Ghazals of Faiz Ahmed Faiz In Hindi
Kab tak ki dil ki khair manaye,
kab tak raah dhikaoge,
kab tak chain ki mohalat doge,
kab tak yaad n aaoge,
kab tak chain ki mohalat,
beeta deed-ummid ka mausam,
khak udti h aankho mein,
kab bhejoge dard ka badal,
kab barkha barsaoge,
ahead wafa aur turke-mohabaat,
ho chaho so aap karo,
apne bas ki baat hi kya h,
isme kya manwaoge,
kisne wasal ka suraj dekha,
kis par hijar ki raat dhali,
gesuo wale kaun the kya the,
unko kya batlaoge,
‘faiz’ dilo ke bhagya mein h,
ghar basna aur loot jana bhi,
tum unn husan ke lutfo-karam,
par kitne din itraoge,
kab tak chain ki mohalat,
kab tak dil ki khair manaye,
“faiz ahmad faiz”
===—@@—===
Yaad Ghazal Shayari In Hindi
Tune kuch bhi n kaha ho jaise,
mere hi dil ki sada ho jaise,
yu teri yaad se jee ghabraya,
tu mujhe bhul gaya ho jaise,
iss tarah mujhse kiye h shikwe,
mujhko apne se gila ho jaise,
tune kuch bhi n kaha ho jaise,
yu hare k naksh pe jhukti h jabi,
tera nakshe-kafe pa ho jaise,
tere hotho ki khafi se larjish,
ek hasin basar hua ho jaise.
Tune kuch bhi n kaha ho jaise,
===—@@—===
Sad Ghazal Lyrics
Kuch to chara-e gam baat to yukas ho jao,
tum khafa ho to ajal hi ko raaji kar lu,
aur phir kis ko pasand aayega virana-e dil,
gam se mana bhi ki iss ghar ko mein khali kar lu,
fekh dene ki koi chij nahi fazhal-oh kamaal,
warna hasil tere khatir mein ye bhi kar lu,
dil hi milta nahi shifalo se agar n ‘shibli’,
khoob gujre falak-bos se jop yaari kar lu.
“Molana shibli”
===—@@—===
Hindi Ghazal Shayari
Aye khuda aye malik arje sama,
kisse maange madad tere siwa,
aye bekaso ke wali de de hume sahara,
musqil mein teri rehmat ko humne h pukara,
haajat rava bhi tu h musqil kusha bhi tu h,
maalik tere karm pe imman h humara,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
aye bekaso ke wali de de hume sahara,
musqil mein teri rehmat ko humne h pukara,
insaaniyat ka dushman khud ban gaya insaan,
dekhegi aankh kab tak ye julm ka najara,
aye bekaso ke wali de de hume sahara,
musqil mein teri rehmat ko humne h pukara,
ijjat humari to bas hath mein h tere,
ho jaye hum pe maula rehmat ka ik ishara,
“Agyaat”
===—@@—===
Hindi Ghazal Lyrics On Chand
Yu saja chand chalka teere andaaj ka rang,
yu fija mehaki ki badla mere humraaj ka rang,
saya-aye chasam mein haira rukh-e roshan ka jamal,
surkh ye lab h, parisha teri awwaj ka rang,
yu saja chand ki chalka tere andaaj ka rang,
be piya hi agar lutaf kare aakhiri sahb,
seesha weh meh mein dhale subh ke aahaj ka rang,
yu saja chand chalka tere andaj ka rang,
jung mein rang bhi the apne lahu ke dum se,
dil ne leh badly to madham hua har saaj ka rang,
Soch le jagte saanso ka dariya hu mein,
apne gam-gusta kinaro ke liye behta hu mein,
jal gaya sara badan, inn mausamo ki aag mein,
ek mausam rooh ka h, jisme ab jinda hu mein,
apne gum-gusta kinaro ke liye behta hu mein,
dekhiye meri pajirahi ho, ab aata h kaun,
lamha bhar to waqt ki dehlij par aaya hu mein,
apne gum-gusta kinaro ke liye behta hu mein,
===—@@—===
Qateel Shifai Ghazal
Kaisa badal h jiska koi saya bhi nahi,
pyas wo dil ki bhujane kabhi aaya bhi nahi,
berukhi isse badhi aur bhala kya hogi,
ek muddat se hume usne staaya bhi nahi,
roj aata h dar-e dil pe wo dastak dene,
aaj tak humne paas bulaya bhi nahi,
Kaisa badal h jiska koi saya bhi nahi,
pyas wo dil ki bhujane kabhi aaya bhi nahi,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
sun liya kaise khuda jane zamane bhar ne,
wo fasana jo kabhi humne sunaya bhi nahi,
tum to shayar ho ‘qaatil’ aur wo ek aam sa shaks,
usne chaha bhi tujhe aur jtaya bhi nahi.
