Top 50+ Famous Urdu Ghazal Collection

Famous Urdu Ghazal

Famous Urdu Ghazal

Najar mein dhal ke ubharte h dil ke afsane,
ye aur baat h duniya najar n pehchane,

wo wajm dekhi h meri nigaah ne, ki jaha,
baigar shar bhi jalte rahe h parwane,

ye kya bahar ka jeevan, kya nashat ka rang,
fasurda mehkade wale, udas mehkhane,

mere nadim tiri chasme-iltifaat ki khair,
bigad-bigad ke sawarte gaye h afsane,

ye kiski chasme-fasu-saaj ka karishma h,
ki tutkar bhi salamat h dil ke bhutkhane,

nighae-naaj mein dil-soji-aye-niyaj kaha,
ye aashna-aye-najar h dilo ke beghane.

===—@@—===

Urdu Ghazal By Ahmed Faraz

Ek-n-ek shama andhere mein jalaye rakhiye,
subah hone ka mahol bnaye rakhiye,

dil ke hatho se jhkam nihan pahuche h,
wo bhi kehte h ki jhkamo ko chupaye rakhiye,

kon jane ki wo kis rahgujar par gujre,
har gujargaah ko phoolo se sajaye rakhiye,

daaman-aye-yaar ki jeenat n bane hum lekin,
apni palko ke liye kuch to bachaye rakhiye.

Hindi Kavita on Life

===—@@—===

Hindi Urdu Ghazal On Yaad

Duniya ke sitam yaad n apni hi wafa yaad,
ab mujhko nahi kuch bhi mohbbat ke siwa yaad,

choda tha jise pehle pehle teri najar ne,
ab tak wo ek naam-aye-be-saaj-ao-sada yaad

ab koi hasi hota h sargame-nawajish,
uss waqt wo kuch aur bhi aate h siwa yaad,

kya janiya kya ho gaye arbabe junu ko,
marne ki aada yaad, n jeene ki aada yaad,

mudat hui ek hades-e-ishq ko lekin,
ab tak h tere dil ke dhadkane ki sada yaad,

ha-ha tujhe kya kaam, miri shidate-gam se,
ha-ha nahi, mujhko tere daman ki hawa yaad,

me tarke-raho-rasme-junu kar hi chukka tha,
kyu aa gayi aise mein tiri larjise-pa yaad,

kya lutf ki me apna pata aap btau,
kije koi bhuli hui khass apni khata yaad.

===—@@—===

Hindi Urdu Ghazal By Daag

Dil gaya, tumne liya hum kya kare ?
jane wali chij ka gam kya kare ?

ek sagar par h apni jindagi,
rafta rafta ise bhi kam kya kare,

kar chuke sab apni apni hikmate,
dum nikalta h, aye humdum kya kare?

dil ne shika sowa-e-begangi,
aise namuharim ko mohrim kya kare?

mamla h aaj husno-ishq ka,
dekhiye wo kya kare, hum kya kare ?

keh rahe aehle-shifarish mujh se ‘daag
teri kismat h buri hum kya kare.

Mirza Ghalib Poetry in Urdu

===—@@—===

Urdu Ghazal Poetry By Wasi Shah

Phire raah se wo, yaha aate-aate,
ajal mar gayi ho kaha aate aate,

mujhe yaad karne ka ye mudha tha,
nikal jaye dum hickiya aate aate,

n jana ki duniya se jata h koi,
bahut der ki meharba aate aate,

kaleja mere mooh ko aayega ek din,
yu hi lab pe aaho-fugan aate aate,

sunane ke qabil jot hi baat unki,
wahi reh gayi darmiyan aate aate

===—@@—===

Hindi Urdu Ghazal By Ghulam Ali

Kahi pe dhup ki chadar bhicha ke baith gaye,
kah pe sham shirane laga ke baith gaye,

jale jo ret me talue, ro humne ye dekha,
bahut-se log wahi chatpata ke baith gaye,

khade hue the alawo ki aanch lene ko,
sab apni apni hatheli jala ke baith gaye,

dukandar to mele mein lut gaye yaaro,
tamasveen dukan laga ke baith gaye,

lahu-luhan njaro ka jikar aaya to,
sharif log uthe, door ja ke baith gaye,

ye sochkar ki darkato mein chaw hoti h,
yaha babul ke saye mein aake baith gaye.

