Sad Urdu Ghazal Collection
Jigar Aur Dil Ko Bachana Bhi Hai,
Najar Aap Hi Se Milana Bhi Hai,
Mohbbat Ka Har Bhed Pana Bhi Hai,
Magar Apna Daman Bachana Bhi Hai,
Jo Dil Tere Gam Ka Nishana Bhi Hai,
Katile-Jafaye-Zamana Bhi Hai,
Khirad Ki Ibadat Jaruri Hi Sahi,
Yahi To Janun Ka Zmana Bhi Hai,
Mujhe Aaj Sahil Pe Rone Bhi Do,
Ki Tufan Mein Muskurana Bhi Hai,
Zamane Se Aage To Badiye “Mazaz”,
Zamane Ko Aage Badhana Bhi Hai.
25+ Love Ghazal in Urdu and Hindi
Jiske Hotho Pe Hasi, Paon Mein Chale Honge,
Ha Wahi Log, Tere Chahne Wale Honge,
Meh Barsati H Fhijao Pe Nasha Tari H,
Mere Saaki Ne Kaha Jaam Uchale Honge,
Sham Le Aaye H Jalwa Ghae Jana Se,
Ab Har Aalam Mein Ujhale Hi Ujhale Honge,
Ha Wahi Log Tere Chahne Wale Honge,
Hum Badhe Naaj Se Aaye The Mehfil Mein,
Kya Khbar Thi Lab-E-Ijhar Pe Taale Honge
Jiske Hotho Pe Hasi, Paon Mein Chale Honge,
Sad Urdu Ghazal About Life
Kuch Din To Baso Meri Aankho Mein,
Phir Agar Khwab Ho Jao To Kya,
Koi Rang To Do Mere Chehre Ko,
Phir Jhkam Agar Mehkao To Kya,
Ek Aaina Tha Jo Toot Gaya,
Ab Khud Se Agar Sharmao To Kya,
Mein Tanha Tha, Mein Tanha Hu,
Tum Aao To Kya N Aao To Kya,
Jab Hum Ho N Mehke Phir Sahab,
Tum Baad-E-Saba Kehlao To Kya,
Jab Dekhne Wala Koi Nahi,
Bujh Jao To Kya, Jal Jao To Kya.
25+ Sad Ghazal in Urdu for Boyfriend
Shabab-E-Raftar Ki A Koi Yaadgar Nahi,
Bahar Mein Bhi To Ranginiya-E Bahar Nahi,
Kabhi Hayat Ki Jamin Kabhi Wasila-E Gar,
Nigaah-E-Dost Tera Koi Aitbaar Nahi,
Bahar Asal Mein Hoti H Dil Ki Shadadi,
Najar Ke Samne Jo Kuch H Wo Bahar Nahi,
Bahaar Mein Ranginiya-E Bahar Nahi,
Tere Jamal Ko Jab Tak N Ilam Mil Jaye,
Kabhi Chirag Ko Jalne Ka Ikthiyar Nahi,
Hayat Mein Kahi Tufan Aane Wale H,
Bahut Dino Se Koi Mauj Beqarar Nahi,
Wo Ab Bhi Mujhse Naraj H Kya Karu “Rana’,
Salam Karne Ka Unko Gunegar Nahi.
Ranu
Sad Urdu Ghazals Lyrics
Wo Apne Chehre Mein Soo Aftab Rakthe H,
Esliye Wo Rukh Pe Nakab Rakthe H,
Wo Pass Baithe To Aati H Dilruba Kusbhu,
Wo Apne Hontho Pe Khilta Gulab Rakthe H,
Hare K Wark Mein Tumhi Ho Jane-Mehbubi,
Hum Apne Dil Ki Kuch Aisi Kitab Rakthe H,
Jahane-Ishq Mein Sohni Kahi Dikhayi N De,
Hum Apni Aankh Mein Kitn Chnab Rakthe H,
Esiliye To Wo Rook Pe Naqab Rakthe H.
