Collection of Meer Ghazals
Padti Hai Aankh Jakar Har Dam Safayi Tan Par,
Soo Jee Gayi The Sadke Uss Shok Ke Badan Par,
Name-Khuda Nikale Kya Paav Rafta-Rafta,
Talware Chalitya Hai Uske To Ab Chalan Par,
Dil Jo Nahi Sahi Hai Wehsi –Sa Mein Firu Hu,
Tum Jaiyo N Hargij Mere Deewane Pan Par,
Tab Tak Bhale The Jab Tak Harf-Aashna 1 N The Tum,
Lene Lage Ladayi Ab To Baat Baat Par,
Kis Tarah ‘Meer’ Jo Ka Hum Tauba Karna Mane,
Kal Tak Bhi Daag-Meh 2 The Sab Uske Kapde Par.
1. Baat Samjh Jane Wale
2. Sharab Ke Nishan
Meer
15 Best of Dushyant Kumar Ghazals
Aaj Hume Betabi Se Hi Sabr Ki Dil Se Rukhsat Thi,
Charo Aur Nigej Karne Mein Aalam-Aalam Hasrat Thi,
Badnami Kya Ishq Ki Kahiye Ruswayi-Ruswayi Hai,
Sehra-Sehra Wehsat Bhi Thi Duniya-Duniya Tohmat Bhi Thi,
Raah Ki Koi Suntan N Tha Ua Raste Mein Maanide-Jaras 1,
Shor Sa Karte Hate The Hum Baat Ki Kisko Taaqat Thi,
Jee Uthta Hai Ya Se Bagula Hum-Sa Hai Awara Koi,
Iss Ghati Mein ‘Meer’ Magar Awara Kisu Ki Samadhi Hai.
1. Ghanti Ke Sawar Ki Bhati
Meer
Meer Ghazals in Hindi
Kofat Se Jaan Lab Par Aayi Hai,
Humne Kya Dil Pe Chot Khayi Hai,
Didani 1 Hai Sikastgi (Tutna) Dil Ki,
Kya Imarat Gamo Ne Dhayi Hai,
Marge-Majnu 2 Se Akal Gum Hai ‘Meer’,
Kya Deewane Ne Maut Payi Hai.
1. Dekhne Yoge
2. Majnu Ki Maut
Meer
~~~~~
Majhab Se Mere Kya Tujhe Tera Sansar Aur,
Mein Aur, Yaar Aur, Mere Karobar Aur,
Chalta Hai Kaam Maut Ka Khub Uske Daur Mein,
Hoti Hai Aaspas Sehar Ke Roj Ek Majar Aur,
Bande Ko Unn Fakiro Mein Ginite N Sehar Ke,
Sahab Ne Mere Mujhko Diya Aitbar Aur,
Ab Dard-E-Sar Jo Ishq Ka Hai Kabr Tak Hai Sath,
Kuch Ye Nasha Hi Aur Hai, Iska Nasha Aur,
Kahe Ko Iss Sukun Se Tha Ijtrabe-Dil 1,
Hota Hai Hath Rakhne Mein Saro-Dil 2 Harf Kai ‘Meer’,
Karte Hai Iss Dimag Pe Hum Vinamrta Aur.
1. Dil Ki Bechani
2. Himmat
Meer
10+ Best of Mehdi Hassan Ghazals
Hai Tahe-Dil (Mann Ke Bhitar) Buto Ke Kya Malum,
Nikle Parde Se Kya Khuda Malum,
Yahi Jana Ki Kuch N Jana Haye,
Soo Bhi Ek Umar Mein Hua Malum,
Ilam Sabko Hai Yeh Ki Sab Tu Hai,
Phir Hai Allah Kaisa Na Malum,
Ishq Jana Tha Maa Rakhega,
Shurwat Mein Thi Aaakhir Malum,
Dil Baja Ho To ‘Meer’ Kuch Khabe,
Kudne Pachne Mein Ishtha (Bhuk) Malum.
