2 Line Meer Poetry Collection
Kis Tarah Se Maniye, Yaro, Ki Ye Aashiq Nahi,
Rang Udh Jata H Tuk Chehra To Dekho “Meer” Ka
Kabhu Rona, Kabhu Hasna, Kabhu Hairaan Hi Rehna,
Mohobbat Kya Bhale Change Ko Deewana Banati Hai.
“Meer” Dard
♠♠—♣♣—♥♥
Sakhat Kaafir Tha Jisne Pehle “Meer”,
Majhabe-Ishq Ikhteyaar Kiya.
Meer
Best 25+ Pakistani Qateel Shifai Poetry in Urdu
Ulati Ho Gayi Sab Tasveerein Kuch Dawa Ne Kaam Kiya,
Dekha, Is Beemaari-E-Ishq Ne Aakhir Kaam Tamam Kiya.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Jee Bahut Chahta Hai Rone Ko,
Hai Koi Baat Aaj Hone Ko.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Kehte Ho To Yun Kehte, Yun Kehte Jo Yaar Aata,
Sab Kehne Ki Baatein Hain, Kuch Bhi Na Kaha Jaata.
Meer
Meer Dard Best Poetry
Haale-Bad Ghuftaani Nahi Mera,
Tumne Poocha To Meharbaani Ki.
“Meer”
♠♠—♣♣—♥♥
Hosh Jaata Nahi Raha , Lekin,
Jab Wo Aate Hain Tab Nahi Aata.
“Meer”
♠♠—♣♣—♥♥
Mareeje–Ishq Par Rehmat Khuda Ki,
Maraj Badhta Gaya Joo-Joo Dawa Ki.
“Meer”
Top 30+ 2 Line Faiz Ahmad Faiz Poetry
Koft Se Jaan Lab Pe Aayi Hai,
Humne Kya Chot Dil Pe Khai Hai
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
‘Meer’ Un Adkhuli Aankho Mein,
Saari Masti Sharab Ki Si H.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Hum Hue, Tum Hue Ki ‘Meer’ Hue,
Usku Julfo Ke Sab Asir Hue.
Famous 2 Line Poetry by Meer
Suraakh Hai Seene Me Har Ek Shaksh Ke Tujse,
Kis Dil Ke Tera Teere–Nigah Paar Na Paya.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dekhi Thi Ik Roj Teri Mast Angdaaiyaan,
Angdaaiyaan-Si Lete Hain Ab Tak Khumaar Mein.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Yaad Uski Itni Khoob Nahi ‘Meer’ Baaz Aa,
Nadan, Phir Wo Ji Se Bhulaya N Jayega
Meer
Famous 30+ 2 Line Bashir Badr Shayari in Hindi
Chala B Uthke Wahi Chupke Chupke Phir Tu ‘Meer’
Abhi Gali Se To Uski Pukar Laya Hu
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Naajuk Uske Lag Ki Kya Kahiye,
Pankhudi Ek Gulab Ki Si Hai.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Ilahyi Log Kaise H, Jinhe Bandgi Khwaish,
Hume To Sharm Damnagir Hoti H, Khuda Hote.
Meer “Dard”
2 Line Meer Dard Poetry SmS
Wasal Uska Khuda Nasib Kare,
“Meer” Ji Chahata H Kya-Kya Kuch.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dil Bhi Tere Hi Dang Sikha Hai,
Aan Mein Kuch Hai, Aan Mein Kuch Hai.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Nahi Shikwa Mujhe Kuch Bewafai Ka Teri Hargij,
Ghila Tab Ho Agar Tune Kisi Se Bhi Nibaahi Ho.
Meer “Dard”
85+ Top 2 Line Mirza Ghalib Poetry in Urdu
Dardmando Se Tumhi Door Fira Karte Ho,
Puchne Warna Sabhi Aate Hai Beemar Ke Paas.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dekhi Thi Ek Roj Teri Mast Ankhadiyaan,
Angdaaiyaan Si Lete Hain Ab Tak Khumaar Me.
“Meer”
♠♠—♣♣—♥♥
Ya Mujhko Hatho Door Hath Lo Maanind-E-Jaam-E-Meh,
Ya Thodi Door Sath Chalo Mein Nashe Mein Hu.
Meer
2 Line Meer Poetry Collection
Marte Hai ‘Meer’ Sab, Pe N Iss Bekasi Ke Sath,
Matam Mein Tere Koi N Roya Pukar Ko.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dekh Leta H Wo Pehle Char-Su Acchi Tarah,
Chupke Se Puctha H Meer Tu Acchi Tarah.