Qateel shifai
===—@@—===
Hindi Ghazal Shayari Lyrics
Gunge banke kehna sikho, sunna banke behra tum,
band aankho se khule daro se, dena ghar ka pehra tum,
Phatjad mein sukhe pato se, hariyali ghar mein karna,
aur bikharti pankhudiyo se, rachna khawab sunehra tum,
Bagh aur julhe khawab hue hai, paghdandi itihaas hui,
kissa ek khuni sikka hai, padh lo jiska chehra tum,
Nahi milega saat janam bhi, tola-masha-rati pyar,
gaon ghumo, basti ghumo, ghumo sehra-sehra tum,
Thodi der lagega kankar, layega tufan badha,
lekin puri jheel ka pani, dekhoge phir thehra tum.
Jani faster
===—@@—===
Sad Ghazal Lyrics In HIndi
Ye wafa ka diya aapne inaam mujhe,
aapse door rahu mil gaya paigam mujhe
Aapko dil se bhulau to bhulau kaise,
aapki yaad dilate hai hare k sham mujhe,
Mehfil chand-sitaro ki Mubarak tumko,
raas aa jayegi ye garidishe-ayaam mujhe,
Dil ke lutne ka sabab puch rahi hai duniya,
yaad aa jaye n aise mein tera naam mujhe.
===—@@—===
Long Urdu Ghazal By Meer
Tujh bin aye nobahar ke maanind,
fata hai dil anar ke maanind,
pahuchi shayad jigar tak aatishe-ishw,
ashq hai sab chingari ke maanind,
haar kar raat gale pade uske,
bijli tadpi bahu lekin n hui,
iss dile-bekara ke maanind,
uski sartej har falak hai ‘meer’,
khanjar-aabdar ke maanind.
“Meer”
===—@@—===
Sad Ghazal In Hindi
Tere Baare Mein Jab Socha Na Tha,
Main Tanha Tha Magar Itna Na Tha,
teri Tasveer Se Karta Tha Bataen,
Mere Kamre Me Aaina Na Tha,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
samandar Ne Mujhe Pyasa Hi Rakha,
Jab Main Sahra Me Tha Pyasa Na Tha,
Manane ruthne Ke Khel Me Hum,
Bichad Jayenge Yoon Socha Na Tha,
Suna hai Band Karli usne Ankhen,
Kayi raaton Se Wo Soya Na Tha.
===—@@—===
Hindi Ghazal On Dua
Dubne walo ki fehrisat mein bhi naam n ho,
mee jaisa kisi tarak ka anjaam n ho,
Uss giraftar ki kaise ho waqalat aakhir,
jiske sar par koi tohmat, koi ilzaam n ho,
Koi pahucha de meri aakhiri khawish tak,
jo mere sath hua uska chalan aam n ho,
Bas isi shak ke sahare hu salamat ab tak,
mein jehar jisko samjh baitha kahi jaam n ho,
Haye! Yeh tak n kaha maine ki bruts, tum bhi,
mere dil mein ye raha, dosti badnaam n ho,
Baithkar der talak suntan raha khamoshi,
iss irade se ki kahi yeh bhi tera kaam n ho,
Maine uff tak bhi n ki, julm jo had se gujra,
sochkar yeh ki kahi yeh bhi tera kaam n ho,
Roshni-roshni chillaoge tum yaad rakho,
kaise mumkin hai ki suraj ho jibeh, sham n ho,
Wo mujhe dekhkar keh de ki kahi dekha hai,
ho agar ye bhi tamasha to sareaam n ho,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
Log kehte hai dawa se hai badhi chij dua,
kya kare koi, dua se bhi jo aaram n ho,
Aajkal meri ghazal gaur se sunna yaaro,
maine jo kuch bhi kaha hai kahi ilham n ho.
