30+ Best of Jagjit Singh Ghazals

Best of Jagjit Singh Ghazals

Kaisi Kaisi Rang Dikhaaye Kaari Ratiya,
Humko Hi Hum Se Churaaye Kaari Ratiya,

Maya Ki Nagariya Me Sone Ki Bajariya,
Nach Nach Haari Rama Babari Gujariya,

Reh Reh Nache Kari Ratiya,
Jahiya Din Aayi Hai Piya Ke Sang Baswa,

Ud Rahe Sagun Chut Jahe Deswa,
Roye Roye Humko Bataaye Kari Ratiya.

Jagjit Singh

17 Best Jagjit Singh Ghazal Collection

Haske Bola Karo – Bulaya Karo,
Aapka Ghar Hai Aaya Karo Jaya Karo,

Aapka Ghar Hai Aaya Karo Jaaya Karo,
Has Ke Bola Karo Bulaya Karo,

Muskurahat Hai Husn Ka Jewar,
Muskurana Na Bhul Jaaya Karo,

Had Se Badhakar Hasin Lagte Ho,
Jhuthi Kasme Jarur Khaya Karo.

Jagjit Singh

~~~~~

Ek Na Ek Shamma Andhere Mein Jalaaye Rakhiye,
Subah Hone Ko Hai Mahaul Banaye Rakhiye,

Dil Ke Hathon Se Hume Jakhme Niha Pahunche Hain,
Wo Bhi Kehte Hain Ke Jakhmo Ko Chupaaye Rakhiye,

Kaun Jaane Wo Kis Raah Guzar Se Guzre,
Har Guzar Raah Ko Fulon Se Sajaaye Rakhiye,

Daman E Yaar Ki Jeenat Bane Hum Taarik,
Apni Palkon Ke Liye Kuch To Bachaye Rakhiye.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal Collection

Dil Ki Deewaro Dar Pe Kya Likha,
Bas Tera Naam Hi Likha Dekha,

Teri Aankho Mein Humne Kya Dekha,
Kabhi Kaatil Kabhi Khuda Dekha,

Apni Surat Lagi Parayi Si,
Jab Kabhi Humne Aaina Dekha,

Haye Andaaz Tera Rukne Ka,
Waqt Ko Bhi Ruka-Ruka Dekha,

Tere Jaane Mein Aur Aane Mein,
Humne Sadiyo Ka Fasla Dekha,

Fir N Aaya Khyal Jannat Ka,
Jab Tere Ghar Ka Rasta Dekha,

Dil Ki Deewaro Dar Pe Kya Likha,
Bas Tera Naam Hi Likha Dekha.

Jagjit Chitra Singh

15+ Popular Hindi Song Lyrics Collection

Apna Gam Le Ke Kahi Aur N Jaya Jaaye,
Ghar Mein Bhikri Hui Chijo Ko Sajaya Jaaye,

Jin Charago Ko Hawao Ka Koi Shok Nahi,
Unn Charago Ko Hawao Se Bachaya Jaaye,

Baagh Mein Jaane Ke Aadab Hua Karte Hai,
Kisi Titli Ko N Phulo Se Udhaya Jaaye,

Ghar Se Maszid Hai Bahut Door Chalo Yu Tanveer,
Kisi Rote Hue Bache Ko Hasaya Jaaye.

Jagjit Singh

~~~~~

Jagmagate Sehar Ki Ranayio Mein Kya N Tha,
Dhundne Nikla Tha Main Jisko Wahi Chehra N Tha,

Ret Par Likhe Hue Nagmo Ko Padh Kar Dekh Lo,
Aaj Tanha Reh Gaya Hu Kal Magar Aisa N Tha,

Hum Wahi Tum Bhi Wahi Mausam Wahi Manjar Wahi,
Faasila Badh Jayega Itna Kabhi Socha N Tha,

Fikr Ke Dar Par Koi Aahat Koi Dastak N Thi,
Wo Faqat Bhimar Jiska Koi Humsaya N Tha,

Chod Aaya Jin Safino Ko Talatum Ke Kareeb,
Nakhuda Unme Tera Shayad Koi Apna N Tha.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Best of Jagjit Singh

Manjil N De Chirag N De Hausla To De,
Tinke Ka Hi Sahi Magar Aasra To De,

Maine Ye Kab Kaha Ki Mere Haq Mein Ho Jawab,
Lekin Khamosh Kyu Hai Tu, Koi Faisla To De,

Barso Main Tere Naam Se Khata Raha Fareb,
Mere Khuda Kaha Hai Tu Apna Pata To De,

Beshaq Pe Naseeb Pe Rakh Apna Akhtiyar,
Lekin Mere Naseeb Mein Kya Hai Pata To De.