Wo Apne Chehre Mein Soo Aftab Rakthe H.
15+ Top Hindi Ghazal Lyrics for Your Lover
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi,
Kabhi Ashq Aankh Se Dhal Gaye,
Wo Tumhare Gam Ki Chirag H,
Kabhi Bujh Gaye, Kabhi Jal Gaye,
Mein Khayalo-Khwabo Ki Mehfil,
N Bakrde Shok Saja Saka,
Tumhari Ek Najar Ke Sath Hi,
Mere Sab Irade Badal Gaye,
Kabhi Rang Mein Kabhi Roop Mein,
Kabhi Chawi Mein Kabhi Dhoop Mein,
Kahi Aftawae Najar H Wo,
Kahi Mehtab Mein Dhal Gaye,
Jo Fanah Hue Game-Ishq Mein,
Unhe Jindagi Ka N Gam Hua,
Jo N Apni Aag Mein Jal Sake,
Wo Prayi Aag Mein Jal Gaye,
Ya Unhe Bhi Meri Tarah Junu,
To Phir Unme Mujhme Ye Farq Kya,
Mein Girfate Gam Se N Bach Saka,
Wo Hadude-Gam Se Nikal Gaye.
Sad Urdu Ghazal for Friendship
Khudkhusi Ko Bekhudi Tak Mein Khyal Aata Raha,
Par Kabhi Koi, Kabhi Koi Swal Aata Raha,
Koi Pachtawa Nahi Apne Gunhao Par Mujhe,
Apni Neki Par Magar Aksar Malal Aata Raha,
Jikar Tha Gustaq Logo Ko Mili Kya Kya Saja,
Naam Mera Barah Banker Missal Aata Raha,
Din Dhade Kaam Kuch Aise Galat Hote Rahe,
Raat-Bhar Jeelo Ke Pani Mein Ubhal Aata Raha,
Jinke Chehro Ko N Tha Sharmo-Haya Se Wasta,
Unke Chehro Par Jara Jyada Jmal Aata Raha,
Humsafar, Humraaz, Humdum Jane Kis-Kis Bhes Mein,
Dil Ki Daulat Lutne Wo Bakmal Aata Raha,
Phunk Ghar Wo To Kabhi Ka Aa Chukka Bazar Mein,
Paas Uske Bhi Magar Unka Dalal Aata Raha,
Ek Din Dil Tutha Kissa Nibat Jata Magar,
Umar Ke Har Mod Par Wo Din Wo Saal Aata Raha,
Uss Taraf, Deewar Ke Uss Paar Kaisa Jashan Tha,
Iss Taraf Udhkar Hawao Mein Gulal Aata Raha.
20+ Best Romantic Ghazal in Urdu for Her
Dost Banker Bhi Nahi Sath Nibhane Wala,
Wahi Andaj H Jaalim Ko Jamane Wala,
Kya Kahe Kitne Marasim The Hamare Usse,
Wo Jo Ek Shaks H Mooh Ferkar Jane Wala,
Dost Banker Bhi Nahi Sath Nibhane Wala,
Wahi Andaj H Jaalim Ko Jamane Wala,
Kya Khbar Thi Jo Meri Ja Mein Ghula Rehta Hai,
H Wahi Mujho Saredar Bhi Lane Wala,
Maine Dekha H Baharo Mein Chaman Ko Jalte,
H Koi Khwab Ki Taabir Btane Wala,
Tum Taqullaf Ko Bhi Iqlaas Samjhate Ho ‘Faraz’,
Dost Hota Nahi Har Hath Milane Wala,
Wahi Andaj H Jaalim Ko Jamane Wala,
Dost Banker Bhi Nahi Sath Nibhane Wala.