===—@@—===

Urdu Ghazal SmS in Urdu Font

Chandni chat pe chal rahi hogi,
ab akeli tehal rahi hogi,

phir mera jikar aa gaya hoga,
wo baraksik pighal rahi hogi,

kal ka sapna bahut suhana tha,
ye udasi n kal rahi hogi,

soctha hu ki band kamre mien,
ek shama-si jal rahi hogi,

sehar ki bhid-bhad se bachkar,
tu gali se nikal rahi hogi, (Urdu Ghazal)

aaj buniyadi tharthaarati h,
wo dua fal-ful rahi hogi,

tere gehno-si khankanti thi,
baazre ki fasal rahi hogi,

jin hawao ne tujko dulraya,
unme meri ghazal rahi hogi.

Urdu Sad Shayari on Life

===—@@—===

Urdu Ghazal Shayari On Alvida

Ab waqt-e-judai hai mujhe alvida keh do,
Ab jane ka waqt hai mujhe alvida keh do,

Mei bakhshish ka zariya tha tumhare liye,
Dil ro raha hai magar ab alvida keh do,

Tumhe afsos to hoga mere jane par,
Aaunga lout ke phir ab alvida keh do,

Tumharae liye rehmat ki wajah tumhari bakshish ka sabab,
kar lo khuda ko razi to mujhe ab alvida keh do,

Maine tumhe chalna sikha diya manzilo ka pata bata dia,
Main na chal sakunga tumhare sath ab alvida keh do.

===—@@—===

Hindi Ghazal

Hum se mat puchiye kidhar jayenge,
thak gaye bahut apne ghar jayenge,

kitne pyase h hum ye bata de magar,
behte ghare nadi ke tehar jayenge,

sesshmahal mein hum ko n le jayie,
aaine dekh lenge to darr jayenge,

maut ke darr se nahak pareshan h,
aap jinda kaha h jo marr jayenge,

“Kambri” aap ka ek thikana to h,
jinka ghar hi nahi wo kidhar jayenge.

===—@@—===

Urdu Ghazal Poetry SmS

Tere jamal ko  husne-najar bnaye hue,
zamana beet gaya mehfil sajaye hue,

gujar rahe h nayi manjil se deewane,
talashe-manjil-jana ki lo lagaye hue,

agar amal mein khulush-oo-wafa bhi shamil h,
chrag bujh nahi sakte kabhi jalaye hue,

dehak rahe h jehnnum, bahishat me unki,
jo h hijabe-tabussam me gam chipaye hue,

kadam uthao ki paida kare nayi rahe,
kaha talash kare hum nishan mitaye hue,

tere shabab ki angadiyo ne jo bhakse h ,
jo gam h gardish-e-daura ke sath aaye hue,

tasbburaat jawa h, abhi mere “Akhtar”,
meri najar mein sitare h jagmagaye hue.

Sad Poetry in Urdu With Images

===—@@—===

Sad Urdu Ghazal Album

Fansle aise bhi honge ye kabhi socha n tha,
samne baitha tha mere or wo mera n tha,

wo ki khusbhu ki tarah phaila tha mere char su,
me use mohbbat kar sakta tha chu sakta n tha,

raat bhar pichli hi aahat kaan me aati rahi,
jhakkar dekha gali me koi bhi aaya n tha,

yaad karke aur bhi taqleef hoti thi “Adim”,
bhul jane ke siwa ab koi bhi chara n tha.

===—@@—===

Urdu Ghazal Poetry By Best Poet

Humse goo dur-dur rehte h,
dil mein lekin jarur rehte h,

log itne kasur karke bhi,
kis tarah bekasur rehte h,

esliye dekhbal karta hu,
aaine mein huzur rehte h,

Me jami par talash karta hu,
wo sitaro se door rehte h, (Urdu Ghazal)

meri tishan mjabiyo mein ”Adam”
mehkade ke surur rehte h.

===—@@—===

Hindi Sad Ghulam Ali Ghazal

Kabhi Meharban Tha To Kabhi Anjaan Tha,
Mera Weham Tha Wo Ya Mera Gumaan Tha,

De Kar Zakhm Wo Marham Rakhta Tha,
Ban Raha Tha ya Wakyi Itna Nadaan Tha,

Mujh Se Bichhar Gya Tha Wo Ek Raat,
Woh Shakhs Jo Meri Pehchan Tha,

Kaash Ke Wo ho Jata Humara Humdam,
Kitna Is Dil Ko Is Baat Ka Armaan Tha,

“RAB” Ko Chahte To bahut Kuch Mil Jata
Humne Chaha Tha Jise Wo To Ek Insaan Tha.