Balswroop rahi
===—@@—===
Pyar karna to ek ibadat hai,
pyar karna koi gunah nahi,
bewafai ke hai, nisha jis par,
manjile-ishq ki wo raah nahi,
Pyar ristha nahi pal bhar ka,
pyar to umar bhar ka bandan hai,
teri chahat hai zindagi meri,
tera hi naam dil ki dhakan hai.
Aaj iss dul ka tu yaki kar le,
aur mera koi gawah nahi,
kon-sa pal hai ab mere dil mein,
tera aasma teri chahat n ho,
Lakh ban jaye yeh jaha dushman,
pyar ka sath hum nibhyaenge,
inn mehkati hui baharo mein,
ek duniya nayi basayenge.
Pyar gam mein bhi muskuraega,
aayegi inn labo pee aah nahi.
===—@@—===
Hindi Ghazal Shayari Sms
Taskaro ke hi desh mein mukhbari karte hai log,
unko dekhenge wahi jo taskari karte hai log,
Muskrane ke liye koi jaruri to nahi,
phir bhi jane kisliye ye maskhari karte hai log,
Maut se darte hai lekin, bijliya ko chu rahe,
kya samay aaya hai khud hi khudkashi karte hai log,
Aastino mein chipe baithe hai khatro ke liye,
aaj aisi dushmano se dosti karte hai log,
Kis jagah nagma nigari aa gayi hai dosto,
baasuri ki tan par ab shayari karte hai log.
Krishan mitar
===—@@—===
Ghazal Shayari Sms
saadgi ki, wasool ki baate,
aajkal hai fizool ki baate,
Ab fasado ke kaam aati hai,
ram ki aur rasul ki baate,
Jisne gulshan ki khair maangi thi,
sun raha h babool ki baate,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
Chikne farsh pe chal rahe hai jo,
wo kya samjhene, dhool ki baate,
Ham to kaanto ke bich rehte hai,
hum hi samjhenge phool ki baate
Dr urmilesh
===—@@—===
Ghazal Allama Iqbal Urdu
Shaktiya karta hu dil par gair se gaafil hu mein,
haye kya acchi kahi jaalim hu jaahil hu mein,
Mein abhi tak tha ki teri jalwa pairayi n thi,
jo numud-e-haq se mit jata hai wo baatil hu mein,
Bajm-e-hasti apni araish pet u naja n ho,
tu to ik tasveer hai mehfil hu mein,
Dhundta firta hu aye ‘iqbal’ apen apko,
aap hi goya musafir aap hi manjil hu mein.
Iqbal
===—@@—===
Teri Yaad Ghazal In Hindi
Naye roj unke bahane hue,
ye tevar sada ke purane hue,
Jara apni julfo ko bikheriye,
ghatao ko chede zamane hue,
Karine se lab pe saja li hasi,
agar gham kabhi jo chupane hue,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
N pedho pe chehke, n jhilp pe utre,
parinde bhi kitne sayane hue,
Teri yaad teri hi baate tamam,
meri zindagi ke khazane hue,
Hu darvesh apna hai sara jaha,
jaha chaav dekhi thikane hue.