Ahmad Faraz
Sad Urdu Ghazal for Girlfriend
Aap Aaye To Khayle-Dile Nashad Aaya,
Aap Ne Yaad Dilya To Mujhe Yaad Aaya,
Kya Kaha, Phir To Kahi Bhul Gaye Hum Kisko,
Sadke Uske Jo Tumhe Bhul Ke Bhi Yaad Aaya,
Najar Aati H Kahi Aisi Bhi Qaatil Shakle,
Dekhkar Jinki Tarah Humko Khuda Yaad Aaya,
Kal Shab Mein Koi Soo Baar To Bijli Chamki,
Raat Dil Ko Koi Soo Baar Tu Hu Yaad Aaya
Aap Aaye To Khayle-Dile Nashad Aaya,
Aap Ne Yaad Dilya To Mujhe Yaad Aaya.
20+ Sad Ghazals Heart Touching Lyrics
Aye Jane Tamnna Teri Charcha Na Karenge,
Marr Jayenge Lekin Tujko Ruswa Na Karenge,
Hotho Pen A Layenge Kabhi Teri Kahani,
Kar Denge Tere Hijar Mein Barbaad Jawani,
Tute Hue Dil Ka Kabhi Shikwa N Karenge,
Hum Apna Koi Gam Na Dhikayenge Jahan Ko,
Fariyad Uthi Dil Se To See Lenge Juban Ko,
Hum Raaz Mohabbat Kabhi Afsa N Karenge,
Dil Mein To Rahega Teri Yaado Ka Basera,
Lenge Na Kabhi Naam Kisi Bajm Mein Tera,
Bhule Se Bhi Tohine- Tamnna N Karenge,
Marr Jayeneg Lekin Tujhko Ruswa N Karenge.
Popular Sad Urdu Ghazals
N Udha Yu Thokro Se Meri Khak-E Kabar Jaalim,
Yahi Ek Reh Gayi H Mere Pyar Ki Nishani,
Ishq Mein Kho Jao,
To Baat Ki The Ko Paoge,
Kadar Humari Kuch Janoge,
Dil Ko Kahi Lagaoge,
Sabar Kaha Betabi-E Dil Se,
So-So Baar Gali Mein Bhatke,
Ghar Se Bahar Aaoge,
Ashq To Pani Ke H Lekin,
Chalte Chalte Aayenge,
Dil Ki Lagi Hairan H Sahab,
Kis Dab Milke Bujhaoge,
Chahat ‘Meer’ Sabhi Karte H,
Tum To Abhi Atab Ho Jaise,
Jo Tum Hath Uthaoge,
Ishq Mein Kho Gaye To,
Baat Ki The Ko Paoge,
Dil Ko Kahi Jo Lagaoge.
Meer Taki Meer
30+ Best of Bewafa Ghazal In Hindi
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya H,
Safar Abhi Jane Kitna Pada H,
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya H,
Safar Abhi Jane Kitna Pada H,
Makan Ke Ab Maki Hone Pade H,
Hawa Ka Shor Mujhse Keh Raha H,
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya H,
Safar Abhi Jane Kitna Pada H,
Wo Mere Samne Baitha H Lekin,
Dil Ke Bich Kitna Faisla H,
Safar Abhi Jane Kitna Pada H,
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya H,
Safar Abhi Jane Kitna Pada H,
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya H,
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya H,
Safar Abhi Jane Kitna Pada H,
Suleman Sayyad
Sad Urdu Ghazals
Kyu Humse Khafa Ho Gaye Aye Jane-Tamnna,
Bhige Hue Mausam Ka Maja Kyu Nahi Lete,
Ye Raat Mein, Barssat Mein, Sawan Ka Mahina,
Aise Mein To Sholo Ko Bhi Aata H Pasina,
Iss Raat Garibo Ki Dua Kyu Nahi Lete,
Dekhe To Jara Jhak Ke Bahar Ki Fijaye,
Barsaat Mein Ek Aag Lagati H Hawaye,
Iss Aag Ko Sine Mein Basa Kyu Nahi Lete,
Bhige Hue Mausam Ka Maja Kyu Nahi Lete,
Aaya H Kise Raas Judai Ka Ye Aalam,
Tadpenge Akele Mein Udhar Aap Idhar Hum,
Dil-Dil Se Meri Jaan, Mila Kyu Nahi Lete.
