17 Best Jagjit Singh Ghazal Collection

Jagjit Singh Ghazals Lyrics

Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah,
Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah,

Hume Bhi Apna Deewana Bana Lo Ya Rasul Allah,
Mohabbat Gair Se Meri Chuda Do Ya Rasul Allah,
Mohabbat Gair Se Meri Chuda Do Ya Rasul Allah,
Meri Soyi Hui Kismat Jaga Do Ya Rasul Allah,

Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah,
Badi Kismat Hamari Hai Ki Ummat Mein Tumhari Hai,
Bharose Deen-Duniya Mein,

Bharose Deen-Duniya Mein Tumhara Ya Rasul Alla,
Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah,
Andheri Kabar Mein Mujhko Akela Chod Jayenge,
Waha Ho Fazal Se Tere,

Waha Ho Fazal Se Tere Ujhala Ya Rasul Allah,
Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah,
Khuda Mujhko Madine Mein Jo Pahuchaye To Behtar Hai,
Ki Roje Par Hi De Dunga,

Ki Roje Par Hi De Dunga Ja Tak Ya Rasul Allah,
Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah,
Hame Bhi Apna Deewana Bala Lo Ya Rasul Allah,
Jara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasul Allah.

Jagjit Singh And Chitra

15+ Popular Hindi Song Lyrics Collection

Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhumke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke …..

Ghamo Ko Dil Se Bulao Ki Eid Ka Din Hai,
Ghamo Ko Dil Se Bulao Ki Eid Ka Din Hai,
Ghamo Ko Dil Se Bulao Ki Eid Ka Din Hai,
Kushi Se Wajm Sajao Ki Eid Ka Din Hai,

Kushi Se Wajm Sajao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhumke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhumke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke …………….

Hujur Uski Karo Ab Salamati Ka Doha,
Hujur Uski Karo Ab Salamati Ka Doha,
Hujur Uski Karo Ab Salamati Ka Doha,
Sare Namaz Jhukao Ki Eid Ka Din Hai,
Sare Namaz Jhukao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhumke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhumke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke ……….

Sabhi Murad Ho Puri Hare K Sawali Ki,
Sabhi Murad Ho Puri Hare K Sawali Ki,
Sabhi Murad Ho Puri Hare K Sawali Ki,
Doha Ko Hath Uthao Ki Eid Ka Din Hai,
Doha Ko Hath Uthao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhum Ke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Tarane Jhum Ke Gaao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke Jalao Ki Eid Ka Din Hai,
Charag Dil Ke.

Jagjit Singh And Chitra

Best Jagjit Singh Ghazal Collection

Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De,
Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De,
Dil Mein Kami Sahi Tum Agar Aasra To De,
Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De,

Maine Ye Kab Kaha Ki Mere Haq Mein Ho Jaba,
Maine Ye Kab Kaha Ki Mere Haq Mein Ho Jaba,
Lekin Khamosh Kyu Hai Tu,
Lekin Khamosh Kyu Hai Tu Koi Faisla To De,
Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De,

Barso Main Tere Naam Pe Khata Raha Fareb,
Barso Main Tere Naam Pe Khata Raha Fareb,
Barso Main Tere Naam Pe Khata Raha Fareb,
Barso Main Tere Naam Pe Khata Raha Fareb,

Mere Khuda Kaha Hai Tu,
Mere Khuda Kaha Hai Tu,
Tu Apna Pata To De,
Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De,

Beshak Mere Naseeb Pe Rakh Apna Akthiyaar,
Beshak Mere Naseeb Pe Rakh Apna Akthiyaar,
Beshak Mere Naseeb Pe Rakh Apna Akthiyaar,
Lekin Mere Naseeb Mein,

Lekin Mere Naseeb Mein Kya Hai Pata To De,
Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De,
Dil Ke Kabhi Raahi Tu Magar Aasra To De,
Manjil N De- Charag N De Hausla Ro De.