Qateel Shifai Poetry in Urdu

===—@@—===

Ghulam Ali Urdu Ghazal

Mujhe teri mohabbat mein kho jaane do,
Har lamha mar ke aaj phir jee jaane do,

Isse mohabbat ne dil ko aaj phir dhadkaya hai,
Mujhe ishq ki baaho mein so jaane do,

Tadap ki aag hai judaai ki baahon mein,
Mujhe aaj iss mohabbat se mil jaane do,

Meri saans chalti hai tere naam ki aahat pe,
Mujh benaam ko iss naam mein kho jaane do,

Kasam tujhe chalne wali hawaon ki mehboob,
Mujhe iss mohabbat ki aag mein jal jaane do.

===—@@—===

Hindi Ghazal Collection

Bahut Masroof Lamhon me Kabhi ik Pal Ko Socho to,
Koi Kitna Akela Hai Kisi Ki Zindagi Tum Ho,

Kisi Ki Bandgi Tum Ho Kisi Ko Teri Khawahish Hai,
Kisi Ki Chahtain Tum Ho Kabi ik Pal Ko Socho To,

Tumhari Bewafai Ne Tumhari Laparwhi Ne,
Tumhari Beneazi Ne Kisi Ko Mar Dala Hai, (Urdu Ghazal)

Koi Zinda To Hai Lekin  Faqat Woh Saans Leta Hai,
Zara Ik Pal Ko Socho To Koi Kitna Akela Hai.

===—@@—===

Sad Ghazal In Hindi

Gar Gunehgar tha mai to Saza di hoti,
Koyi to Mujhe Jeene ki Wajah di hoti,

Na Manzil Na Mukaam Na hi koi Safar,
Di hoti koyi Wajah Chahe Bewajah di hoti,

Ji Pata nahi hu Mai Mar bhi nahi Paata,
Aakhir kuch to Mere Marz di Dawa di hoti,

Kya Soch kar banaya tha Mujhko E Khuda,
Zindagi di to koyi Jeene ki Ada di hoti,

Mita de Ab Mujhko Yu Mazaak na bana,
Seh leta har Saza gar Khata ki hoti.

Sad Heart Touching Poetry in Urdu

===—@@—===

Urdu Ghazal SMS, New Urdu Ghazal

Mekhana-aye-hasti mein aksar hum apna thikana bhul gaye,
ya hosn me aana bhul gaye, ya hosh me jana bhul gaye,

aesbab to ban hi jate h, taqdeer ki jadd ko kya kahiye,
ek jam to pahucha tha hum tak, hum jam uthana bhul gaye,

aaye the bikhere julfo ko, ek roj humare markad par,
do ashq to tapke aankho se, do phool chadna bhul gaye,

tasveer bnane walo ne jab unki nighaon ko dekha,
tasveer martab kya karte, tasveer bnana bhul gaye, (Urdu Ghazal)

chaha tha unki aankho se kuch range-bhara le lije,
tarkib to acchi thi, lekin wo aankh Milana bhul gaye,

malum nahi aaine me, chupke se hasa tha kon “Adam”,
hum jam uthana bhul gaye wo saaj sjana bhul gaye.

“Abdul Humid Adam”

===—@@—===

New Jagjit Singh Ghazal

Main aaj bhi un raho pe bhatak raha hu,
jaha se tumne sath choda tha.

Mujhe aaj bhi wo lamha yaad hai,
jab badi masumiyat se dil mera toda tha.

Maine fir bhi kabhi kisi se gila nhi kiya is baat ka,
Tumhari badnami na ho is liye gala ghot diya apne jazbaat ka.

Hasta hua chehra mera ab udas rahta hai,
Tujhme pahle jaisi baat nhi har koi mujhe ye kahta ha,

Kya inam diya hai tune mujhe meri wafadari ka,
Jise sabse apna mana wohi wajah bana meri barbadi ka,

Kis se kahu ke tune muje dhokha diya hai, (Urdu Ghazal)
Har ek ki nazar me khud ke liye tujhe khuda jo bna diya hai,

Umeed karta hu tujhe kabhi kabhi to meri yaad aati hogi,
Mere khyal me koi na koi nagma tu bhi gati hogi.

===—@@—===

Hindi Ghazals And Shayari

Suraj ki har kiran teri surat par waar du,
dojakh ko chahta hu jannat pe waar du,
itni si h tasali ki hoga muqabala,
dil kya h jaan bhi apni kayamat pe waar du,
ek khwab tha jo dekh liya neend mein kabhi,
ek neend h jo teri mohbbat pe waar du,
“Aadam” hasin neend milegi kaha mujhko,
phir kyu n jindgani ko turbat pe waar du.

