15+ Islamic Shayari, Quotes and Messages

Islamic Quotes and Messages

Zum-E-Kasrat Tha Jinhe Sab Wo Hijazi Nikle,
Wo Behtar They Jo Kirdar Ke Ghazi Nikle,
Iss Haqiqat Ko Bhala Kon Chupa Sakta Hai,
Jitne Shabir Ke Qatil The Namazi Nikle.

Let Us Believe In The Messenger Of Allah,
And Follow The Light Which Has Been,
Sent Down With Him. Have A Blessed Muharram.

Ya Rab, Bless You From You Bounties,
And Make The Coming Year,
A Source Of Peace, Happiness And Success,
In Both Worlds For All The Muslims Throughout The Globe.

Top 50+ 2 Line Meer Poetry In urdu

Today’s Sunset Was The Last,
Sunset Of This Islamic New Year And,
I Pray That All Your Worries Set Down With This Sunset,
And New Beem Of New Year Spread,
Happiness In Ur Life.

Chun Li Khayal Ne Jo Azal Main Ali Aien,
Be Biz Ate Rasool Ki Ismat Ka Zeb-O-Zain,
Alhamd Ke Alif Ka Sarapa Dilo Ka Chain,
Wannaas Ki Ye Seen Ye Nut K Dil-E-Hussain,
Har Harf Kayinaat Ka Akaas Ban Gaya,
Dekha Jo Ghour Kar Ke Tao Abbas Ban Gaya.

Islamic Shayari in Urdu

You Alone We Worship,
And You Alone We Ask For Help,
For Each And Everything.
May Your Faith In Him
Always Bring You,
Peace And Prosperity,
Muharram SmS Message.

On These Last Days Of The Lunar Year 1432,
We Beg You Ya Allah [Subhana Wa Talla]
To Accept All Our Righteous Deedsand Overlook,
And Forgive All Our Baddeeds.

35+ Munawwar Rana Shayari and Poetry

Leta Tamaam Kaam Wo Apne Wali Se Hai,
Nisbat Har Ek Imaam Ki Noor-E-Jaali Se Hai,
Kul Akhtiyaar De Diya Hassan-O-Hussain Ko,
Deta Khuda Zaroor Hai Par Milta Ali Se Hai.

Jannat Ki Arzoo Main Kaha Jaa Rahe Hai Log,
Jannat To Karbala Main Khareedi Hussain Ne,
Duniya-O-Akhrat Main Jo Rehna Ho Chain Se,
Jeena Ali Se Seekho Marna Hussain Se.

Zulm Chahe Mazeed Hojaye,
Bacha Bacha Shaheed Hojaye,
Hum Hussain The Or Hussain Hi Rahenge,
Chahe Saari Dunya Yazeed Hojaye.

May All The Praises And Thanks Be To Allah,
To Whom Belongs All That Is In Heavens,
And In The Earth. Have A Blessed Muharram.

Islamic Shayari

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain,
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain,
Sar Dad, Na Dad Dast, Dar Dast-E-Yazeed,
Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain.

Ye Haq Ada Karega Zamana Husain Ka,
Ab Tak Zameen Pe Karzz Hai Sazda Husain Ka,
Jholi Phaila Kar Manglo Mumino,
Har Dua Kabul Karega Dai Husain Ka.

Sar Gair Ke Aage Na Jukane Wala,
Aur Nezy Pe Bhi Quraan Sunaney Wala,
Islaam Se Kya Puchte Ho Kon Hussain,
Islaam Ko Islaam Banane Wala. Happy Muharram

85+ Top 2 Line Mirza Ghalib Poetry in Urdu and Hindi

Sajde Se Karbala Ko Bandagi Mil Gayi,
Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mil Gayi,
Ek Chamman Fatima Ka Ujra,
Magar Saare Islaam Ko Zindagi Mil Gayi.

Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jaari Hai,
Khuda Ke Deen Ki Umar-E-Daraz Jaari Hai,
Sajde Main Rakh Ke Sir Ko Na Uthaya Hussain Ne,
Mere Hussain Ki Ab Tak Namaaz Jaari Hai.

New Year Manaye Waale Aur,
Iss Ki Mubarak Baad Dene Waale,
Ye Hadies Yad Rakhien,
Rasollallah Sallallah Alehy Wasalam,
Ka Farmaan Hai Ki Jis Ne,
Kisi Qoum Ki Mushabeht Ikhtiyar Ki,
Wo Unn Hi Main Shumaar Hoga.