Jagjit Singh

Top 10+ Sai Bhajan Song Lyrics in Hindi

Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,

Jindagi Dhoop Tum Ghana Saya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,

Jindagi Dhoop Tum Ghana Saya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,

Aaj Fir Dil Ne Ek Tamanna Ki,
Aaj Fir Dil Ne Ek Tamanna Ki,
Aaj Fir Dil Ko Humne Samjhaya,
Jindagi Dhoop Tum Ghana Saya,

Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Hum Jise Gunguna Nahi Sakte,
Hum Jise Gunguna Nahi Sakte,
Waqt Ne Aisa Geet Kyu Gaaya,
Waqt Ne Aisa Geet Kyu Gaaya,
Jindagi Dhoop Tum Ghana Saya,

Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya,
Tumko Dekha To Ye Khayal Aaya.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal Lyrics

Kuch Tabiyat Hi Mili Thi Aisi,
Chain Se Jeene Ki Surat N Hui,
Kuch Tabiyat Hi Mili Thi Aisi,

Chain Se Jeene Ki Surat N Hui,
Jisko Chaha Use Apna Na Sake,
Jo Mila Usse Mohabbat Na Hui,
Jisse Mile Jab Tak Mile Dil Hi Se Mile,

Dil Jo Badla To Fasana Badla,
Rasme Duniya Ko Nibhane Ke Liye,
Humse Ristho Ki Tajarat Na Hui,
Jisko Chaha Use Apna Na Sake,
Jo Mila Usse Mohabbat Na Hui,

Door Se Tha Wo Kahi Chehro Mein,
Paas Se Koi Bhi Waisa N Laga,
Bewafai Bhi Usi Ka Tha Chalan,
Fir Kisi Se Hi Shikayat N Hui,

Jisko Chaha Use Apna N Sake,
Jo Mila Usse Mohabbat N Hui,
Waqt Rutha Raha Bacche Ki Tarah-2,
Raah Mein Koi Khilona N Mila,

Dosti Bhi To Nibhayi N Gayi,
Dushmani Mein Bhi Adawat N Hui,
Jisko Chaha Use Apna N Sake,
Jo Mila Usse Mohabbat N Hui.