Meer
Meer Best Ghazal
Mausam Hai Nikle Shako Se Pate Hare-Hare,
Podhe Chaman Mein Phulo Se Dekhe Bhare-Bhare,
Aage Kisu Ke Kya Kare Daste-Tamah 1 Daraj (Uncha),
Wo Hath So Gaya Hai Sirhane Dhare-Dhare,
Gulshan Mein Aag Lag Rahi Thi Range-Gil Se ‘Meer’,
1. Khawish Ka Hath
Meer
15+ Best of Munawwar Rana Ghazals
Kaise Ghamnd Se Hum Apne Yaar Ko Dekha Hai,
Phool Jaise Jalwa Kare Uss Rashke-Bahar Ko Dekha Hai,
Ek N Aaya Deed Mein Apni Dilkash Dilchasp Uske Rang,
Inn Aankho Ne Iss Gulshan Mein Yu To Hazar Ko Dekha Hai,
Bhau Se Gar Pata Khadke Hai Chot Chale Hai Jaalim Ki,
Hamne Damgaho 1 Mein Uske Joke-Shikar Ko Dekh Hai,
Jama Karo Dil ‘Meer’ Se Tum Bhi Betabi Thi Dil Ko Bahut,
Kuch Acche Asar N The Main Uss Bhimar Ko Dekha Hai.
1. Aakhet Sthan
2. Shikaar Ka Chaav
Meer
Meer Ki Ghazal in Hindi
Kya Ishq-Khana-Soj 1 Ke Dil Mein Cuphi Hai Aag,
Ek Saare Tan-Badan Mein Mere Phoonk Rahi Hai Aag,
Jal-Jal Ke Sab Imaret-Dil Khak Ho Gayi,
Kaise Nagar Ko Aah Mohabbat Ne Di Hai Gayi,
Pehle Din Se Aate Hai Hote Jigar Kabab,
Kya Aajkal Se Ishq Ki Aaro Jail Hai Aag,
Yaarab Hamesha Jalti Hi Jalti Hai Chaitya,
Yeh Kaisi Aashiqo Ke Dilo Mein Rakhi Hai Aag,
Afsurdgi-E-Shokta Jana Hai Kehar ‘Meer’,
Daman Ko Tuk Hila Ki Dilo Ki Bujhi Hai Agar.
1. Barbad Karne Wala Pyar
15+ Best of Bashir Badr Ghazals
Sukhan Mustak 1 Hai Aalam Hamara,
Ganimat Hai Jaha Mein Dum Hamara,
Rahe Hum Aalme-Masti Mein Aksar,
Raha Kuch Aur Hi Aalam Humara,
Bahut Hi Door Hum Se Bhagte Ho,
Karo Ho Kalpana Kuch To Kam Hamara,
Bikhar Jate Hai Kuch Gesu Tumhare,
Hua Hai Kaame-Dil Bikhra Hua Hamara,
Rakhe Rehte Hai Dil Par Hath Aye ‘Meer’,
Yahi Shayad Ki Hai Sab Gham Hamara.
1. Shayari Ka Aashiq
Meer
Meer Ghazal Lyrics
Rona Jan Garme-Kar 1 Hota Hai,
Dil Kaleje Ke Paar Hota Hai,
Maar Rehta Hai Usko Aakhirkar,
Ishq Ko Jisse Pyar Hota Hai,
Jabr Hai Kehar Hai, Qayamat Hai,
Dil Jo Beikthiyar Hota Hai,
Raah Takte Hi Baithe Hai Aankhe,
Uska Jab Intezaar Hota Hai,
Aah Kis Ja Pe Waar Khola ‘Meer’
Ya To Jeena Bhi Bar Hota Hai.