Jagjit Singh

~~~~~

Mujhe Aazmaya Savere-Savere,
Koi Paas Aaya Savere-Savere,

Jo Kehta Tha Kal Shab Sambhalna-Sambhalna,
Wahi Ladhkhdaya Savere-Savere,

Kati Raat Saari Meri Mehkade Mein,
Khuda Yaad Aaya Savere-Savere.

Jagjit Singh

Top 10+ Sai Bhajan Song Lyrics in Hindi

Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Samunder Kar De,
Ya Chalkate Hue Aankho Ko Bhi Pathar Kar De,

Tujhko Dekha Nahi Mehsus Kiya Hai Maine,
Aa Kisi Din Mere Ehsaas Ko Packet Kar De,

Aur Kuch Bhi Mujhe Darkar Nahi H Lekin,
Meri Chadar Mere Pairo Ke Barbar Kar De.

Jagjit Singh

~~~~~

Main Roya Pardesh Mein Bhiga Maa Ka Pyaar,
Dukh Ne Dukh Se Baat Ki Dil Chintibin Taar,

Chota Karke Dekhiye, Jeevan Ka Vistaar,
Aankho Bhar Aakash Hai Baaho Bhar Sansar,

Main Roya Pardesh Mein Bhiga Maa Ka Pyaar,
Chale The Tan Ke Nath Ko Ghume Basti Naath,

Har Chadar Ke Ghere Se Bahar Nikle Paav,
Sab Ki Puja Ek-Si Alag-Alag Har Reet,

Masjid Jaaye Molavi, Koyal Gaaye Geet,
Pujaghar Mein Murti Meera Ke Sang Shyam,

Jiski Jitni Chahati Utne Uske Naam,
Nadiya Sinche Khet Ka Tota Kutre Aam,

Suraj Dekhe Taar-Sa Sab Ko Baat Ke Khaye,
Saato Din Bhagwan Ke Kya Mangal Kya Peer,

Jis Din Soye Der Tak Bhuka Rahe Faker,
Acchi Sangi Baithkar Sangi Badal Jaaye,

Jaise Milkar Aam Se Mithi Ho Gayi Dhoop,
Sapna Jharna, Lootkar Jaagi Aadhi Pyaas,

Paana Khona Khojna Saanso Ka Itihaas,
Chahe Gita Baachiye, Ya Padhiye Quran,

Mera Tera Pyar Hi Har Pustak Ka Gyan,
Chahe Gita Baachiye, Ya Padhiye Quran,

Mera Tera Pyar Hi Har Pustak Ka Gyan,
Mera Tera Pyar Hi Har Pustak Ka Gyan,

Jagjit Ghazal

Jagjit Singh Romantic Ghazals

Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Samundar Kar De,
Ya Chalakti Hui Aankho Ko Bhi Pathar Kar De.

Tujhko Dekha Nahi Mehsoos Kiya Hai Maine,
Aa Kisi Din Mere Ehsaas Ko Paida Kar De.

Aur Kuch Bhi Darkar Nahi Hai Lekin,
Meri Chadar Mere Pairo Ke Barabar Kar De.

Jagjit Singh

~~~~~

Har Kushi Ranjo-Gam Ko Thukrakar,
Iss Kadar Be-Hisab Ho Jaye,

Tum Pilao Jo Apne Hatho Se,
Sada Paani Sharab Ho Jaaye,

Maan Mausam Ka Kaha Chayi Ghata Jaam Utha,
Aag Se Aag Bujha, Phool Khila, Jaam Utha,

Pee Mere Yaar Tujhe Apni Kasam Deta Hu,
Tujhe Apni Kasam Deta Hu,

Bhul Ja Shikwa Gila, Hath Mila, Jaam Utha,
Hath Mein Jaam Jaha Aaya Muqadar Chamka,

Sab Badal Jayega Kismat Ka Likha Jaam Utha,
Ek Pal Bhi Kabhi Ho Jata Hai Sadiyo Jaisa,

Pyar Hi Pyar Hai Sab Log Barabar Hai Yaha,
Mehkade Mein Koi Chota N Badha, Aam Utha.

Jagjit Singh

20 Top Bhakti Geet Songs Collection

Din Aa Gaye Shabab Ke Aanchal Sambhaliye,
Hone Lagi Hai Sehar Mein Hulchal Sambhaliye.

Chaliye Sambhal-Sambhal Ke Kathin Raahe Ishq Hai,
Naajuk Badhi Hai Aapki Payal Sambhaliye,

Saj-Daj Ke Aap Nikle Sare Raah Khair Ho,
Takra N Jaaye Aapka Aanchal Sambhaliye,

Din Aa Gaye Shabab Ke Aanchal Sambhaliye,
Ghar Se N Jaao Door Kisi Ajnabi Ke Sath,

Barsenge Jor-Shor Se Badal Sambhaliye,
Din Aa Gaye Hai Shabab Ke Aanchal Sambhaliye,

Hone Lagi Hai Sehar Mein Hulchul Sambhaliye,
Din Aa Gaye Bahar Ke Aanchal Sambhaliye.

Jagjit Singh

