke Se Is Tarah,
Jaise Ki Har Mod Par Rahjan Ke Dhal Pade,

Chapar Ko De Gaye Daga, Suraj Ki Roshni,
Kirno Ke Raste Mein Bhi Phale Mahal Pade.

Dr. Vedparkash Amitabh

10+ Best of Rahat Indori Ghazals

Main Badghuman Tha Kuch Gujre Mausamo Se Bhi,
Ki Gard-Gard The Chehre Nayi Ruto Ke Bhi,

Ye Sochkar Ki Tahullak N Koi Unse Rahe,
Tamam Tod Diye Chahto Ke Rishte Bhi,

Giregi Kis Tarah Ye Nafti Ki Deeware,
Hami Badate Rahe Gar Dilo Ke Fasle Bhi,

Wo Raste Jo Sada Manjilo Se Door Rahe,
Rawana Unpe Kare Khusbuo Ke Kaafil Bhi,

Har Ek Smat Hai ‘Aasi’ Samundaro Ki Faseel,
Ghamo Ke Hai Koi Dekhe Jo Ye Jajeere Bhi.

Aasi Khanpuri

Sad Crying Ghazal Lyrics

Bekhawaish Ristho Ka Ek Saiab Hai Aur Main Tanha Hu,
Pani Meri Rooh Hai Lekin Bepani Ka Dairya Hu,

Saari Umar Jo Beet Gayi To Mithi Ne Ye Pucha Liya,
Kis Nagri Ka Baasi Hu, Kis Sehar Ka Rehne Wala Hu,

Milna-Julna Logo Se Ek Aadat Banti Jaati Hai,
Kya Hoga Anjaam, Ye Aksar Soch Ke Main Dar Jata Hu,

Toot Gata To Karobare-Duniya Mein Kya Farq Pada,
Main Bhi To ‘Asfaak’ Zamane Ke Hatho Mein Khilona Hu.

Asfaak Hussain

10+ Best of Rahat Indori Ghazals

Ye Kya Kahe Din Aajkal Apne Kharab Hai,
Kaanto Se Ghir Gaye Hai, Samjh Lo Gulab Hai,

Ye Kehke Usne Bajm Ke Gul Kar Diye Charag,
Aaino Ki Jamat Hai, Ham Benaqab Hai,

Ham Mein Hi Nahi Hausla Baaki Raha Warna,
Kuch Bejuban Log Mukkamal Kitab Hai,

Ye Bhi To Ek Daur Hai, Phulo Ki Shokiya,
Aankho Ko Pathar Ki Tarah Dasityaab Hai,

Kya Baat Hai Ki Aaj Rihayi Ke Baad Bhi,
Khawabi Se Salakhe Hai, Salakho Mein Khawab Hai.

Parmod Tiwari

17 Best of Faiz Ahmad Faiz Ghazals

Ye Dil Ki Sada Hai Ye Meri Dua Hai,
Teri Zindagi Mein Kabhi Gam N Aaye,

Tu Meri Najar Se Juda Ek Pal Ho,
Meri Zindagi Mein Wo Pal Hi N Tha,

Ye Safar Tere-Mere Pyar Ka,
Meri Ja Kabhi Tamam N Ho,

Tere Sath Hi Meri Ho Sehar,
Tere Sath Hi Meri Sham Ho,

Tu Mili To Meri Dilruba,
Mila Zindagi Ka Mujhe Maja,

Yahi Aarzoo Hai Ki Ab Sada,
Mere Dil Mein Tera Kyam Ho.

~~~~~

Asfaak Hussain Ki Ghazal

Apni-Aap Se Darne Ko Jee Chahta Hai,
Kabhi-Kabhi To Marne Ko Jee Chahta Hai,

Aise Mein Jab Joro Par Tugyaani Ho,
Dariya Oar Utarne Ki Jee Chahta Hai,

Sannata Hai, Tum Ho Sham Hai Garmi Ki,
Apne-Aap Sawarne Ko Jee Chahta Hai,

Jisse Milar Dil Mein Gulista Khilte The,
Usse Baat N Karne Ko Jee Chahta Hai.

Asfaak Hussain

Popular 15 Online Songs Lyrics in Hindi

Thodi Si Pee Sharab, Thodi Uchal Di,
Kuch Iss Tarah Se Humne Apni Jawani Nikal De,

Humne Siya H Ishq Mein Hotho Ko Iss Tarah,
Jisne Bhi Jaha Mein Humari Mishal Di,

Ab Darr Nahi Zamane Mein Dosto,
Humne To Dushmani Bhi Mohabbat Mein Dhal Di,

Mein Chur Hu Nashe Mein, Mujhe Kuch Khabar Nahi,
Mujh Pe Nigahe-Shok Kab Tumne Daal Di,

Kyu Mujhko Tha Tumhare Aane Ka Intjaar,
Gumnam Maine Maut Bhi Raste Mein Taal Di.

Sad Ghazal SmS Collection

Beete Hue Kuch Din Aise Hai, Tanhai Jinhe Dohrati Hai,
Ro-Ro Ke Gujrati Hai Raate, Aankho Mein Sehar Ho Jati Hai,

Sharma Ke Kabhi Yu Chup Jana, Has-Has Ke Kabhi Yu Chal Dena,
Chunri Ke Mulayam Kone Ko, Daanto Mein Dabakar Bal Dena,

Mere Baaho Mein Sar Rakh Ke, Mere Dil Ke Kareeb Aana,
Tujhe Bhi Yaad Hogi Kasam Jo Tune Khayi Thi,

Liye Firta Hu Najro Mein Usi Khamosh Manjar Ko,
Njar Ikrar Ki Pehli Jo Ki Tune Jhukayi Thi.

Ehsan Danish

25+ Dard Bhari Ghazal by Famous Poets

Yu Hum Muddat Baad Mile,
Jyu Bhuli-Si Yaad Mile,

Sabke Sab Nashad Mile,
Aakhir Sab Barbad Mile,

Koi To Mere Jaisa,
Usko Mere Baad Mile,

Ha, Ek Roj Hua Aisa,
Hum Khud Ko Barbad Mile,

Aksar Unke Jalso Mein,
Uthte Hue Vivad Mile,

Kahi ‘Sarthi’ Duniya Mein,
Ham Jaise Aabad Mile.

Aacharya Sarthi