Jani faster
===—@@—===
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
Ye kis khalish ne phir iss dil mein aashiyan kiya,
phir aaj kisne sukhun humse gayibana kiya,
gam-e jaha ho, ruche yaar ho, ki daste udu,
suluk jisse kiya humne aashiyana kiya,
the khak raah bhi hum log sehar tufan bhi,
kiya to kiya mehar aur kiya to kya n kiya,
jo raaj aaj har muddai ke labo par h,
wo raaj jisme hume ganda e-zamana kiya,
wo hilagar jo naseh h aur jafa khu bhi,
kiya bhi ‘faiz’ tune kis but se dostana kiya.
Faiz ahmad faiz
===—@@—===
Hindi Love Ghazal Shayari
Hai ghata chayi suhani lijiye,
indardhanusho ki nishani lijiye,
Mann nahi lagta kisi bhi baat mein,
dhundkar chithi purani lijiye,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
Taraste the ek ghar ko gaon mein,
ab samuchi rajdhani lijiye,
Paav chu yumna ghategi aapke,
ho gayi aakashbani lijiye,
Raat bhar lamba marusthal ka safar,
sath mein koi kahani lijiye.
Chandarbhal Sukumar
===—@@—===
Meer Taqi Meer Urdu Ghazal
Zindagi hoti hai apni gam ke maare dekhye,
mund li aankhe idhar se tumne pyare dekhiye,
raahe-door-ishq mein ab to rakha humne kadam,
rafta-rafta pesh kya aata hai bare dekhiye,
khanjre-bedad ko kya dekhte ho dadbadam,
aaankhe se insaf ki seene hamare dekhiye,
ek khun ho beh gaya, do rote hi rote gaye,
dida-oh-dil 1 ho gaye hai sab kinare dekhiye,
reh gaye sote ke sote kaafila jata raha,
ham to ‘meer’ iss reh ke kwabida 2 hai bare dekhiye.
- Aankh aur dil
- Sone wala
===—@@—===
Dard Bhari Ghazal
iss darde-duniya se gujar kyu nahi jate,
ye log bhi kya log hai marr ku nahi jate,
shoke hai wo kyu inko bhadkate nahi dekha,
khak ban ke do raaho mein bikhar kyu nahi jate,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
aansu bhi hai aankho mein duwaye bhi lab par,
bigade hue halaat sanwar kyu nahi jate,
hai kon zamane mein mera puchne wala,
nadan hai jo kehte hai ghar kyu nahi jate.
===—@@—===
Yaad Ghazal Shayari Hindi
Baharo ko chaman yaad aa gaya h,
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya h,
lachkati shaak ne jab sar uthaya,
kisi ka bankpan yaad aa gaya h,
saamne aa ke tujhko pukara nahi,
terei surat ko jabse dekha h maine,
urje fikri fan yaad aa gaya h,
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya h,
Baharo ko chaman yaad aa gaya h,
mile wo ajnabi banker to ‘rafhat’,
zamane ka chalan yaad aa gaya h,
mujhe wo gulbadan yaad aa gaya h,
Rafhat sultaan
===—@@—===
Very Sad Ghazal in Hindi
Nanhe se ek diye ka bas itna safar raha,
jalne ke sath sath hi bujhne ka dare raha,
Ab khawab ko bhi khawab n keh paunga kabhi,
wo iss tarah se sath mere raat bhar raha,
Ehsaan mere paav mein bedi–si padh gaye,
malum nahi kon-sa iljaam sar raha,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
Fir uske baad kya hua dhundhla sa yaad hai,
jab tak tumhara sath raha, ghar bhi ghar raha,
Jab fasla hua to laga aaina hu mein,
jab tak bahut kareeb raha bekhabar raha,
Wo akas wo ya aaine sab toot jayenge,
do-char pal mein teri najar mein agar raha.
Parmod Tiwari
===—@@—===
Bashir Badr Ghazal Hindi
Aye husan beparwah tujhe,
shbnam kahu, shola kahu,
phulo mein bhi shoki to h,
kisko magar tujhsa kahu,
Aye husan beparwah tujhe,
shbnam kahu, shola kahu,
phulo mein bhi shoki to h,
kisko magar tujhsa kahu,
Aye husan beparwah tujhe,
shbnam kahu, shola kahu,
gesu ushe mehki fiza,
jaadu kare aankh teri,
Aye husan beparwah tujhe,
shbnam kahu, shola kahu,
chanda ki tu h chandni,
lehro kit u h raagini,
jaane-tamnna mein tujhe,
kya kya kahu, kya n kahu.