~~~~~

Garaz-Baras Pyasi Dharti Par,
Fir Paani De Maula,

Chidiyo Ko Dhani Bacho Ko,
Guddhani De Maula,

Do Aur Do Ka Jod Hamesa,
Char Kahar Wo Jaane,

Soch-Samjh Walo Ko Thodi,
N Damni De Maula,

Fir Roshan Kar Jehar Ka Pyala,
Chamka Nayi Sadi Mein,

Jhutho Ki Duniya Mein Sach Ko,
Dagadani De Maula,

Fir Murat Se Bahar Aakar,
Charo Aur Bikhar Ja,

Fir Mandir Ko Koi Meera,
Deewani De Maula,

Tere Hote Koi Kisi Ki,
Jaan Ka Dushman Kyu Hai,

Jeene Walo Ko Marne Ki
Aasani De Maula,

Chidiyo Ko Dhani Bacho Ko,
Guddhani De Maula,

Garaz-Baras Pyasi Dharti Par,
Fir Paani De Maula.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazals Lyrics

Shayad Main Zindagi Ki Sehar Le Ke Aa Gaya,
Qaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Le Ke Aa Gaya,

Taumar Dhundta Raha Manjil Mein Ishq Ki,
Anjaam Ye Ke Garde Safar Leke Aa Gaya,

Nashtar Hai Mere Hath Mein Kandho Pe Maykada,
Lo Main Aaj Ilaaje Dard Jigar Leke Aa Gaya,

Fakir Sanam Kade Mein N Aata Main Lautkar,
Ek Jakhm Bhar Gaya Tha Ishar Leke Aa Gaya,

Qaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Leke Aa Gaya,
Shayad Main Zindagi Ki Sehar Le Ke Aa Gaya.

Jagjit Singh

~~~~~

Apna Gham Le Kahi Aur N Jaya Jaaye,
Ghar Mein Bhikhri Hui Chijo Ko Sajaya Jaaye,

Jin Chirago Ko Hawao Ka Koi Khauf Nahi,
Unn Chirago Ko Hawayo Se Bachaya Jaaye,

Bhag Mein Jaane Ke Andaaz Hua Karte Hai,
Kisi Titli Ko N Phulo Se Udhaya Jaaye,

Ghar Se Manjil Mein Bohat Door Chalo Yu Kar Le,
Kisi Rote Hue Bache Ko Hasaya Jaaye,

Ghar Mein Bhikhri Hui Chijo Ko Sajaya Jaaye,
Apna Gham Le Kahi Aur N Jaya Jaaye.

Jagjit Singh

Mukesh Songs Lyrics Collection

Chand Se Phool Ya Meri Juba Se Suniye,
Har Taraf Aapka Kissa Jaha Se Suniye,

Sabko Aata Hai Duniya Ko Satakar Jeena,
Zindagi Kya Mohabbat Ki Doha Se Suniye,

Meri Awaaz Parda Mere Chehre Ka,
Main Hu Khamosh Jaha, Mujhko Waha Se Suniye,

Har Taraf Aapka Kissa Jaha Se Suniye,
Chand Se Phool Ya Meri Juba Se Suniye,

Kya Jaruri Hai Ki Har Parda Uthaya Jaaye,
Mere Halaat Apne-Apne Maka Se Suniye,

Har Taraf Aapka Kissa Jaha Se Suniye,
Chand Se Phool Ya Meri Juba Se Suniye.

Jagjit Singh

~~~~~

Fasla To Hai Magar Koi Fasla Nahi,
Mujhse Tum Juda Sahi, Dil Se To Juda Nahi.

