Top 30+ 2 Line Faiz Ahmad Faiz Poetry

Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu

Dunia Ne Teri Yaad Se Beghana Kar Diya,
Tujh Se Bhi Dil Fareb Hai Gham Rojgaar Ke.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Jab tujhe yaad kar liya, subah mehak-mehak uthi,
Jab tera gham jaga liya, raat machal-machal gayi.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Duniya ne teri yaad se begaana kar diya,
Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke.

Faiz Ahmad Faiz

Famous 30+ 2 Line Bashir Badr Shayari in Hindi

Wo Baat, Sare Fasane Me Jiska Jikar Na Tha,
Wo Baat Unko Bahut Naagawar Ghujri Hai.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Qarz-e-nigaah-e-yaar ada kar chuke hai hum,
Sab kuch nisaar-e-raah-e-wafa kar chuke hain hum.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Junu Mein Jitni Bhi Gujri Bekar Gujri Hai,
Agarche Dil Pe Kharabi Hajar Gujri Hai.

Faiz Ahmad Faiz

Faiz Ahmed Faiz Love Poetry

Ab apna ikhtiyaar hai chahe jahaa chale,
Rehbar se apni raah juda kar chuke hai hum.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

‘Faiz’ Main Shayar Wahi Hoon Shaam-E-Tanhaai Men Kal,
Dhadkanon Ke Saaz Par Jis Ki Ghazal Gaai Gayi.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Wo baat baat pe deta hai parindon ki misal,
Saaf-saaf nahi kehta mera sehar hi chod do.

Faiz Ahmad Faiz

25+ Famous 2 Line Ahmad Faraz Poetry and Shayari

Mohtasib Ki Khair Uncha Hai Usi Ke Faiz Se,
Rind Ka, Saaqi Ka, Meh Ka, Khum Ka, Paimane Ka Naam.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

tumhari ek nigaah se qatal hote hai log Faraz,
Ek nazar hum ko bhi dekh lo ke tum bin zindagi achi nahi lagti.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Wo Baat Saare Fasane Mein Jiska Jikar Nahi,
Wo Baat Unko Bahut Nagawar Gujri Hai.

Faiz Ahmad Faiz

Faiz Ahmed Faiz Romantic Poetry

Ab use roz na sonchu to badan toot ta hai Faraz,
Umar gujari hai uss ki yaad ka nasha kiye hue.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Bhule Se Muskura To Diye The Wo Aaj ‘Faiz’,
Mat Puch Walwale Dile-Nakrda-Kar Ke.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Ek nafrat hi nahi duniya mein dard ka sabab Faraz,
Mohabbat bhi sakoon walo ko badi takleef deti hai.

Faiz Ahmad Faiz

85+ Top 2 Line Mirza Ghalib Poetry in Urdu and Hindi

Ab Bhi Khizaan Ka Raaj Hai Lekin Kahi Kahi,
Gosha-E-Rah-E-Chaman Mein Ghazal-Khvaan Hue To Hai.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Hum apni rooh tere jism mein chod aaye Faraz,
Tujhe gale se lagana to ek bahana  tha.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Bhigi Hai Raat Faiz Ghazal Ibtidaa Karo,
Waqt-E-Sarod, Dard Ka Hangaam Hi To Hai.

Faiz Ahmad Faiz

Faiz Ahmad Faiz Poetry

Mana ki tum guftgoo ke fan mein mahir ho Faraz,
Wafa ke lafz pe atako to hume yaad kar lena.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Sajao Bazm Ghazal Gaao Jaam Taaza Karo,
Bahut Sahi Gham-E-Geeti Sharaab Kam Kya Hai.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Wo Baat Saare Fasane Mein Jiska Jikar Nahi,
Wo Baat Unko Bahut Nagawar Gujri Hai.

Faiz Ahmad Faiz

130+ 2 Line Status on Life and Love for Whatsapp

Zamane ke sawalon ko mein hans ke taal doon Faraz
Lekin nami aankho ki kehati hai “mujhe tum yaad aate ho.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Ab Tera Zikr Bhi Shayad Hi Ghazal Mein Aaye,
Aur Se Aur Hua Dard Ka Unvaan Jaana.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Apne hi hote hai jo dil pe war karte hai Faraz,
Warna gairon ko kya khabar ki dil ki jagah kaun si hai.

Faiz Ahmad Faiz

Faiz Ahmad Faiz Poetry 2 Line

Ye Dil Ke Daag To Dukthe The Yu Bhi, Par Kam-Kam,
Kuch Abke Aur Hai Hijran-E-Yaar Ka Mausam.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Tod diya tasbi ko is khyaal se Faraz
Kya gin-gin ke naam lena uska jo behisaab deta hai

Faiz Ahmad Faiz

125+ Collection of 2 Line Beautiful Hindi Love Shayari

Bhule Se Muskura To Diye The Wo Aaj ‘Faiz’,
Mat Puch Walwale Dile-Nakrda-Kar Ke.

Faiz Ahmad Faiz

♠♠—♣♣—♥♥

Tod diya tasbi ko is khyaal se Faraz,
Kya gin-gin ke naam lena uska jo behisaab deta hai.

Faiz Ahmad Faiz