Aye husan beparwah tujhe,
shbnam kahu, shola kahu,
phulo mein bhi……
Aye husan beparwah tujhe,
shbnam kahu, shola kahu,
phulo mein bhi shoki to h,
kisko magar tujsa kahu.
Bashir badr
===—@@—===
A Poem By Ghalib In Hindi
Dil-e-nadan tujhe hua kya h,
aakhir iss dard ki dawa kya h,
hum h mustak aur wo bezzar,
ya ilhai,, ye majra kya h,
me bhi mooh me jaban raktha hu,
kaash pucho ki muda kya h,
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
sabja-ao-gul kaha se aaye h,
abar kya chij h hawa kua h,
humko unse wafa ki h ummid,
jo nahi jante wafa kya h,
‘Ho bala kar tera bala hoga’
aaur darvesh ki sada kya h,
jaan tum par nishar karta hu,
mein nahi janta dua kya h,
maine mana ki kuch nahi ‘ghalib’,
muft hath aaye to bura kya h.
===—@@—===
Hindi Sad Ghazal Lyrics
Anderi raat h, me hu, akela deep jalta h,
hawa jag-jag ke soti h, pathik ab kon chalta h,
dhara ka kaun aakrshan timir mein khich laya h,
shitij se vyom mein koi tara nikalta h,
tumhari baat sochi, or apni baat bhi sochi,
inhi do binduo ke bich jeevan ki vikalta h,
n kuch bhi dhuli dhakkad ho to path kaise chala jaye,
kaha h chikne pathar par kadam jakar fishalta h,
kahu kya baat aankho ki inhe parda nahi aata,
kahi kuch vedna dekhi ki aansu beh nikalta h,
‘Trilochan’ bhav aate h to phir roke nahi rukte,
kabhi jharne ko dekha h jo apni dhal dhalta h.
Trilochan
===—@@—===
Sad Heart Touching Ghazal
Meri raaho mein aakar wo sada kaante bichate hai,
wo kaante hi meri himmat, meri taqat badate hai,
Kabhi wo waqt tha jab rooh ki awaaj sunte the,
magar ab rooh ki awaaz ko kyu dabate hai,
Jise sincha hai apne khoon se ab uss pe roonak hai,
usi gulshan ke gul ab kyu hame dushman btate hai,
Har ek takreer mein sabke badhe hamdard bante hai,
magar jab waqt aata hai, we daman kyu bachate hai,
Ye mumkin hai mera dushman kisi ka yaar bhi hoga,
jaba se ham kisi ko yaar ya dushman banate hai,
Unhone jo kiya uska mujhe kuch gham nahi lekin,
yahi afsos hai wo kyu mujhe apna btate hai,
Badhe masum hai waado pe jo vishwas karte hai,
‘tushar’ ab wo nahi hote jo waado ko nibhate hai.
Nityanand ‘tushar’
===—@@—===
Urdu Love Ghazal
Pghari chandni h, tum kaha ho ?
tumhari yamini h, tum kaha ho ?
amrit ke aachman ka arth hi kya,
trisha varigini h tum kaha ho ?
samshaye ulajhti ja rahi hai,
niyati unamidini h tum kaha ho ?,
tirohit ho raha gatirodh ka tam,
pargati anugamini h tum kaha ho ?
tumhare ‘Rang’ ki ye roop rekha,
badhi hastbhagini h tum kaha ho ?