Aasma Ki Fikar Kya Aasma Haka Sahi,
Aap Ye Btaiye Aap To Khafa Nahi,

Kashtiya Nahi To Kya, Hausle To Paas Hai,
Keh Do N Khuda Use, Tum Koi Khuda Nahi,

Lijiye Bula Liya Aapko Khyal Mein,
Ab To Dekhiye, Hume Koi Dekhta Nahi,

Aaiye Chirage Dil Aaj Hi Jalaye Hum,
Kaisi Kal Hawa Chali Koi Janta Nahi,

Fasla To Hai Magar Koi Fasla Nahi,
Mujhse Tum Juda Sahi, Dil Se To Juda Nahi.

jagjit and chitra

Best of Jagjit Singh Ghazals

Koi Samjhega Kya Raaje Gulshan,
Jab Tak Uljhe N Kaanto Se Daman.

Yak-B-Yak Saamn Aana-Jaana,
Ruk N Jaaye Kahi Dil Ki Dhadkan,

Gul To Gulfam Tak Chun Liye Hai,
Fir Bhi Khali Hai Kurte Ka Daman,

Kitni Aaarayise Aashiyana,
Toot Jaaye N Shake Nasheman,

Ajmate Aashiyana Banati,
Bark Ko Dost Samjhoge Dushman,

Koi Samjhega Kya Raaje Gulshan,
Jab Tal Uljhe N Kaanto Se Daman,

Jab Tal Uljhe N Kaanto Se Daman,
Koi Samjhega Kya Raaje Gulshan.

jagjit and chitra

Kishore Kumar Songs Lyrics

Moh Ki Baate Sune Har Koye,
Dil Ke Dard Ko Jaane Kon,

Awwazo Ke Bazaro Mein,
Khamoshi Pehchane Kon,

Sadiyo Sadiyo Wahi Tamasha,
Rasta-Rasta Lambi Khoye,

Sadiyo Sadiyo Wahi Tamasha,
Lekin Jab Hum Mil Jaate Hai,

Kho Jaata Hai Jaane Kon,
Lekin Jab Hum Mil Jaate Hai,

Wo Mera Aaina Hai,
Main Uski Parchayi Hu,

Mere Hi Ghar Mein Rehta Hai,
Mujh Jaisa Hi Jaane Kon,

Kirat-Kirat Halka-Sa Suraj,
Palak-Palak Khulti Neende,

Yu Hi Dil Pighal Raha Hai,
Jara-Jara Jaane Kon.

jagjit and chitra

~~~~~

Kabhi Guncha Kabhi Shola Kabhi Shabnam Ki Tarah,
Log Milte Hai Badalte Hue Mausam Ki Tarah,

Mere Mehboob Mere Pyaar Ko Ilzaam N De,
Hijar Mein Eid Manayi Hai Mohram Ki Tarah,

Maine Kushbu Ki Tarah Tujhko Kiya Hai Mehsoos,
Dil Ne Cheda Hai Teri Yaad Ko Shabnam Ki Tarah,

Kaise Hamdard Ho Tum Kaisi Masihayi Hai,
Dil Ke Nashtar Bhi Lagate Ho To Marham Ki Tarah.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazals Collection

Tere Kushbu Mein Base Khat,
Main Jalata Kaise,

Pyar Mein Dube Hue Khat,
Main Jalata Kaise,

Tere Hatho Ke Likhe Khat,
Main Jalata Kaise,

Tere Khat Aaj Main,
Ganga Mein Baha Aaya Hu,
Aag Behte Hue Paani Mein,
Laga Aaya Hu.

jagjit Singh

~~~~~

Ab Kushi Hai N Koi Dard Rulane Wala,
Humne Apna Liya Har Rang Zamane Wala.

Usko Ruksat To Kiya Tha Mujhe Malum N Tha,
Sara Ghar Le Gaya Ghar Chod Ke Jaane Wala,

Ek Musafir Ke Safar Jaisi Hai Saari Duniya,
Koi Jaldi Mein Koi Der Se Jaane Wala,

Humne Apna Liya Har Rang Zamane Wala,
Ab Kushi Hai N Koi Dard Rulane Wala,

Ek Bechera Yahi Hai Chehra-Chehra,
Jis Taraf Dekhiye, Aane Koi Hai Aane Wala,

Humne Apna Liya Har Rang Zamane Wala,
Ab Kushi Hai N Koi Dard Rulane Wala.