1. Kaam Mein Laga Hua
Meer
15+ Best of Mirza Ghalib Ghazals
Mohabbat Ne Khoya Khpaya Hume,
Bahut Unne Dhunda N Paya Hume,
Gahe Tar Raho Gaah (Kabhi) Khubsta 1 Thi,
Inn Aankho Ne Kya Kya Dikhaya Hame,
Mal Dale Hai Dil Koi Ishq Mein,
Ye Kya Rog Yaarab Lgaya Hume,
Jawani Deewani Suna Kya Nahi,
Haseeno Ka Milna Bhi Bhaya Hame,
N Samjhi Gayi Dushmani Ishq Ki,
Bahut Dosto N Jtaya Hame,
Koi Dam Kal Aayi Thi Majlsih Mein ‘Meer’,
Bahut Iss Ghazal Par Rulaya Hume.
1. Khoon Se Chipki Hui.
Meer
~~~~~
Kabu ‘Meer’ Uss Taraf Aakar Jo Chati Kut Jata Hai,
Khuda Gawah Hai Apna To Kaleja Toot Jata Hai,
Kharabi Dil Ki Kya Ambhoe Dard-E-Gam Se Pucho Ho,
Wahi Halat Hai Jaise Sehar Lashkar Loot Jata Hai,
N Yu Hove Ki Uth Jaun Ki Hai Afsos Ki Jagah,
Jab Aisa Tayre-Kush-Lehja (Surile Gale Wala Parinda) Faskar Toot Jaa Hai.
Meer
Meer Ghazals and Shayari
Idhar Se Badal Uthkar Jo Aaya Hai,
Hamari Khak Par Bhi Ro Gaya Hai,
Masaib (Pareshaniya) Aur The, Par Dil Ka Jana,
Ajab Ek Haadsa-Sa Ho Gaya Hai,
Mukamir Ek Khana-E-Aafak 1 Weh Hai,
Ki Jo Aaya Hai Ya Kuch Kho Gaya Hai,
Serhane ‘Meer’ Ke Koi N Bolo,
Abhi Tuk Rote-Rote So Gaya Hai.
1. Duniya Ka Juhgar
Meer
~~~~~
Hai Ishq Mein Sabar Nagawara,
Phir Sabar Bin Aur Kya Hai Chara,
Yu Baat Kare Hai Mere Khu Se,
Mano Nahi Usne Mujhko Mara,
Dekho Ho To Door Bhagte Ho,
Kuch Pass Nahi Tumhe Hamara,
Tha Kisk Dimage-Baag 1 Uss Bin,
Bulbul Ne Bahut Mujhe Pukara,
Jab Jee Se Gujar Gaye Hum Aye ‘Meer’,
Uss Kuche Mein Tab Hua Guzara.
1. Upwan Mein Jaane Ki Tamnna
Meer
30+ Best of Jagjit Singh Ghazals
Ishq Mein Jee Ko Sabro-Taab Kaha,
Usse Aankhe Lagi To Khawab Kaha,
Hasti Apni Hai, Bich Mein Parda Hai,
Hum N Hote To Phir Hijab (Parda) Kaha,
Raat Ke Rone Se Surkh (Laal) Hai Aakhe,
Mujh Balanosh 1 Ko Sharab Kaha,
Ishq Hai Aashiqo Ke Jalne Ko,
Yeh Jehnnum Mein Hai Dukh Kaha,
Ishq Ka Ghar Hai ‘Meer’ Se Aabad,
Aise Fir Khanma-Kharab (Bina Ghar Bar) Kaha.
1. Chaye Peene Wala.
Meer
~~~~~
Firaq 1 Aankh Lagne Ki Ja (Sthan) Jo Nahi,
Palak Se Palak Aashna 2 Hi Nahi,
Mohabbat Jaha Kit Aha Ho Chuki,
Kuch Iss Rog Ki Dawa Hai Hi Nahi,
Wo Kya Kuch Nahi Husn Ke Sehar Mein,
Nahi Dair (Mandir) To Rasme-Wafa Hi Nahi,
Hamare Koi Kya Khuda Hi Nahi.