===—@@—===

Hindi Ghazal SmS Lyrics

Jindagi prem ke siwa kya h,
h nahi chand to nishan kya h,

wo to yu hi bigad gaye mujhse,
maine unse abhi kaha kya h,

roop ke dekhne ko aankh mili,
dekh lene me phir bura kya h,

chand hota h ek hi nab mein,
dekhiye to ye dusra kya h,

Meri jab ye ghazal suni, bole,
‘hans’ ko aaj ho gaya kya h .

“udaybhanu hans”

2 Line Urdu Sad Poetry About Love

===—@@—===

Qateel Shifai Hindi Ghazal

Milkar juda hue to n soya karenge hum,
ek dusre ki yaad mein roya kareneg hum,

aansu chalak chalak ke stayenge raat bhar,
moti palak-palak mein piroya karenge hum,

jab duriya ki aag dilo ko jalayeghi, (Urdu Ghazal)
jismo ko chandni mein bhigoya karenge hum,

agar de gaya daga hume tufan bhi ‘Qateel’,
sahil pe kasthiya ko duboya karenge hum.

“Qateel shifai”

===—@@—===

Urdu Ghazal on Facebook

Dubte taro ne kya kya rang dhiklaye hume,
kuch purane naksh jo reh reh ke yaad aaye hume,

jisme jurrat h ki utare paaniyo ke darmiya,
kiski khwaish h jo ab ke raah par laye hum,

hum yeh kya jane ki kyu subaro-sukun jata raha,
tu jo ek din pass aa baite to samjhaye hume,

raat bhar chat par hume tare sada dete rahe,
raat bhar kamre me ek parchaiye dehlaye hume,

khwab mein dube to phir paya n kuch apna surag,
kiski fursat h jo ‘Pasi’ dhundne aaye hum.

“Kumar Pasi ”

===—@@—===

Urdu Ghazal By Ahmed Faraz

Jab koi aata h sapno ke aangan mein,
putli sharmati h palko ki chilman mein,

lo, beichani le gayi chain ka pusp tod,
h roop bani mala jab se iss upwan mein,

madmate chandan mein jaise vish vapha ho,
h aisa teekhapan uss meethi chitwan mein,

satdal mein bandi matwala bhora bola,
kitni azadi h bhaon ke bandan mein, (Urdu Ghazal)

tum door, kintu yeh doori hi mera sambhal,
gehra hota h prem vireh ke har shan mein,

jag lakh mitaye, kintu kaha mit sakti h,
jo utar gayi tasveer haridya ke darpan mein.

===—@@—===

Hindi Ghazal SmS On Roti

Dil-dimaago pe cha gayi roti,
haye kis dar pe aa gayi roti,

aadmi to ise n kha paya,
aadmi ko hi kha gayi roti,

bandhkar ghungaro ko paon mein,
nachkar geet aa gayi roti,

jinko suraj nahi jaga paya,
unko aakar jaga gayi roti, (Urdu Ghazal)

kranti ke baad mujhse milne ab,
bolkar ye saja gayi roti.

Popular Sad Urdu Ghazals

===—@@—===

Urdu Ghazal By Parveen Shakir

Har khar-oa-khas se wajm nibhate rahe h hum,
yu jindagi ki aag jalate rahe h hum,

shiriniyo ke jehar ko damo mein bechkar,
nagme hayat-no ke sunate rahe h hum,

iski to dad dega humara koi rakib,
jab sang utha to sar bhi uthate rahe h hum,

ta dil pe jakham aur n koi naya lage,
apno se apna haal chipate rahe h hum,

tere liye hi raat bhar, aye mehre-jar-nighar,
taarikiyo ke naaz uthate rahe h hum,

jab koi taaza phool khila khake-paymaal,
apna lahu jami ko pilate rahe h hum.

===—@@—===

Ghalib Urdu Ghazal Poetry

Dard minnat kash-aye-dawa na hua,
mein n accha hu bura n hua,

jama karte ho kyu rakibo ko,
ek tamasha hua gila n hua,

hum kaha kismat ajmane jayenge,
tu hi jab kanjar aanjma n hua,

kitne shiri h tere lab! Ki rakib,
gaaliya khakar ke be-maja n hua,

h khabar garm unke aane ki,
aaj hi ghar mein boriya n hua,

jaan di, di hui usi ki thi, (Urdu Ghazal)
hasr to yeh h ki haq aada na hua,

kuch to padhiye ki log kehte h,
“Aaj ‘Ghalib’ ghazal sara n hua”

===—@@—===

Bewafa Hindi Ghazal

Wo khafa hai humse to khafa hi rehne do,
Humko unka Gunahgaar hi rehne do.