jagjit Singh

Mohammad Rafi Songs Lyrics Collection

Tere Dar Pe Wo Aa Hi Jaate Hai,
Jinko Pine Ki Aas Ho Saaki,

Aaj Itni Pila De Aankho Se,
Ktham Rindo Ki Pyaas Ho Saaqi,

Tere Dar Pe Wo Aa Hi Jaate Hai,
Jinko Pine Ki Aas Ho Saaki,

Halka- Halka Suroor Hai Saaki,
Baat Koi Jarur Hai Saaki,

Teri Aankho Ko Kar Diya Sijda,
Mera Pehle Kasoor Hai Saaki,

Baat Koi Jarur Hai Saaki,
Halka-Halka Surror Hai Saaki,

Teri Aankhe Kisi Ko Kya Dengi,
Apna-Apna Surror Hai Saaki,

Baat Koi Jaroor Hai Saaki,
Halka-Halka Suroor Hai Saaki,

Peene Walo Ko Bhi Nahi Maalum,
Mehkaida Kitni Door Hai Saaki,

Baat Koi Jaroor Hai Saaki,
Halka-Halka Suroor Hai Saaki,
Baat Koi Jarur Hai Saaki.

Jagjit Singh

~~~~~

Jinko Duniya Ki Nigaaho Se Chipaye Rakha,
Jinko Ek Umar Kaleje Se Lagaye Rakha,

Deen Jinko Jinhe Imaan Banaye Rakha,
Tumne Duniya Ki Nigaaho Se Jo Bachkar Likhi,

Salha Saal Mere Naam Barbar Likhi,
Kabhi Din Mein To Kabhi Raat Mein Uthkar Likhi,

Tere Kusbhu Mein Base Khat Main Jalata Kaise,
Pyaar Mein Dube Hue Khat Main Jalata Kaise,

Tere Hatho Ke Likhe Khat Main Jalata Kaise,
Tere Khat Aaj Main Ganga Mein Baha Aaya Hu,
Aag Behte Hue Paani Mein Laga Aaya Hu.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal in Hindi

Aankh Se Aankh Mila Baat Banata Kyu Hai,
Aankh Se Aankh Mila Baat Banata Kyu Hai,
Tu Agar Mujhse Khafa Hai To Chupata Kyu Hai,
Aankh Se Aankh Mila Baat Banata Kyu Hai,
Aankh Se Aankh Mila Baat Banata Kyu Hai,

Gair Lagta Hai N Apno Ki Tarah Milta Hai,
Gair Lagta Hai N Apno Ki Tarah Milta Hai,
Gair Lagta Hai N Apno Ki Tarah Milta Hai,
Tu Zamane Ki Tarah Mujhko Satata Kyu Hai,

Waqt Ke Sath Khayalat Badal Jaate Hai,
Waqt Ke Sath Khayalat Badal Jaate Hai,
Waqt Ke Sath Khayalat Badal Jaate Hai,
Ye Haqiqat Hai Magar Mujhko Sunata Kyu Hai,

Ek Muddat Se Jaha Faasle Gujre Hi Nahi,
Ek Muddat Se Jaha Faasle Gujre Hi Nahi,
Ek Muddat Se Jaha Faasle Gujre Hi Nahi,
Aisi Raaho Pe Chirag Jalata Kyu Hai,

Tu Agar Mujhse Khafa Hai To Chupata Kyu Hai,
Aankh Se Aankh Mila Baat Banata Kyu Hai.

Chitra Singh

Top Hindi Poems on Life and Zindagi

Taarif Uss Khuda Ki Jisne Jaha Banaya,
Taarif Uss Khuda Ki Jisne Jaha Banaya,
Kaisi Jami Banayi Kya Aasma Banaya,

Taarif Uss Khuda Ki Jisne Jaha Banaya,
Mithi Se Bhel Bute Kya Kushnuma Ugaaye,
Faila Ke Sabj Khilhat Unko Jaba Banya,
Taarif Uss Khuda Ki Jisne Jaha Banaya,
Taarif Uss Khuda Ki ………

Suraj Se Humne Payi Garmi Bhi Roshni Ki,
Suraj Se Humne Payi Garmi Bhi Roshni Ki,
Kya Khoob Chasma Tune Aye Meharba Banaya,
Taarif Uss Khuda Ki Jisne Jaha Banaya,
Taarif Uss Khuda Ki Jisne ,,,,,,,,,,,,,,,

Har Chij Se Uski Kaarigari Tapakti,
Har Chij Se Uski Kaarigari Tapakti,
Ye Karkhana Tune Kab Rayega Banana,
Taarif Uss Khuda Ki ………

Kaisi Jami Banayi Kya Aasma Banaya,
Taarif Uss Khuda Ki Jise Jaha Banaya.

Chitra And Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazals List Album

Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe,
Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe,
Kya-Kya Fareb Deti Hai Meri Nazar Mujhe,
Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe,

Dala Hai Bekhudi Ne Ajab Raha Par Mujhe,
Dala Hai Bekhudi Ne Ajab Raha Par Mujhe,
Aankhe Hai Aur Kuch Nahi Aata Nazar Mujhe,
Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe,

Dil Leke Mujhko Dete Hai Ho Daag-E-Jigar Mujhe,
Dil Leke Mujhko Dete Hai Ho Daag-E-Jigar Mujhe,
Ye Baat Bhulne Ki Nahi Umar Bhar Mujhe,
Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe,

Aaya Na Raas Nala-E-Dil Ka Asar Mujhe,
Aaya Na Raas Nala-E-Dil Ka Asar Mujhe,
Ab Tum Mile To Kuch Nahi Apni Khabar Mujhe,
Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe,

Kya-2 Fareb Deti Hai Meri Najar Mujhe,
Har Su Dikhayi Dete Hai Wo Jalwagar Mujhe.

Jagjit Singh

60+ Best Valentines Day Quotes for Friends

Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,
Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,
Jeevan Kya Hai ………………

Do Aankho Ne Ek-Sa Hasna Ek-Sa Rona Hai,
Do Aankho Ne Ek-Sa Hasna Ek-Sa Rona Hai,
Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,
Jeevan Kya Hai ………………

Jo Jee Chahe Wo Mil Jaaye Kab Aisa Hota Hai,
Jo Jee Chahe Wo Mil Jaaye Kab Aisa Hota Hai,
Har Jeevan Jeevan Kisi Ka Samjhota Hai,
Jo Jee Chahe Wo Mil Jaaye Kab Aisa Hota Hai,
Har Jeevan Jeevan Kisi Ka Samjhota Hai,

Ab Tak Jo Hota Aaya Wo Hi Hona Hai,
Har Jeevan Jeevan Kisi Ka Samjhota Hai,
Do Aankho Ne Ek-Sa Hasna Ek-Sa Rona Hai,
Do Aankho Ne Ek-Sa Hasna Ek-Sa Rona Hai,
Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,
Jeevan Kya Hai ………………

Raat Andheri Bhor Sunehri Yahi Zamana Hai,
Raat Andheri Bhor Sunehri Yahi Zamana Hai,
Har Chadar Mein Dukh Ka Sukh Ka Tana Hai,
Raat Andheri ………………

Har Chadar Mein Dukh Ka Sukh Ka Tana Hai,
Aati Saans Ko Pana Jaati Saans Ko Khona Hai,
Aati Saans Ko Pana Jaati Saans Ko Khona Hai,
Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,
Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,

Do Aankho Ne Ek-Sa Hasna Ek-Sa Rona Hai,
Do Aankho Ne Ek-Sa Hasna Ek-Sa Rona Hai,
Jeevan Kya Hai, Chalta-Firta Ek Khilona Hai,
Jeevan Kya Hai …………. .

Shayar : Nida Fazli
Singer : Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal Song

Tujhe Dhundta Tha Main Charsu,
Teri Shaan Jalle Jalal Hu,
Tu Mila Kareeb Khoj Lu,
Teri Shaan Jalle Jalal Hu,
Tujhe Dhundta Tha Main Charsu,

Teri Yaad Mein Hai Kali-Kali,
Hai Chaman-Chaman Mein Hubal Ali,
Tu Basa Hai Phool Mein Hu-B-Hu,
Teri Shaan Jalle Jalal Hu,
Tujhe Dhundta Tha Main Charsu,

Mere Hukum Se Jo Hawa Chali,
To Chatak Ke Boli Kali-Kali,
Hai Kareem Tu Rahim Tu,
Teri Shaan Jalle Jalal Hu,
Tujhe Dhundta Tha Main Charsu,

Tera Jalwa Dono Jaha Mein Hai,
Tere Noor Kono Maka Mein Hai,
Yaha Tu Hi Tu Waha Tu Hi Tu,
Teri Shaan Jalle Jalal Hu,
Tujhe Dhundta Tha Main Charsu.

Jagjit Singh