Jagjit Singh

~~~~~

Sunte Hai Ki Mil Jaati Hai
Sunte Hai Ki Mil Jaati Hai
Har Chij Dua Se,

Sunte Hai Ki Mil Jaati Hai
Har Chij Dua Se,

Ek Roj Tumhe Maang Ke,
Dekhenge Khuda Se,
Sunte Hai Mil Jaati Hai,
Har Chij Dua Se,
Ek Roj Tumhe Maang Ke,
Dekhenge Khuda Se,

Sunte Hai Ki Mil Jaati Hai
Duniya Bhi Mili Hai,
Game Duniya Bhi Mili Hai,
Duniya Bhi Mili Hai,
Game Duniya Bhi Mili Hai,
Wo Kyu Nahi Milta,
Wo Kyu Nahi Milta,
Jise Manga Tha Khuda Se,
Wo Kyu Nahi Milta,
Jise Manga Tha Khuda Se,

Sunte Hai Ki Mil Jaati Hai
Har Chij Dua Se,

Ek Roj Tumhe Maang Ke,
Dekhenge Khuda Se,
Sunte Hai.

Jagjit Singh

Mukesh Songs Lyrics Collection

Madine Ko Jaaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai,
Madine Ko Jaaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai,
Muqaddar Banaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai,
Madine Ko Jaaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai

Madine Ke Aaka Do Aalam Ke Maula,
Mere Pass Aaye Jee Chahta Hai,
Madine Ke Aaka Do Aalam Ke Maula,
Tere Pass Aaye Jee Chahta Hai,
Tere Pass Aaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai

Madine Ko Aaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai………

Jaha Dono Aalam Hai Mehre-Tamnna,
Waha Sir Jhukaye Jee Chahta Hai,
Jaha Dono Aalam Hai Mehre-Tamnna,
Waha Sir Jhukaye Jee Chahta Hai,
Waha Sir Jhukaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai,

Madine Ko Jaaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai …………

Mehmood Ki Baate Mehmood Ki Sirat,
Sune Aur Sunaye Jee Chahta Hai,
Mehmood Ki Baate Mehmood Ki Sirat,
Sune Aur Sunaye Jee Chahta Hai,
Sune Aur Sunaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai ……….

Madine Ko Jaaye Jee Chahta Hai,
Muqaddar Banaye Jee Chahta Hai,
Jee Chahta Hai ………

Chitra Singh

Jagjit Singh Ghazal Collection

Wo Nahi Milta Mujhe Iska Gila Apni Jagah,
Uske Mere Darmya Ka Fasla Apni Jagah,
Uske Mere Darmya Ka Fasla Apni Jagah,
Wo Nahi Milta Mujhe Iska Gila Apni Jagah,
Wo Nahi Milta …………

Jindagi Ke Iss Safar Mein Saikado Chehre Mile,
Saikado Chehre Mile ……

Jindagi Ke Iss Safar Mein Saikado Chehre Mile,
Dilkashi Unki Alag Paikar Tera Apni Jagah,
Dilkashi Unki Alag Paikar Tera Apni Jagah,
Unke Mere Darmya Ka Fasla Apni Jagah,
Wo Nahi Milta ……..

Tujhse Milkar Aane Wale Kal Se Nafrat Mol Li,
Kal Se Nafrat Mol Li,

Tujhse Milkar Aane Wale Kal Se Nafrat Mol Li,
Ab Kabhi Tujhse N Bichdu Ye Dua Apni Jagah,
Uske Mere Darmya Ka Fasla Apni Jagah,
Wo Nahi Milta…….

Ek Musalsal Daud Mein Hai Manjile Aur Fasle,
Ek Musalsal Daud Mein Hai Manjile Aur Fasle,
Paav To Apni Jagah Hai Rasta Apni Jagah,
Uske Mere Darmya Ka Fasla Apni Jagah,
Wo Nahi Milta Mujhe Iska Gila Apni Jagah.

Chitra Singh

Chitra Singh Ghazal Lyrics

Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai,
Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai,

Mil Jaaye To Mithi Hai Kho Jaaye To Sona Hai,
Mil Jaaye To Mithi Hai Kho Jaaye To Sona Hai,
Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai,

Acha Sa Koi Mausam Tanha-Sa Koi Alam,
Acha Sa Koi Mausam Tanha-Sa Koi Alam,
Har Waqt Ka Rona To Bekar Ka Rona Hai,
Mil Jaaye To Mithi Hai Kho Jaaye To Sona Hai,
Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai,
Barsaat Ka Badal To Deewana Hai Kya Jaane,
Barsaat Ka Badal To Deewana Hai Kya Jaane,
Kis Raah Se Bachna Hai Kim Chat Ko Bhigona Hai,
Mil Jaaye To Mithi Hai Kho Jaaye To Sona Hai,
Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai,

Gham Ho Ki Kushi Dono Kuch Der Ke Sathi Hai,
Gham Ho Ki Kushi Dono Kuch Der Ke Sathi Hai,
Fir Rasta Hi Rasta Hai Hasna Hai N Rona Hai,
Mil Jaye To Mithi Hai Kho Jaaye To Sona Hai,
Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai,

Mil Jaye To Mithi Hai Kho Jaaye To Sona Hai,
Duniya Jise Kehte Hai Jaadu Ka Khilona Hai.

Jagjit Singh

Kishore Kumar Songs Lyrics

Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,
Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,
Apne Namajiyo Ka Kaha Maan Jaaiye,

Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,
Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,

Kuch Keh Rahi Hai Aapse Seene Ki Dhadkane,
Kuch Keh Rahi Hai Aapse Seene Ki Dhadkane,
Kuch Keh Rahi Hai Aapse Seene Ki Dhadkane,

Mera Nahi To Dil Ka Kaha Maan Jaaiye,
Mera Nahi To Dil Ka Kaha Maan Jaaiye,
Apne Namajiyo Ka Kaha Maan Jaaiye,
Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,

Main Janta Hu Tu Bada Rehmat Nawaz Hai,
Main Janta Hu Tu Bada Rehmat Nawaz Hai,
Main Janta Hu Tu Bada Rehmat Nawaz Hai,
Sabke Dilo Mein Reham Ka Jaadi Jagaiye,
Sabke Dilo Mein Reham Ka Jaadi Jagaiye,
Apne Namajiyo Ka Kaha Maan Jaaiye,

Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,
Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,

Muddat Se Tasnagi Hai Tumhare Jamal Ki,
Muddat Se Tasnagi Hai Tumhare Jamal Ki,
Muddat Se Tasnagi Hai Tumhare Jamal Ki,

Noore Kamaal Se Jara Parda Uthaiye,
Noore Kamaal Se Jara Parda Uthaiye,

Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,
Apne Namajiyo Ka Kaha Maan Jaaiye,
Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye,
Ab To Mere Khuda Mujhe Jalwa Dikhaiye.

Jagjit Singh And Chitra

Jagjit And Chitra Singh Ghazals

Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,
Kisi Ko Dekhna Ho Agar,
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,
Kisi Ko Dekhna Ho Agar,
To Pehle Aake Mangle ,
Meri Nazar Teri Nazar,

Ye Ghar Bohat Haseen Hai,
Ye Ghar Bohat Haseen Hai,
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,
Kisi Ko Dekhna Ho Agar,

To Pehle Aake Mangle ,
Meri Nazar Teri Nazar,

N Badlo Ki Chaav Mein,
N Chandni Ke Gaon Mein,
N Badlo Ki Chaav Mein,
N Chandni Ke Gaon Mein,
N Phool Jaise Raste,

Bane H Iske Waste,
Magar Ye Ghar Ajeeb Hai,
Jameen Ke Kareeb Hai,
Ye Eth-Patharo Ka Ghar,
Hamari Hasrato Ka Ghar,

Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,
Kisi Ko Dekhna Ho Agar,
To Pehle Aake Mangle ,
Meri Nazar Teri Nazar,

Jo Chandni Nahi To Kya,
Ye Roshni Hai Pyaar Ki,
Dilo Ke Phool Khil Gaye,
To Fikar Kya Bahar Ki,
Hamare Ghar N Aayegi,
Kabhi Kushi Udhar Ki,

Hamari Hasrato Ka Ghar
Hamari Chahto Ka Ghar,
Hamari Rahato Ka Ghar,
Hamari Chahao Ka Ghar,
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,

Kisi Ko Dekhna Ho Agar,
To Pehle Aake Mangle ,
Meri Nazar Teri Nazar,
Yaha Mehak Wafao Ki,
Hai Kehkaho Ka Rang Hai,
Yaha Mehak Wafao Ki,
Hai Kehkaho Ka Rang Hai,
Ye Ghar Tumhara Khawab Hai,

Ye Ghar Meri Umang Hai,
N Aarzoo Mein Kaid Hai,
N Hauslo Mein Jung Hai,
N Aarzoo Mein Kaid Hai,
N Hauslo Mein Jung Hai,
Hamare Hauslo Ka Ghar,
Hamari Himmato Ka Ghar,
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,

Kisi Ko Dekhna Ho Agar,
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar,
Kisi Ko Dekhna Ho Agar,
To Pehle Aake Mangle,
Meri Nazar Teri Nazar.

Chitra And Jagjit Singh

Mohammad Rafi Songs Lyrics

Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,
Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,
Aisi Tanhai Ka Jawab Nahi,
Aisi Tanhai Ka Jawab Nahi,
Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,

Gaahe-Gaahe Ise Padha Kijiye,
Gaahe-Gaahe

Gaahe-Gaahe Ise Padha Kijiye,
Dil Se Behtar Koi Kitaab Nahi,
Dil Se Behtar Koi Kitaab Nahi,
Aisi Tanhai Ka Jawab Nahi,
Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,
Jaane Kis Kiski Maut Aayi Hai,