25+ Sad Ghazal About Life and Death
Shano Pe Gesuo Ki Ye Jhumti Ghtaye,
Iss Kafiyat Mein Aye Dil Ladkhada N Jaye,
Wo Kushbue Basi Hai Iske Asi Badan Mein,
Mehsus Ho Raha Hai Hum Aa Gaye Chaman Mein,
Kaliyo Se Honth Jukhe Bhawri Ki Neend Udhaye,
Shano Pe Gesuo Ki Ye Jhumti Ghtaye,
Wo Rang Aarzoo Ka Kuch Garm Kuch Gulabi,
Mahol Ban Gaya Hai Behka Hua Sharabi,
Madhosh Hai Zamana Makhmoor Hai Fhijaye,
Shano Pe Gesuo Ki Ye Jhumti Ghtaye,
Dekha Unhe Jo Chayi Masti-Si Hum Pe Aise,
Iss Khaym Ki Rubayi Padh Rahe Ho Jaise,
Wo Guftgu Kare To Sagar Se Khanknaye,
Shano Pe Gesuo Ki Ye Jhumti Ghtaye,
Palko Ki Chilman Se Wo Inka Humko Takna,
Bewajah Muskurana Aur Besabab Jijhkana,
Pagal Bnaye Humko Inki Yahi Adaye,
Shano Pe Gesuo Ki Ye Jhumti Ghtaye.
Sad Urdu Ghazal Facebook
Jab Bahare Chaman Mein Khilti Hai,
Teri Julfo Ki Baat Hoti Hai,
Ye Ho Sulje To Din Nikalta Hai,
The Jo Uljhe To Raat Hoti Hai,
Inki Kushbu Se Phool Khilte Hai,
Inko Chu Ke Saba Gujarti Hai,
Saare Aalam Ko Neend Aati Hai,
Julf Shane Pe Jab Bikharti Hai,
Inke Saye Chirag Jalte Hai,
Roshni Inke Sath Hoti Hai,
Mausam-Gul Ki Jaan Hai Julfe,
Range-Nikhat Ki Aan Hai Julfe,
Ye N Hoti To Kuch Nahi Hota,
Rooh Fitrat Ki Khan Hai Julfe,
Ye Jo Bikhre To Saare Aalam Mein,
Kushbhuo Ki Barat Hoti Hai.
30+ Heart Touching Ghazal Lyrics Collection
Jinda Rahe To Kiski Khatir,
Hosh Mein Aaye Kiske Liye,
Jane Wale Aa Nahi Sakte,
Shamye Jlaye Kiske Liye,
Rokte Kyu Ho Jam Mein Bharke,
Khoon Jigar Ka Peene Do,
Yeh To Taho Barbadi Se,
Khud Ko Bchaye Kiske Liye,
Jiske Liye Maangi Thi Duaye,
Jag Wahi Humse Ruth Gaya,
Ab Sajde Mein Gir Ke Yaaro,
Maange Duwaye Kiske Liye.
Urdu Sad Ghazal Shayari
Bohat Din Ho Gaye Shayad Sahara Kar Liya Uss Ne,
Hamare Baad Bhi Aakhir Guzara Kar Liya Uss Ne.
Humara Zikar Toh Uss Ke Laboon Pe Aa Nahi Sakhta,
Humein Ehsaas Hai Hum Se Kinara Kar Liya Uss Ne.
Woh Basti Ghair Ki Basti, Woh Koocha Ghair Ka Koocha,
Suna Hai Ishq Bhi Ab Toh Dobara Kar Liya Uss Ne.
Suna Hai Ghair Ki Bahoon Ko Woh Apna Samjta Hai,
Youn Lagta Hai Mere Dukh Ko Gawara Kar Liya Uss Ne.
Bhula Kar Pyar Ki Kasmein Aur Tode Kar Waade Mohsin,
Kisi Ko Zindagi Se Bhi Pyara Kar Liya Uss Ne.