1. Judai
2. Parichit
Meer Ghazal Lyrics
Junu Ka Abas (Vyarth) Mere Charcha Hai,
Jawani Deewani To Mashur Hai,
Bhikshuk Dono Hai Dil Hare Hue,
Ajab Ishq Ki Baazi Ka Dastoor Hai,
Ab Hum Naatwano Ka Marna Hai Sirf,
Nahi Weh Ki Jeena Bhi Manjur Hai,
Gaya Shayad Uss Khubsurat Mehbuba Ka Khayal,
Ki Ab ‘Meer’ Ke Mooh Pe Kuch Noor Hai.
Meer
~~~~~
Jal Gaya Dil Magar Aisi Jo Bala Nikle Hai,
Jaise Lu Chalti Mere Mooh Se Hawa Nikle Hai,
Paarsayi Dhari Reh Jayegi Masjid Mein Shekh,
Weh Jo Iss Raah Kabu Masti Mein Aa Nikle Hai,
Ajar (Inaam) Se Khali Nahi Ishq Mein Maare Jana,
De Hai Jo Sar Koi, Kuch Ya Se Bhi Pa Nikle Hai,
Kya Hai Ikbaal Ki Uss Dumane-Ja Ke Aate,
Mooh Se Hare K Ke Soo Bar Dua Nikle Hai,
Waisa Bheja Nahi Dil ‘Meer’ Ka Jo Reh N Sake,
Chalta-Firta Kabu Uss Paas Bhi Jaa Nikle Hai.
Meer
10+ Best of Rahat Indori Ghazals
Jo Iss Shor Se ‘Meer’ Rota Rahega,
To Hamsaya Kahe Ko Sota Rahega,
Mujhe Kaam Rone Se Aksar Hai Nashe 1,
Tu Kab Tak Mere Mooh Ko Dhota Rahega,
Bas Aye Rona Aankhe Tere Kya Nahi Hai,
Tu Kab Tak Jaha Ko Dubota Rahega,
Mere Dil Ne Weh Nala 2 Paida Kiya Hai,
Ghanta Ke Bhi Jo Josh Khota Rahega,
Bas Aye ‘Meer’ Palko Se Poch Aansuo Ko,
Tu Kab Tak Ye Moti Pirota Rahega.
1. Bhasan Dene Wala
2. Chilaana
Meer
Meer Ki Ghazal in Urdu
Chahat Ka Ijhar Kiya So Apna Kaam Kharab Hua,
Iss Parde Ke Uth Jane Se Usko Hum Se Hijab (Sharm) Hua,
Kya Kahiye Mehtab (Chandni) Mein Shab Ki Weh Bhi Toot Aa Baith Tha,
Taabe-Rukh 1 Iss Mmeh Ne Dekhi Soo Darja Betab Hua,
Shama Jo Aage Sham Ko Aayi Ishq Se Jalkar Khak Hui,
Subh Gul-Tar Samne Hokar Josho-Sharm Se Aab (Pani) Hua,
Marte N The Hum Ishq Ke Rafta Bekafni Se Yaani “Meer”,
Dair Meyssar Iss Alam Mein Marne Ka Ehsbab Hua.
1. Chehre Ki Aasha.
Meer
17 Best of Faiz Ahmad Faiz Ghazals
Di Aag Range-Gul Ne Wo Aye Saba Chaman Ko,
Ya Hum Jale Kafus Mein Sun Hal Aashiy Ka,
Kam-Fursati Jaha Ke Majme Ki Kuch N Pucho,
Hal-Chal Kya Kahu Mein Iss Majlishe-Rawa Ka,
Ya Roye Ya Rulaya Apni Tp Yu Hi Gujri,
Kya Jikar Hum-Safira 1 Yarane-Sadma 2 Ka.