Balbir singh ‘rang’
===—@@—===
Romantic Ghazal In Hindi
Unse hui thi aise mulaqat jade mein,
pal-pal pe sujhi humko khurafat jade mein,
Jo hath paav sard ho, ghutno mein dard ho,
mehmaan ki ho kaise mudarat jade mein,
Kambal bhi muflishi mein mera chor le gaye,
lo badh gayi hai aur bhi aafat jade mein,
Thandak se apne hont hai sikude hue janab,
ab senk kar hi hogi koi baat jade mein,
Hai paas mein razai, n ghar mein lugayi hai,
lambi syahi kaise kate raar jade mein,
Ab gulrakho ke ghar se nikalne ke din nahi,
sune pade hai phulo ke bagaat jade mein,
Tai ka bandhna bhi to fasi se kam nahi,
hoti hai kaisi-kaisi khurafat jade mein.
T. N. Raaj
Ghazals of Faiz Ahmed Faiz
===—@@—===
Meer Taqi Meer Ghazal
Marte hai hum to aadme-khaki ki shan par,
allah re dimag ki hai aasman par,
aafat mein hat murge-chaman gul ke shok mein,
jokho hajar-rang 1 ke rehti hai jaan par,
uss mehbub ke jalwo ka main hi nahi halak 2,
aafat ajab trah ki hai, saare jahan par,
andajo-naaj apne uss abaish ke hai keher,
soo soo jawan marte hai eke k aan par,
shoki to dekho aap aao baitho ‘meer’
pucha kaha, to bole ki meri jabar par.
- Bulbul
- Mara hua
===—@@—===
Heart Touching Ghazal
Daag weh humko mila jeene se nafrat ho gayi,
chod de aye dil dhadkana, ab qayamat ho gayi,
Aye shabe-gam ab to apne sath hi le chale mujhe,
zindagi apne liye harfe-mulaqat ho gayi,
hum sunaye kisko jakar apne gam ki dasta,
aasma ki har tabahi apni kismat ho gayi.
===—@@—===
Love Poetry Ghazal Sms
Ghazal mein bandies alfaaz hi nahi kaafi,
jigaar ko khoon bhi chaiye asar ke liye,
tumhare shehar ka mausam badha suhana lage,
mein ek sham churalu agar bura na lage,
jo dubna h to itne sukun se dubo,
ki aas-pass ki lehro ko bhi pata na lage,
tumhare bas mein ho to bhul jao hume,
tumhe bhulane mein shyaad hume jamana lage,
n jane kya h kisi ki udas aankho mein,
wo mooh chipa ke bhi jaye to bewafa n lage,
humare pyar se jalne lagi h ek duniya,
dua karo kisi dushman ki baddua n lage.
Farukh Kaiser
===—@@—===
Ahmed Faraz Urdu Ghazal
Ye aalam shok ka dekha n jaye,
jo boot h ya khuda dekha n jaye,
ye kin najro se tune aaj dekha,
ki tera deewana aaj dekha n jaye,
hamesha ke liye mujhse bichud ja,
ye manjar baraha dekha n jaye,
jo boot h ya khuda dekha n jaye,
galat h jo suna aajma kar,
tujhe aye bewafa dekha n jaye,
yeh mehrumi nahi paase-wafa h,
koi tere siwa dekha n jaye,
wo boot h ya khuda dekha n jaye,
‘faraz’ apne siwa h kaun tera,
mujhe tujse siwa dekha n jaye.
Ahmad faraz
===—@@—===
Hindi Love Ghazal
Wo sunehere din hame, raat sunheri de gaya,
chand-taare aur suraj sab jabani de gaya,
chinkar sapne meri aankho men pani de gaya,
wo bhi pyasa tha jo dariya ki rawani de gaya,
abke badal mere aangan mein karishma kar gaya,
sawali surat mein aaya, rang dhani de gaya,
jate-jate usne dil par dhai aakar likh diye,
yaani jo puri n hogi, wo kahani de gaya,
Sar se jab odhi to mere pair bahar ho gaye,
waqt mujhko phir wahi chadar purani de gaya,
Pyar lekar aap se, kuch geet dekar ‘kambari’,
ek nishani le gaya aur ek nishani de gaya.
Ansaar kambari