Desh Bhakti Kavita in Hindi for Independence Day
Oh pawan weg se udne wale ghode,
tujhpe sawar h jo mera suhag h wo,
rakhiyo re aaj unki laj ho oh pawan weg se,
tere kandho pe aaj bhar h mewad ka,
karna padega tujhe samna pahad ka,
haldi ghati nahi h kaam koi khilwad ka,
dena jawab waha shero ki dahad ka,
ghadiya tufan ki h tere imthihaan ki h,
rakhiyo re aaj unki laaj ho, oh pawan weg se,
chakkae chuda dena tu dushman ki chalk e,
unki chati pe chadna paon ko uchal ke,
lana suhag mera wapas tu smbhal ke,
tere ithias mein akshar honge gulal le,
chetan mahan h tu bijli ka h tu,
rakhiyo re aaj unki laaj ho, oh pawan weg se,
===—@@—===
Top 10 Desh Bhakti Poems in Hindi
Desh Bhakti Kavita Collection
Taqat watan ki humse hai,
himmat watan ki humse hai,
ijjat watan ki humse h,
insaan ke hum rakhwale,
pehredar himalya ke hum,
jhoke h tufan,
sunkar garaj humari,
Sine fat jate h chattan ke,
sina h faulad ka apna,
phulo jaisa dil h,
tan mein vindhyachal ka bal h,
mann mein tajmehal h,
taqat watan ki hums h,
dekar apna khoon sinchte desh ki hum phulwadi,
bansi se bandook bnate h prem pujari,
Taqat watan ki humse h,
himmat watan ki humse h,
ijjat watan ki humse h,
insaan ke hum rakhwale, aakar kasam de koi,
raakhi kis behan ki, Desh Bhakti Kavita
denge apna seesh, ne denge mithi watan ki,
taqat watan ki humse h,
khatre mein ho desh tab ladna sirf dharm h,
marna kya chij aadmi leta naya janam h,
ek jaan h ek pran h sara desh humara,
sadiyo chalkar thak ruki, par kabhi n ganga dhara,
Taqat watan ki humse h, himmat watan ki humse h,
===—@@—===
Hindu Muslim Desh Bhakti Kavita
Hindu ka nahi h kisi muslim ka nahi h,
h hindu jiska naam shahido ki jami h,
hum ek h, hum ek h……….
hum ek h, hum ek h……….
Jheli h jiske waste baapu ne goliya,
aajad ne kheli h apne khoon se Holiya,
angreji hukumat ko laajpat ne hilaya,
faasi pe jawa khoon bhagatsingh ne chadya,
bijli ki tarah toot padhi laksmi bai,
mooh mooh gaye topo ke weh talwar chalyai,
hum ek h koi bhi juda nahi kar sakta,
majhab to kya ye julm bhi khud nahi kar sakta,
Hindu ka nahi h kisi muslim ka nahi h,
h hindu jiska naam shahido ki jami h,
hum ek h, hum ek h………. Desh Bhakti Kavita
ek aur bhi maa h jo har maa se badhi h,
janma h jisne jo musqil mein padhi h,
sogand maa ke dudh ki laaj uski bachana,
jinda agar rahe to jung jeet ke aana,
mar ke bhi n kabhi dushman ko pith dikhana,
khani hi pade goli to sine pe hi khana,
h hindu jiska naam shahido ki jami h,
hum ek h, hum ek h……….
===—@@—===
Desh Bhakti Kavita On Pakistan
Tu jaan le pakistan,
taqat se jhukale koi hume yeh kaam nahi aasan,
yeh jaan le Pakistan…….
tipu ki chamakti teg h hum, arjun ka dehkata wan,
yeh jaan le Pakistan…….
dil h badha, dharti bhi badhi- apne ko kisi se bair nahi,
lekin jo buri niyat se badhe-uski to khair nahi,
duniya ke sabhi kaamo ke liye- apna h ellan,
yeh jaan le Pakistan……
napak irado se badhkar- iss desh ki dharti gheri h,
iss desh ki dharti par humne Nehru ki rakh bikheri h,
iss rakh ki ijjat rakhne ko ho jayenge sab kurban,
yeh jaan le Pakistan…….