Jaane Kis Kiski,

Jaane Kis Kiski Maut Aayi Hai,
Aaj Rukh Par Koi Naqab Nahi,
Aaj Rukh Par Koi Naqab Nahi,
Aisi Tanhai Ka Jawab Nahi,

Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,
Wo Karam Ungliyo Pe Ginte Hai,
Wo Karam Ungliyo Pe Ginte Hai,
Wo Karam Ungliyo Pe Ginte Hai,

Julm Ka Jinke Koi Hisaab Nahi,
Julm Ka Jinke Koi Hisaab Nahi,
Aisi Tanhai Ka Jawab Nahi,

Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,
Gaahe-Gaahe Ise Padha Kijiye,
Ise Padha Kijiye,

Gaahe-Gaahe Ise Padha Kijiye,
Dil Se Behtar Koi Kitab Nahi,
Dil Se Behtar Koi Kitab Nahi,
Gaahe-Gaahe Ise Padha Kijiye,
Dil Se Behtar Koi Kitab Nahi,
Aisi Tanhai Ka Jawab Nahi,

Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi,
Tum Nahi Gham Nahi Sharab Nahi.

Jagjit Singh

Top Hindi Poems on Life and Zindagi

Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna,
Nighae Lutf Kabhi N Karna,

Tumhe Kasam Hai Hamare Sar Ki,
Hamare Haq Mein Kami N Karna,

Kaha Ka Aana, Kaha Ka Jana,
Wo Jante Hi Nahi Ye Rasme,

Waha Hai Waade Ki Ye Bhi Surat,
Kabhi To Karna Kabhi N Karna,

Hamari Mayyat Pe Tum Jo Aana,
To Char Aansu Baha Ke Jana,

Jara Rahe Paas-Aabru Bhi,
Kahi Hamari Hasi N Karna,

Wo Ek Hamari Tarika-E-Ulfat,
Ki Dushmano Se Bhi Mil Ke Chalne,

Ye Ek Shova Tera Sitamgar,
Ki Dost Se Dosti N Karna,

Tumhe Kasam Hai Hamare Sar Ki,
Hamare Haq Mein Kami N Karna.

Jagjit Singh

4 Short Fantasy Stories in Hindi Font

Jagmagate Sehar Ki Ranaiyo Mein Kya N Tha,
Dhundhne Nikla Tha Jisko Main Wahi Chehra N Tha,

Ret Par Likhe Hue Nagmo Ko Padhkar Dekh Lo,
Aaj Tanha Reh Gaya Hu Kal Magar Aisa N Tha,

Hum Wahi Tum Bhi Wahi Mausam Wahi Manjar Wahi,
Fasla Badh Jayega Itna Kabhi Socha N Tha,

Fikr Ke Dar Pe Koi Aahat Koi Dastak N Thi,
Wo Faqt Bhimar Jiska Koi Humsaya N Tha,

Chod Aaya Jin Safino Ko Tala Tu Ke Karib,
Nakhuda Unme Tera Koi Apna N Tha.

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal Albums

Aa Rahe Hai Mujko Samjhane Bahut,
Akal Waale Kam Hai Deewane Bahut,

Saakiya Mujhko Mohabbat Chaiye,
Sehar Mein Warna Mekhane Bahut,

Kya Tagaful Ka Ajab Andaaz Hai,
Jaankar Bante Hai Anjane Bahut,

Hum To Deewane Sahi Naaseh Magar,
Humne Bhi Dekhe Hai Farzane Bahut,

Aap Bhi Aaye Kise Inkaar Hai,
Ye Jigar, Ye Dil, Ye Neende, Ye Karar,

Ishq Mein Dene Hai Nazrane Bahut,
Ye Dayre Ishq Hai Isme ‘Sehar’,

Bastiya Kam Hai Veerane Bahut,
Akal Wale Kam Hai Deewane Bahut.

Jagjit Singh

100+ Whatsapp Motivational Status

Apna Gam Le Ke Kahi Aur N Jaya Jaaye,
Ghar Mein Bhikri Hui Chijo Ko Sajaya Jaaye,

Jin Charago Ko Hawao Ka Koi Shok Nahi,
Unn Charago Ko Hawao Se Bachaya Jaaye,

Baagh Mein Jaane Ke Aadab Hua Karte Hai,
Kisi Titli Ko N Phulo Se Udhaya Jaaye,

Ghar Se Maszid Hai Bahut Door Chalo Yu Tanveer,
Kisi Rote Hue Bache Ko Hasaya Jaaye,

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal in Hindi

Tu Hi Apne Hath Se Jab Dilruba Jata Raha,
Dil Ki Bhi Parwah Nahi Jata Raha Jata Raha,

Dil Churakar Aap To Baithe Hue Chain Se,
Dhundne Wale Se Puche Koi Kya Jata Raha,

Chaand-Taare Yu Hi Muskurate Rahe,
Koi Armaan Dil Mein Machalta Raha,

Dard Badta Gaya Mera Dum Nikalta Raha,
Tum N Aaye Mera Dum Nikalta Raha,

Sath Mere Rahi Meri Tanhaiya,
Door Bajti Rahi Kitni Sehnaiya,

Jaan Leti Rahi Ajnabi Aahate,
Karwate Raat Bhar Main Badalta Raha,

Husn Walo Ka Koi Bharosa Nahi,
Bewafa Hai Wafa Ka Salika Nahi,

Paas Rakhenge Kya Apne Waade Koi Ye,
Jinka Waade Pe Waada Badalta Raha,

Chaand-Taare Yu Hi Muskurate Rahe,
Koi Armaan Dil Mein Machalta Raha,

Ye Sitamgar Hai Dil Se Mohabbat Nahi,
Sangdil Hai Zamane Ke Saare Hasi,

Ishq Majbur Hai Hamesa Hi Chalta Raha,
Sath Inke Hamesa Hi Chalta Raha.

Jagjit Singh