30+ Top Dr. Kumar Vishwas Shayari in Hindi

Collection of 30+ Top Dr. Kumar Vishwas Shayari in Hindi

Kumar Vishwas Shayari Collection

Baat unchi thi magar baat jara kaam anki,
Usne jazbaat ki aukaat jara kam anki,
Wo farista keh kar mujhe jaleel karta raha,
Mai insaan hoon, meri jaat jara kam anki.

Naval Ho Kar Purana Jaa Raha Hai, Tumko Suchit Ho,
Pun: Yovan Suhana Aa Raha Hai, Tumko Suchit Ho,
Jise Sun Kar Kabhi Tumne Kaha Tha – Maun Ho Jao,
Wo Dhoon Sara Zamana Gaa Raha Hai, Tumko Suchit Ho.

Collection of 20+ Famous Gulzar Shayari in Hindi

Ek do din me wo ikraar kaha ayega,
Har subah ek hi akhbaar kaha ayega,
Aaj bandha hai jo inn baaton me to bahal jayenge,
Roj inn baahon ka tyohaar kaha ayega.
Kumar Vishwas Shayari

Jaha Par Khtam Hoti Thi Meri Khawaish Ki Jid Kal Tak,
Usi Ek Mod Tak Khud Ke Safar Ko Md Rakha Hai,
Kitab-E-Jindagi Yu Padh Rahi Hai Aaj Kal Duniya,
Tumhare Naam Ko Ab Bhi Wark Chod Rakha Hai.

Kumar Vishwas Shayari in Hindi

Na pane ki khushi hai kuch, na khone ka hi kuch gam hai,
ye daulat aur shohrat sirf kuch jakhmo ka marham hai,
ajab si kasmkash hai roj jeene me, roj marne me,
mukkamal zindagi to hai magar puri se kuch kam hai.

Falak Pe Bhor Ke Dulhan Yu Saj Ke Aayi Hai,
Ye Din Ugha Hai Ya Suraj Ke Ghar Sagayi Hai,
Abhi Bhi Aate Hai Aansu Meri Kahani Mein,
Kalam Mein Shukar-E-Ada Ki Roshanayi Hai.

Best of Dr Rahat Indori Shayari in Hindi

koi kab tak mahej soche, koi kab tak mahej gaaye,
ilaahi kya ye mumkin hai ki kuch aisa bhi ho jaye,
mera mehtaab uski raat ke aagosh me pighale,
me uski neend me jaagu wo mujhme ghul ke so jaye.

Tumhi pe marta hai ye dil adawat kyu nahi karta,
kai janmo se bandi hai bagawat kyu nahi karta,
kabhi tumse thi jo wo hi shikayat he jamane se,
meri taarif karta hai mohabbat kyu nahi karta.

Kumar Vishwas Ki Shayari

Ek Pahade Sa Meri Ungliyo Pe Thehra Hai,
Teri Chupi Ka Sabab Kya Hai Ise Hal Kar De,
Ye Faqt Lafj Hai To Rok De Rasta Inn Ka,
Aur Agar Sach Hai To Baat Muqamal Kar De.

khud se bhi mil na sako itne paas mat hona,
ishq to karna magar devdas mat hona,
dekhna, chahna, mangna ya kho dena,
ye saare khel hai inme udaas mat hona.

35+ Munawwar Rana Shayari and Poetry

Hamare sher sun kar ke jo khamosh itna hai,
khuda jaane gurur-e-husn me madhosh kitna hai,
kisi pyale se pucha hai surahi ne sabab meh ka,
jo khud behosh ho keise bataye hosh kitna hai.
Kumar Vishwas Shayari

Kaha Pe Gum Ho Iss Bar Ki Barsaat Mein Tum,
Inn Khayalo Se Bhi Milti Ho Kabhi Raat Mein Tum.

75+ Romantic Shayari on Love in Hindi

jab aata he jeewan me khaylato ka hangama,
haasi baato ya jazbato mulakato ka hangama,
jawani ke kayamat daur me ye sochte hai sab,
ye hangame ki raate hai ya he raato ka hangama.

Dr Kumar Vishwas Shayari in Hindi

mile har jakhm ko muskan ko sina nahi aaya,
amarta chahte the par Zehar pina nahi aaya,
tumhari aur meri dasta me fark itna hai,
mujhe marna nahi aaya tumhe jeena nahi aaya.

Hame Malum Hai Do Dil Judai Seh Nahi Sakte,
Magar Rasme Wafa Ye Hai Ki Ye Bhi Keh Nahi Sakte,
Jara Kuch Dair Tum Unn Sahilo Ki Chik Sun Bhar Lo,
Jo Lehro Mein To Dube Hai Magar Sang Beh Nahi Sakte.