25+ Dard Bhari Ghazal by Famous Poets
Yeh Kitabo Ke Kisse, Fasaano Ki Baatein,
Nigahoon Ki Jhilmil Judai Ki Raate.
Mohabbat Ki Kasmain, Nibhane Ke Waade,
Yeh Dhoka Wafa Ka Yeh Jhoote Iraade.
Yeh Baatein Kitabi, Yeh Nazmain Purani,
Na Inn Ki Haqiqat Na Inn Ki Kahaani.
Na Likhna Inhain, Na Hi Mehfooz Karna,
Yeh Jazbe Hain Bas Inn Ko Mehsoos Karna.
Urdu Sad Bewafa Ghazals
Woh Apni Saari Nafraten Mujh Pe Lutata Raha,
Mera Dil Jis Ko Sada Mohabbatein Sikhata Raha.
Uss Ki Aadat Ka Zara Yeh Pehlo Toh Dekho,
Mujh Se Kiye Waade Woh Kisi Aur Se Nibhata Raha.
Kuch Khabar Nahi Woh Shaks Kya Chahta Tha,
Ke Taaluq Tode Kar Bhi Mujh Ko Aazmata Raha.
Toote Howe Taaluq Main Bhi Kitni Majbhoti Hai,
Main Jitna Bhoolati Rahi Woh Utna Hi Yaad Aata Raha.
30+ Best of Meer Ghazals and Shayari
Kacchi Deewaro Thokar Na Lagana Mujhko,
Apni Najro Mein Basakar N Girana Mujhko,
Tumko Aankho Mein Tasuwar Ki Tarah Raktha Hu,
Dil Mein Dhadkan Ki Tarah Tum Bhi Basana Mujhko,
Baat Karne Mein Jo Mushqil Ho Tumhe Mehfil Mein,
Mein Samjh Jaunga Najro Mein Btana Mujhko,
Wadda Utna Hi Karo Jitna Nibha Sakte Ho,
Khwab Pura Jo N Ho Wo N Dikhana Mujhko,
Apne Risthe Ki Najakat Ka Bharam Rakh Lena,
Mein To Aashiq Hu Deewana Na Bnana Mujhko.
Sad Urdu Ghazal in Hindi
Tu Kahi Bhi Rahe Sar Pa Tere Ye Iljaam To H,
Tere Hatho Ki Lakiro Mein Mera Naam To H,
Mujhko Tu Apna Bana Ya Na Bana Teri Kushi,
Tu Zamane Bhar Mein Mere Naam Se Badnaam To H,
Mere Hisse Mein Koi Jaam Na Aaye Na Sahi,
Teri Mehfil Mein Mere Naam Koi Sham To H,
Dekhkar Log Mujhe Naam Tera Lete H,
Iss Pe Mein Khush Hu Mohabbat Ja Ye Anjaam To H,
Wo Sitamgar Hi Sahi, Dekh Ke Usko ‘Sabir’
Sukar H Uss Dile-Bimar Ko Arram To H.
Sabir Jalalabadi
10+ Best of Mehdi Hassan Ghazals
Mere Qatil Ko Pukaro Ke Main Zinda Hoon Abhi,
Phir Se Maqtal Ko Sanwaro Ke Main Zinda Hoon Abhi.
Yeh Shab-E-Hijar Toh Saathi Hai Meri Barsoon Se,
Jayo So Jayo Sitaro Ke Main Zinda Hoon Abhi.
Yeh Praishan Se Gaisu Daikhe Nahi Jaate,
Apni Zulfoon Ko Sanwaro Ke Main Zinda Hoon Abhi.
Lakh Moujoun Main Ghira Hoon, Abhi Dooba Toh Nahi,
Mujh Ko Sahil Se Pukaro Ke Main Zinda Hoon Abhi.
Khabar Se Aaj Bhi ‘Mohsin’ Ki Aati Hai Sada,
Tum Kahan Ho Mere Yaaro Ke Main Zinda Hoon Abhi.