♠♠—♣♣—♥♥
Naajuki Uske Labki Kya Kahiye,
Pankhadi Ik Ghulaab Ki Si Hai.
Meer
130+ 2 Line Status on Life and Love for Whatsapp
Jikar Mera Hi Wo Karta Tha Sarhin Lekin,
Mein Jo Pahucha To Kaha Khair Yeh Majkur N Ho.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Sharminda Hoge Jaane Bhi Do Imtehaan Ko,
Rakhega Tum Se Kaun Ajeej Apni Jaan Ko.
“Meer”
♠♠—♣♣—♥♥
Tadbeer Mere Ishq Ki Kya Fayda Tabeeb,
Ab Jaan Hi Ke Sath Yeh Aazar Jayega.
Meer
Meer Shayari About Love
Naajuki Uske Lab Ki Kya Kahiye,
Pankhadi Ik Gulaab Ki Si Hai.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dil Wo Nagar Nahi Ki Fir Aabad Ho Sake,
Pachtahoge Suno Ho, Yeh Basti Ujhad Ke.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Jeete Je Kuch-E-Dildar Se Aaya N Gaya,
Uski Deewar Ka Sar Se Mere Saya N Gaya.
Meer
125+ Collection of 2 Line Beautiful Hindi Love Shayari
Ho Gayi Sehar-Sehar Ruswayi,
Aye Meri Maut Tu Bhai Aayi.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dekhiye, Abke Gham Se Jee Mera,
N Bachega, Bachega, Kya Hoga.
Meer Dard
♠♠—♣♣—♥♥
Sharminda Honge Jaane Bhi Do Imtihan Ko,
Rakhega Tum Se Kon Ajij Apni Jaan Ko.
Meer
Meer Poetry in Urdu 2 Lines
Jo Tujh Bin N Jeene Ko Kehte The Hum,
Soo Uss Wade Ko Hum Wafa Kar Chale.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Ab To Jaate Hai Maihkade Se ‘Meer’,
Phir Milenge Agar Khuda Laya.
♠♠—♣♣—♥♥
‘Meer’ Un Neembaaz Aankho Mein,
Sari Masti Sharab Ki-Si Hai.
120+ 2 Line Short Status for Whatsapp in Hindi
Dil Mein Bhi Tere Dang Sikha Hai,
Aan Mein Kuch Hai, Aan Mein Kuch.
Meer Dard
♠♠—♣♣—♥♥
Dil Wo Nagar Nahi Jo Fir Aabad Ho Sake,
Pachtaoge, Suno Ho Ye Basti Ujhad Ke.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Dardmando Se Tumhi Door Fira Karte Ho,
Puchne Warna Sabhi Aate H Bhimar Ke Pass.
Meer
Meer Ki Dard Bhari Shayari
Uske Irfa-E-Aehad Tak N Jiye,
Umar N Humse Bewafai Ki.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Kya Jaaniye Ki Dil Par Kya Gujre Hai ‘Meer’ Kya-Kya,
Karta Hai Baat Koi Aankhe Purhab Karke.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Aankho Hi Mein Rahe Ho Dil Se Nahi Gaye Ho,
Hairan Hu Yeh Sokhi Aayi Tumhe Kaha Se.
Meer
115 Best 2 Line Urdu Sad Poetry About Love
Kya Janiye Ke Dil Par Gujre Hai ‘Meer’ Kya Kya,
Karta Hai Baat Koi Aankhe Purhab Ki.
Meer
♠♠—♣♣—♥♥
Sabko Jana Hai Yu To Par Aye ‘Meer’
Haif Yeh Hai Ki Tu Jawan Gaya.
♠♠—♣♣—♥♥
Hoga Kisi Deewar Ke Saye Ke Tale “Meer”
Kya Kaam Mohabbat Mein Uss Aramtalab Ko
Meer Sher O Shayari in 2 Lines
Samjhe The Hum To “Meer” Ko Aashiq Ushi Ghadi,
Jab Tera Naam Sunke Wo Betaab Sa Hua.
♠♠—♣♣—♥♥
Firte Ho “Meer” Sahib Sabse Juda Tum,
Shayad Kahi Tumhara Dil Inn Dino Laga H.
♠♠—♣♣—♥♥
Sirhane “Meer” Ke Aahista Bola,
Abhi Tuk Rote Rote Soo Gaya.