1. Dosto 2. Kush Rehne Wale Dost
Meer
~~~~~
Uss Shok Se Hume Bhi Ab Yaari Ho Gayi Hai,
Sharm Ankhdiya Mein Jiski Chaturata Ho Gayi Hai,
Rota Fira Hu Barso Lohu Chaman-Chaman Mein,
Kuche Mein Uske Yaksar Gulkari 1 Ho Gayi Hai,
Us Se Do-Char Hona Aata Nahi Meyssar,
Marne Mein Isse Humko Nachari Ho Gayi Hai,
Shahi Se Kam Nahi Hai Darweshi Apni Ha To,
Ab Aib Kuch Jaha Mein Garibi Ho Gayi Hai,
Humko To Dard-E-Dil Hai Tum Jard Kyu Ho Itne,
Kya “Meer” Ji Tumhe Kuch Bhimari Ho Gayi Hai.
1. Phool Banana
Best of Meer Ghazals
Yaar Bina Talkh (Kadwi) Jindgani Thi,
Dosti Mudayi-E-Jaani (Jaan Ki Shatru) Thi,
Lutf Par Uske Humnashi (Dost) Mat Jaa,
Kabu Hum Par Bhi Meharbani Thi,
Hath Aata Jot U To Kya Hota,
Barso Tak Humne Khak Chani Thi,
Mere Kisse Se Sab Ki Gayi Neende,
Kuch Azab Taur Ki Kahani Thi,
Fakiri Par Bhi Tha “Meer” K Eek Rang,
Kafani Pehni So Jaafrani (Kesariya) Thi.
Meer
Popular 15 Online Songs Lyrics in Hindi
Ishq Ne Jwaro-Jaleel Kiyam Ham Sar Ko Bikhere Firte Hai,
Sojo-Dard-Dago Alam 1 Sab Jee Ko Ghere Furte Hai,
Dil Lashkar Mein Sipahijade Ne Humse Chin Liya,
Ham Darwesh Talab Mein Uski Dere Dere Firte Hai,
Bekhud, Uske Julfo-Rukh Ke Kahe Ko Aap Mein Fir Aaye,
Hum Kehte Hai Taslli Dil Ko Saanjh Savere Firte Hai,
Paye-Nigar-Aaluda Kaha Par Saajh Ko “Meer” N Dekhe The,
Subh Tak Ab Bhi Aankho Mein Uski Pair Tere Firte Hai.
1. Chid, Dard, Dukh
Meer
~~~~~
Kya Kaam Kiya Humne Yu Dil N Lagana Tha,
Iss Jaan Ki Jokho Ko Uss Waqt N Jana Tha,
Har Aan Thi Sargoshi Ya Baat Nahi Kabhi,
Waqt Hai Ek Yeh Bhi Ek Weh Bhi Zamana Tha,
Kyunkar Gali Se Uski Mein Uthke Chala Jata,
Ya Khak Mein Milna Tha Lohu Mein Nahana Tha,
Jab Tune Najar Pheri Tab Jaan Gayi Uski,
Marna Tere Aashiq Ka Marna Ki Bahana Tha,
Kehta Tha Kisu Se Kuch Takta Tha Kisu Ka Mooh,
Kal ‘Meer’ Khada Tha Ya Sach Hai Ki Deewana Tha.
Meer
Hit Ghazals of Meer
Jinke Liye Apne To Yu Jaan Nikalte Hai
Iss Raah Mein We Jaise Anjan Nikalte Hai,
Mat Sehal Hume Jano Firta Hai Falak Barso,
Tab Khak Ke Parde Se Insaan Nikalte Hai,
Kiska Hjai Tareeka Aisa Gudas Bhare Hai Saare,
Dekho N Jo Logo Ke Deewan Nikalte Hai,
In Aaino Jaise Chehre Ke Kya ‘Meer’ Bhi Aashiq Hai,
Jab Ghar Se Nikalte Hai Hairan Nikalte Hai.