Urdu Sad Love Ghazal
Kaid Se Hui N Rihayi Tamam Shab,
Mujh Diljale Ko Neend N Aayi Tamam Shab,
Chamak Chali Gayi Thi Sitaro Ki Subah Tak,
Ki Aasma Se Deda Brayi Tamam Shab,
Baithe Hi Gujri Wade Ki Shab Oh N Aa Fira,
Ijha Ajab Tarah Ki Uthayi Tamam Shab,
Jab Maine Shuru Kissa Kiya Aankhe Khol Di,
Yakini Thi Mujhko Chasmnumai Tamam Shab,
Waqte-Siyah Ne Der Me Kal Yawari Si Ki,
Thi Dushmano Se Inki Ladayi Tamam Shab,
Tare Se Teri Palko Pe Katre Se Ashq Ke,
Dete Rahe H “Meer” Dikhayi Tamam Shab,
Meer Taki Meer
15+ Best of Bashir Badr Ghazals
Ek Husan Ki Devi Se Mujhe Pyar Hua Tha,
Dil Uski Mohabbat Mein Giraftaar Hua Tha,
Ek Husan Ki Devi Se Mujhe Pyar Hua Tha,
Wo Roop Ki Jis Roop Se Kaliya Bhi Lajaye,
Wo Julf Ki Jis Julf Se Sharmaye Ghataye,
Mehkane Nighao Adao Ke Tarane,
Aisi Hi Ek Raat Thi, Aisa Hi Sama Tha,
Ye Chand Bhi Pura Tha, Zamana Bhi Gawah Tha,
Ek Pedh Ke Saye Mein Jab Ikrar Hua Tha,
Ek Husan Ki Devi Se Mujhe Pyar Hua Tha,
Dil Uski Mohabbat Mein Giraftar Hua Tha,
Kasmir Ki Waadi Ke Wo Purfaik Najare,
Lmhate-Mohabbat Ke Jaha Humne Gujare,
Gulnaar Najar Aati Thi Wo Sharam Ke Maare,
Ek Tarfa N The Husan-Oh Mohabbat Ke Ishare,
Usne Bhi Kahi Baar Mere Baal Saware,
Ehsaas, Jajbaat Ka, Ijhaar Hua Tha,
Ik Husan Ke Devi Se Mujhe Pyar Hua Tha.
Sad Urdu Font Ghazal
Ek Baar Chale Aao, Phir Aake Chale Jana,
Tumko To Mere Gito Ka Sangeet Bulata H,
Kuch Geet Mere Sun Lo, Kuch Apne Suna Jao,
Jo Tumko Bulaye To Phir Shok Se Mat Aana,
Ek Baar Chale Aao, Phir Aake Chale Jana,
Kis Baat Pe Ruthe Ho Bas Itna Bata Jao,
Ab Jaan Pe Ban Aayi H Lilah Chale Jao,
Kya Dil Ke Tadpan Ka Ehsas Nahi Tumko,
15 Best of Dushyant Kumar Ghazals
Meri Najar Se N Ho Door Ek Pal Ke Liye,
Tera Wajud H Laajim Meri Ghazal Ke Liye,
Kaha Se Dhund Ke Lau Chirag Se Wo Badan,
Taras Gayi H Nigah Kawal-Kawal Ke Liye,
Ek Aisa Tajurba Tujko Hua H Aaj Ki Raat,
Bacha Ke Dhadkan Rakh Li Maine Kal Ke Liye,
Hui N Jurhat Guftar To Sabab Ye Tha,
Mile N Lafaj Tere Husan Se Badan Le Liye,
‘Katil’ Jakhm Sahu Aur Muskrat Rahu,
Bane H Dayre Kya Kya Mere Amal Ke Liye,
Meri Najar Se Na Ho Door Ek Pal Ke Liye,
Tera Wajud H Laajim, Meri Ghazal Ke Liye.
Qateel Shifai