Weh waqt gaya weh daur gaya,
jab do komo ka nara tha,
ab ek h sab hindu ab ek h Hindustan,
yeh jaan le paksitan…. Desh Bhakti Kavita
Gairo ke sahare raaj kare jo khud apni ajadi par,
wl log na lehra payenge,
parschim kasmir ki waadi par,
maange hue tanko ka dumkham- kuch dair ka h mehman,
yeh jaan le Pakistan…….
Hum apne tirange jhande ko kuchal kar rakh denge,
jo iss dharti par aage badhe usko masalkar rakh denge,
roke se n roka jaye badtha hua tufan,
yeh jaan le Pakistan…….
===—@@—===
Desh Bhakti Poem in Hindi Language
Poem On Desh Bhakti In Hindi
Raam krishan ki dharti par, papi ne paon pasara hai,
badho jawan, aaj videshi ne humko lalkara h,
iss dharti ko hathyane ka, usne aaj vichar kiya,
iss bharat ko chamkane ka usne badha parchar kiya,
uttar mein wo khada Himalaya, takkar lene wala h,
waha hazaro veer ladenge, sune hume n jana h,
veer shivaji ke pohade, humne ghar ghar gaaye h,
maharana partap ke maru, baaje khoob bhjaye h,
ran bheri wajj uthi, katetbhoman ne hume pukara h,
humlawaro gaddaro ka ab kaam n banne wala h,
hum n kisi ka mulq chahate, hume kisi se bair nahi,
hum par jo chadkar aayega, uss dushman ki khair nahi,
Kashmir se ant pip tak, yahi humara nara h,
hindmahasagar ki leharo ne sunn lo yahi pukara h,
Raam krishan ki dharti par, papi ne paon pasara h,
badho jawan, aaj videshi ne humko lalkara h,
===—@@—===
Nanha Munna Raahi Hu Hindi Desh Bhakti Kavita
Nanha munna rahi hu desh ka sipahi hu,
bolo mere sang jai hind.. jai hind,
raste par chalunga n dar-dar ke,
chahe mujhe jeena pade mar mar ke,
manjil se pehle na lunga kahi dum,
aage hi aage bhadaunga kadam,
daye daye,… daye daye tha,
Nanha munna rahi hu desh ka sipahi hu,
Naya zamana meri nayi h dagar,
desh ko banaunga mashino ka nagar,
bharat kisi se nahi rahega kam,
aage hi aage bhadaunga kadam,
daye daye,… daye daye tha,
Nanha munna rahi hu desh ka sipahi hu,
Badha hokar desh ka sahara banuna,
duniyaki aankho ka taara banunga,
rakhunga uncha tiranga hardum,
aage hi aage badhaunga kadam,
daye daye,… daye daye tha,
Nanha munna rahi hu desh ka sipahi hu,
Shanti ki nagri h mera yeh watan,
sabko sikhaunga mein pyar ka chalan,
duniya mein girne n dunga kahi bum,
aage hi aahe badhunga kadam,
daye daye,… daye daye tha,
Nanha munna rahi hu desh ka sipahi hu,
===—@@—===
Patriotic Songs Lyrics in Hindi Language
Himalaya ki bulandi se suno awaaj h aayi,
kaho maao se de bete kaho behano se de bhai,
watan pe jo fida hoga amar wo nojawa hoga,
rahegi jab talak ye duniya afsana bayan hoga,
watan pe jo fida hoga………
Himalaya keh raha h iss watan ke najawano se,
khada hu santari banke mein sarhad pe jawano se,
bhala iss waqt dekhu kon mera paswa hoga,
watan pe jo fida hoga……… Desh Bhakti Kavita
Chaman walo ki gairat ko fir ek sayyad ne lalkara,
utho har phool se keh do ki ban jaye wo angara,
nahi to dosto! Ruswa humara gulistan hoga,
watan pe jo fida hoga………
Humare ek padosi ne humare ghar ko luta h,
bhasm ek dosti ka tha aise aaj tuta h,
ki ab har dost se dushman ka ghuman hoga,
watan pe jo fida hoga………
Siphai dete h awaaj matao ko behano ko,
hume hathiyar le do bech dalo apne gehno ko,
ki iss daur mein kurbaan watan ka har jawa hoga.
watan pe jo fida hoga………
===—@@—===
Popular Desh Bhakti Geet in Hindi
Desh Bhakti Geet In Hindi
Jalte bhi gaye kehte bhi gaye ajadi ke parwane,
jina to uski ka jina h jo marna watan pe jaane,
aye watan aye watan hum teri kasam,
teri raaho mein ja tak luta jayenge,
phool kya chij h tere kadmo pe hum,
bhet apni saro ki chada jayenge,
aye watan… aye watan………….