Top 30+ 2 Line Faiz Ahmad Faiz Poetry

wo jiska teer chupke se jigar ke paar hota hai,
wo koi gair kya apna hi ristedaar hota hai,
kisi se apne dil ki baat tu kehna na bhule se,
yaha khat bhi zara si der me akbaar hota hai.
Kumar Vishwas Shayari

Koi khamosh hai itna bahane bhul aaya hu,
kisi ki ek tarannum me tarane bhul aaya hu,
meri ab raah mat takana kabhi aye aasma walo,
me ek chidia ki aankho me udaane bhul aaya hu.

Kumar Vishwas Shayari

Kumar-Vishwas-Shayari

Zaroor Tumko Kisi Ne Dil Se Pukara Hoga,
Ek Baar To Chand Ne Bhi Tumko Nihara Hoga,
Maayus Hue Honge Sitare Bhi Uss Din,
Khuda Ne Jab Zameen Par Tumko Utara Hoga.

Iss udan pr ab sarminda me bhi hu or tu bhi hai,
asmaan se gira parinda me bhi hu or tu bhi hai,
choot gyi raste me jeene marne ki saari kasme,
apne apne haal me jinda me bhi hu or tu bhi hai,

2 Line Bashir Badr Shayari in Hindi

Phool Khilte Rahe Zindagi Ki Raaho Mein,
Hansi Chamakti Rahe Aapki Nigaaho Mein,
Kadam Kadam Par Mile Khushi Ki Bahar Aapko,
Dil Deta Hai Yahi Dua Baar Baar Aapko.
Kumar Vishwas Shayari

mil gaya tha jo muqaddar wo kho ke nikla hoon,
mein ek lamha hu har baar ro ke nikla hoon,
raah-e-duniya me mujhe koi bhi dushwari nahi,
mein teri zulf ke pencho se ho ke nikla hoon.

Kumar Vishwas Romantic Shayari

mehfil-mehfil muskana to padta hai,
khud hi khud ko samjhana to padta hai,
unki aankho se hokar dil jana,
raste me ye maikhana to padta hai.
Kumar Vishwas Shayari

Muskaan Aapke Hontho Se Kahi Jaye Nahi,
Aansu Aapke Palkon Pe Kabhi Aaye Nahi,
Pura Ho Aapka Har Aaya Hua Khawab,
Aur Jo Pura Na Ho Wo Khawab Kabhi Aaye Nahi.

Top 50+ 2 Line Meer Poetry In urdu

Nazar me sokhiya lab par mohabbat ka fasana hai,
meri ummeed ki zad me abhi sara zamana hai,
kai jeete hai dil ke desh par maloom hai mujhko,
sikandar hoon mujhe ek roz khaali haath jaana hai.
Kumar Vishwas Shayari

sab apne dil ke raja hai, sabki koi rani hai,
bhale prakashit ho na ho par sabki koi kahani hai.
bahut saral hai kisne kitna dard saha,
jiski jitni aankh hanse hai, utni peer purani hai.

Sad Life Status in Hindi

Love Shayari by Kumar Vishwas

Tumse Doori Ka Ehsaas Satane Laga,
Tere Saath Guzara Har Lamha Yaad Aane Laga,
Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Aye Dost,
Tu Dil Ke Aur Bhi Kareeb Aane Laga.
Kumar Vishwas Shayari

Mai tera khwab jee loon par lachari hai,
Mera guroor meri khwahison pe bhari hai,
Subaj ke surkh ujalon se teri maang saze,
Mere saamne to ye shyah raat saari hai.

Famous 20+ Meer Taqi Meer Poetry in Urdu

Ek do roj me har aankhein ubb jaati hai,
Mujhko manjil nahi rasta samjhne lagte hai,
Jinko haasil nahi wo jaan dete rahte hai,
Jinko mil jaun wo sasta samjhne lagte hai.
Kumar Vishwas Shayari

Tumse Doori Ka Ehsaas Satane Laga,
Tere Saath Guzara Har Lamha Yaad Aane Laga,
Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Aye Dost,
Tu Dil Ke Aur Bhi Kareeb Aane Laga.

Hindi Shayari by Kumar Vishwas

Aankhein ki chat pe tehalte rahe kaale saaye,
Koi pahlo me ujale bharne nahi aaya,
Kitni diwali gayi, kitne dashare beete,
In munderon par koi deep na dharne aaya.

Tamanna Koi Bhi Mere Dil Ki Poori Na Hui,
Chahat Ka Koi Afsana Na Bana,
Aaj Phir Chali Gayi Zindagi Nazron Ke Saamne Se,
Aur Usse Baat Karne Ka Koi Bahana Na Bana.
Kumar Vishwas Shayari