Meer
~~~~~
Yu Nakam Rahenge Kab Tak Jee Mein Hai Ek Kaam Kare,
Ruswa Hokar Maare Jave Usko Bhi Badnam Kare,
Jisko Khuda Deta Hai Sab Kuch We Hi Sab Kuch Dete Hai,
Topi Lagoti Pass Apne Hum Iss Par Kya Inham Kare,
Mooh Kholo To Roj Hai Roshan Julfo Ke Bikre Raat Hai Phir,
Inn Taro Se Aashiq Kyunkar Subh Ko Apni Sham Kare,
Maile-Gdayi Tawa Ko Apni Kuch Bhi Nahi Hai Warna “Meer”,
Do Aalam Ko Maang Ke Laye Hum To Tanik Abram Kare.
Meer
17 Best of Faiz Ahmad Faiz Ghazals
Aalam Mein Koi Dil Talabgar N Paya,
Iss Jins Ka Ya Hamne Karidar N Paya,
Haq Dhundne Ka Aapko Aata Nahi Warna,
Aalam Hai Sabhi Yaar Kaha Yaar N Paya,
Surakh Hai Seene Mein Hare K Shaqs Ke Tujh Se,
Kis Dil Ke Tera Teere-Nigah Paar N Paya,
Aaina Bhi Hairat Se Mohabbat Ki Hue Ham,
Par Dil Bhar Kar Ho Uss Shaqs Ja Deedar N Paya,
Weh Khainch Ke Shamshere-Sitam Reh Gaya Jo “Meer”,
Khoon Bahne Ka Yaha Koi Sajawar N Paya.
Meer
~~~~~
Ishq Humare Khyal Padha Hai Chain Gaya Aaram Gaya,
Dil Ka Jana Thehar Gaya Hai Subh Gaya Ya Sham Gaya,
Aaya Ya Se Jana Hai To Jee Ka Chupana Kya Haasil,
Aaj Gaya Yak Al Javega Subh Gaya Ya Sham Gaya,
Haye Jawani Kya Kya Kahye Shor Shero Mein Rakthe The,
Ab Kya Hai We Daur Gaya Er Mausam Weh Daur Gaya,
Nalaye ‘Meer’ Sehar Mein Ab Tal Doshi 1 Sabh Se Nahi Aaya,
Shayad Sehar Se Jaalim Ke Ho Aashiq Weh Badnaam Gaya.
1. Beeta Hua Waqt
Meer Ghazal Lyrics in Urdu
Dil Khu Hua Tha Yaksar Pani Hua Jigar Sab,
Khu-Basta 1 Rehitya Thi Palke Se Ab Hai Tar Sab,
Yaarab Kidhar Gaye We Jo Aadmi-Ravish The,
Ujhad Dikhayi De Hai Sehar-Oh-Deh 2 –Oh-Nagar Sar,
Aalam Ke Logo Ka Hai Tasveer Ka-Sa Aalam,
Jaahir Khuli Hai Aankhe Lekin Hai Bekhabar Sab,
‘Meer’ Iss Khandar Mein Kya Aabad Hove Koi,
Deewaro-Dar Gire Hai Vera Pade Hai Ghar Sab.
1. Khoon Se Chipki
2. Gaon
~~~~~
Tere Bande Hai Hum Khuda Janta Hai,
Khuda Jane Humko Tu Kya Janta Hai,
Nahi Ishq Ka Dard Ljjat Se Khali,
Jis Pyar Hai Weh Maja Janta Hai,
Mujhe Jaane Hai Aap Hi Sa Farebhi,
Dua Ko Bhi Meri Daga Janta Hai,
Jafa Uspe Karta Hai Had Se Zyada,
Jise Yaar Aehle-Wafa (Pyar) Janta Hai,
N Garmi Jlati Thi Aisi N Sardi,
Mujhe Yaar Jaisa Jala Janta Hai,
Mere Dil Mein Rehta Hai Tu Hi Tabhi To,
Jo Kuch Dil Ka Hai Mudha Janta Hai,
Jaha ‘Meer’aashiq Hua Khwar Hi Tha,
Ye Sodayi Kab Dil Laga Janta Hai.
Meer