She chuke h sitam hum to haste hue,
maut bhi gale se laga jayenge,
jhuk sakega n ab sirfaroso ka sir,
chahe ho khoon talwaro ka samna,
sir pe bandhe kafan hum to haste hue,
maut mob hi gale se laga jayenge,
koi Punjab se koi maharastar se,
koi u.p se h koi bangal se,
teri puja ki thali laye h hum,
phool har rang ke aaj har daal se,
naam kuch bhi sahi par lagan ek h ,
jeet se jeet dil ki laga jayenge,
hum rahe na rahe iska kuch gam nahi,
teri raahon ko roshan to kar denge hum,
[appbox googleplay com.wRDShayari_6245480]
Biggest Desh Bhakti Songs
khaak mein mil gayi jindagi bhi to kya,
maang teri sitaro se bhar denge hum,
rang apne lahu ka tujhe deke hum,
tere gulshan ki ronak badha jayenge,
hum wo janbaj h jo tere naam par,
nikle maidan mein mithi teri chum ke,
tujhko aajad dekhe isi chah mein,
suliyon pe bhi chad jayenge jhoom ke,
shama jalti rahe teri har daur mein,
tere parwan sabko mita jayenge,
teri jaanib jo uthi kehar ke najar,
uss najar ko jhuka ke hu dam lenge hum,
teri dharti pe h jo kadam gair ka,
uske kadam ka nisha tak mita denge hum,
job hi deewar aayegi ab saamne,
thokro se use hum gira jayenge,
Desh Bhakti Kavita
hass ke ruksat karo humko kasam aye saathiyo,
puri karne hum apni kasam chal diye,
raakhi baandhi thi behna ne jis hath mein,
pehankar hathkadi usme hum chal diye,
hum n dekhenge kal ye bahare to kya,
tumko to wo bahare dikha jayenge,
tu na rona ki tu h bhagat singh ki maa,
marke bhi laal tera marega nahi,
ghodi chadke to laate h dulhan sabhi,
has ke har koi faasi chadega nahi,
ishq aajadi se aashiqo ne kiya,
dekh lena use byah layenge,
jab shaihdo ki arthi uthe dhoom se,
desh walo tum aansu bahana nahi,
par manao jab aajad bharat ka din,
uss ghadi tum hume bhul jana nahi,
lautkar aa sake n jaha mein to kya,
yaad banke dilo mein aa to jayenge.
===—@@—===
Kavita On Desh Bhakti In Hindi
Paase sabhi palat gaye dushman ki chaal ke,
akshar sabhi palat gaye bharat ke bhal ke,
manjil pe aaya mulq har bala ko taal ke,
sadiyo ke baad pir badhe badal gulal ke,
hum laye h tufan se kasti nikal ke,
iss desh ko rakhna mere bacho sambhal ke,
tum hi bhawishe ho mere bharat vishal ke,
iss desh ko rakhna mere bacho sambhal ke,
Dekho yahi barbaad n hove yeh bagicha,
isko hirdeh ke khoon se bapu ne sincha h,
rakha h ye chirag shahido ne baal ke,
duniya ke daw-pech se rakhna n wasta,
manjil tumhari door h lamba h rasta,
batka n de koi tumhe dokhe mein daal ke,
iss desh ko rakhna mere bacho sambhal ke,
Atom bamo ke jor pe aithe h duniya,
barood ke ik dher pe baithi h duniya,
tum har kadam uthana jara dekhbhal ke
iss desh ko rakhna mere bacho sambhal ke,
Aaram ki tum bhul bhulya mein b bhulo,
sapno ke hindolo pe magan hoke h jhulo,
ab waqt aa gaya mere haste hue phulo,
utho chalang maar ke aakash ko chu lo,
tum gaad do gagan mein tiranga uchal ke,
iss desh ko rakhna mere bacho sambhal ke,
===—@@—===
Friendship Thoughts in Hindi for Best Friends
Hindi Songs On Desh Bhakti
Ek h apni jami ek h apna gagan,
ek h apna jaha ek h apna watan,
apne sabhi sukh ek apne sabhi dukh ek h,
awaaj do awaaj do hum ek h,
yeh waqt khone ka nahi yeh waqt sone ka nahi,
jaago watan khatre mein h sara chaman khatre mein h,
phulo ke chehre jard h , julfe fija ki gard h,
ujhda hua tufan h, narge mein Hindustan h,
dushman se nafrat farz h, ghar ki hifajat farz h,
bedar ho bedar ho, aamadeve paikar ho,
awaaj do awaaj……. Desh Bhakti Kavita
yeh h himalya ki jami jao Ajanta ki jami,
sangam humari aan h chitod apni shan h,
gulmurg ka mehka chaman jamuna ka tat gokul ka wan,
ganga ke ghare apne h, ye sab humare apne h,
keh do koi dushman najar bhule n uthe idhar,
keh do ki hum bedar h keh do ki hum tayar h,
awaaj do awaaj…….
utho jawano watan baandhe hue sar par kafan,
Punjab ke dil se utho satlaj ke saahil se utho,
maharastar ki khaak se delhi ki arje paak se,
bangal se gujrat se kuch khake Hindustan se,
keh do ki hum bedar h keh do ki hum tayar h,
awaaj do awaaj…….
===—@@—===
Hindi Desh Bhakti Kavita
Ek h apni jami ek h apna gagan,
ek h apna jaha ek h apna watan,
apne sabhi sukh ek apne sabhi dukh ek h,
awaaj do awaaj do hum ek h,
yeh waqt khone ka nahi yeh waqt sone ka nahi,
jaago watan khatre mein h sara chaman khatre mein h,
phulo ke chehre jard h , julfe fija ki gard h,
ujhda hua tufan h, narge mein Hindustan h,
dushman se nafrat farz h, ghar ki hifajat farz h,
bedar ho bedar ho, aamadeve paikar ho,
awaaj do awaaj… Desh Bhakti Kavita
yeh h himalya ki jami jao Ajanta ki jami,
sangam humari aan h chitod apni shan h,
gulmurg ka mehka chaman jamuna ka tat gokul ka wan,
ganga ke ghare apne h, ye sab humare apne h,
keh do koi dushman najar bhule n uthe idhar,
keh do ki hum bedar h keh do ki hum tayar h,
awaaj do awaaj…
utho jawano watan baandhe hue sar par kafan,
Punjab ke dil se utho satlaj ke saahil se utho,
maharastar ki khaak se delhi ki arje paak se,
bangal se gujrat se kuch khake Hindustan se,
keh do ki hum bedar h keh do ki hum tayar h,
awaaj do awaaj…
===—@@—===
Desh Bhakti Songs Chodo Kal Ki Baate
Chodo kal ki baate, kal ki baat purani,
naye daur mein likhenge milkar nayi kahani,
hum hindustani……
aaj purani janjiro ko tod chuke h,
kya dekhe uss manjil ko jo chod chuke h,
chand ke dar par jaa pahucha h aaj zamana,
naye jagat se hum bhi nata jod chuke h,
naya khoon h nayi umange, ab h nayi jawani,
hum hindustani
Humko kitne tajmehal h aur bnane,
kitne hi Ajanta humko aur sajane,
abhi pakatna h rukh dariyao ka,
naya khoon h nayi umange, ab h nayi jawani,
hum hindustani……
Aao mehnta ko apna imaan bnaye,
apne hatho se apna bhagwan bnaye,
raam ki iss dharti ka gautam ki bhumi ko,
sapno se bhi pyara Hindustan bnaye,
naya khoon h nayi umange, ab h nayi jawani,
hum hindustani……… Desh Bhakti Kavita
Daag gulami ka dhoya h jaan luta ke,
deep jalaye h kitne di deep bujha ke,
li h aajadi to iss ajadi ko
rakhna hoga har dushman se aaj bacha ke,
naya khoon h nayi umange, ab h nayi jawani,
hum hindustani…………
Hum jara h moti aankh utha kar dekho,
mithi mein sona h hath badha kar dekho,
sone ki yeh ganga h chandi ki jamuna,
chao to pathar se dhan ughakar dekho,
naya khoon h nayi umange, ab h nayi jawani,
hum hindustani…………
===—@@—===
Desh Bhakti Kavita On Pyara Hindustan
Mera bharat, mera bharat pyara hindustan,
dharto gautam gandhi ki yeh sataka jahan,
iske khet milo aur bando mein kal ke ujyaare,
iski mithe pani mein h so neke faware,
iski nehro aur bijli se dharti sawarg ka upwan,
Mera bharat, mera bharat pyara hindustan,
isme Ajanta aur alora, isme tajmehal,
iss me ganga jamuna pyari jaise mast kamal,
iske charo aur padhi h jharo ki chillahat,
Me ra bharat, mera bharat pyara hindustan,
waqt padha h iss par najuk sankat aur mahan,
khatre mein aba an pada h gaurav aur samman,
dol rahi aajadi uske khatre mein jeevan, Desh Bhakti Kavita
Me ra bharat, mera bharat pyara hindustan,
khate mein h mandir, masjid, khatre mein gurudware,
khatre mein h budhe purkhe bache pyare pyare,
inki khatir jung mein ladte sarhad par balwan,
baanke bharat, maa ke bete, jaan se ho anjaan,
iske liyo do khoon aur sona waaro tan man dhan,
jo ab daan nahi de sakta desh ka h duhsman,
de do jeevan daan, dhanrashi balidaan,
Me ra bharat, mera bharat pyara hindustan,
===—@@—===
Desh Bhakti Kavita in Hindi with Lyrics
Majhab juda sahi watan to ek h,
h phool rang rang ke chaman to ek h ,
majhab ke liye mulq gaafil to nahi hum,
h aman h haami koi bujdil to nahi hum,
juk sakta nahi julm kea age ye tiranga,
iss par to baha sakte h khoon ki ganga,
hindu ki nahi h kisi muslim ki nahi h,
h hind jiska naam shahido ki jami h,
bhagat singh ne ise sincha h khoon se,
dushman ke hosh udd gaye jiske junoon se,
bhulega n bharat kabhi abdul hammid ko,
jisne ki milaya h Diwali se eid ko, Desh Bhakti Kavita
bichde dilo ko jisne ki ek dor se bandha,
ayub ne bhi diya jisko pyar se kandha,
wo shastri har dil mein jisne naam likha h,
apne lahi sse amar ka paigam likha h,
wo shastri wo shastri wo shastri jee h,
wadda kiya aman ka wadda n todna,
koi jag pee aa jaye to jinda n chodna,
hindu ka nahi kisi muslim ka nahi,
hai hind jiska naam shahido ki,
jai hind… jai hind… jai hind…
===—@@—===
Desh Bhakti Filmi Songs In Hindi
Desh ka pyara sabka sahara kon banega ? hum didi,
saare jag mein prem ujiyara kon karega? Hum didi,
baapu ka ye desh bacho sab desh se pyara,
iss desh ki khatir usne apna sab kuch h haara,
baapu sidhara ab rakhwala ko banega hum,
pyare bacho kon ho tum hum bharat ki santan,
bharat mata ke charno par rakh de dil aur jaan,
musqil the ho desh ki jai jo kon karega, hum,
jaha-jaha andiyara dekho hum ujiyara kar de,
kadam-kadam par desh ka daman hum khusiyo se bhar de
===—@@—===
Tera Intezaar Shayari in Hindi
Desh Bhakti Kavita In Roman Hindi
Jab zero diya mere bharat ne duniya ko tab ginti aayi,
taro ki bhasa bharat ne duniya ko pehle sikhayi,
deta n desh madad bharat to yu chand pe jana musqil tha,
dharti aur chand ki duri ka andaja lagana musqil tha,
smbhayata jaha pehle janmi jaha kala,
mera bharat to bharat h jiske piche sansar chala,
sansar chala aura age bhada aur badta hi gaya,
bhagwan kare ye aur bhadta hi rahe aur fhale-fhule,
h preet jaha ki reet sada mein geet waha ke gaata hu,
bharat ka rehne wala hu bharat ke geet sonata hu,
kale gore ka bhed nahi har dil mein humara naata h,
kuch aur n aato ho humko pyar nibhana aata h,
jise maan chuki saari duniya mein baat wahi doharata hu,
jite ho kisi ne desh to kya humne to dilo ko jeeta h,
jaha ram abhi h nar mein naari mein abhi tak sita h,
itne pawan log jaha mein nit-nit seesh jhukata hu,
itni mamta nadiyo ko bhi yaha mata kehke bulate h,
itna aadar insaan to kya pathar bhi puje jate h,
uss dharti pe maine janam liye ye soch ke mein itrata hu.
Desh Bhakti Kavita
Leave a Comment