Wo samjhte hai ke humne chod diya unko,
Baat to jhoot hai magar sach hi rehne do.

Muddato mangi hai khuda se khushiyan unki,
Jo aata hai ilzam hum pe to ilzam hi rehne do.

Unki shart hai ke main Bewafa banu, (Urdu Ghazal)
Agar khushi mile unko to mujhe Bewafa hi rehne do.

Aayega waqt to dikhayenge unko apna zakham,
Abhi khamosh hai humko bas khamosh hi rehne do.

Romantic Ghazal in Urdu for Her

===—@@—===

Bewafa Hindi Ghazal On Janaza

Agar aa jaye maut humein tere aane se pehle,
To aa kar mere janaze ka ehtram kar jana.

Na rona is qadar ke takLeef ho hume,
maut ko bhi mazak smjh kar anjaan ban jana,

Mai ek din so jaun ga sada ke liye,
phir mujhe bewafa keh badnaam kar jana,

jo guzro meri qabar se to nazren na pherna,
mehmaan he ban k dua, salam kar jana.

===—@@—===

Hindi Yaad Ghazal SmS Shayari

Zamane se suna tha ke mohabbat haar jati hai,
Jo chahat ek tarfa ho Jaye wo chahat haar jaati hai.

Kahi par dua ka ek lafz bhi asar kar jata hai,
Kahi par barson ki ibadat haar jati hai.

Mohabbat kab kisi ko dushmani ka darja deti hai,
Mohabbat ki baazi mein adawat haar jaati hai.

Hume kitne bhi shikwe ho uski jafao ke, (Urdu Ghazal)
Par uske saamney har ek shikayat haar jaati hai.

Ek Arzu si hai ke usko bhool jaaye hum,
Par uski yaad Aate hi ye hasrat haar jati hai.

===—@@—===

Hindi Dard Bhari Ghazal

Hawa Ban Kar Bikharne Se Usse Kya Farq Pdta Hai,
Mere Jeene Yaa Marne Se Use Kya Farq Pdta Hai,

Usse To Apni Khushiyo Se Zara Fursat Nhi Milti,
Mere Gum Ke Ubharne Se Usse Kya Farq Pdta hai,

Tum Uss Shakhs Ki Yadon Mein Tum Rote Raho Lekin,
Tumhare Aisa Karne Se usse kya farq padta  Hai.

===—@@—===

Emotional Urdu Ghazal Shayari

Chehre padhe h gaur se har khaso-aam ke,
likha h hum gulam h wo bhi gulam ke,

sikke agar h jeb mein to phooljadi kharid,
milte h aadmi yaha do-do chadam ke,

hum lad pade dukan se, tab ye sadak mili,
“Warna nahi to aadmi the hum bhi kaam ke”

waise pata nahi h, kuch khass baat h,
badle hue h tewar kuch khass ke,
badle hue h tewar kuch aaj sham ke,

thodi-si pee chuke h, thodi si aur do, (Urdu Ghazal)
charcha karenge baithkar hum tab awaam ke.

===—@@—===

Jagjit Singh And Chitra Hindi Ghazal

Thoda adhik hota h, kuch asliyat pass hoti h,
aadhi raat baad ke sapne mein ye baat khas hoti h,

acharaj kya jo parchayi ki thodi-thodi kamar jhuk gayi,
dhoop talak dhalte suraj ki,  dekha h udas hoti h,

maine jan-bhujkar  jal se risthedari nahi nibhayi,
uska geet saras hota h, jisme adhik pyas hoti h,

nirmata ne isi tarah kuch sachai ka roop diya h,
bikhre hue baal hote h, ukhadi hui shayari hoti h.

===—@@—===

Fresh Hindi Ghazal On Sapna

Mujhe sapne dhikaho mat ki sapne tut jate h,
n apnapan dhikao ki tum bhi apne chut jate h,

n kho jana rasile tan mein kal phul kehte the,
bharmar humko rasile geet gakar lut jate h,

kahani sindu manthan ki yahi phir-2 jatati h,
sudha lekar halahal ke pilaye ghut jate h,

mujhe kal rat-ro-rokar btaya ek balak ne,
garonde mat bana lena, gharonde fut jate h,

chipakar chandarma ko sindhu se kali gati boli,
ghata ke devta, ye archana se ruth jate h.

Urdu Poetry SmS About Life

===—@@—===

Hindi Ghazal SMS Text Messages

Jawani ka sab josh marr jayega,
ye tufan ek din utar jayega,

wahi naam kar jayega dehar mein,
jo insano kuch kam kar jayega,

n aafat se jindagi ko bacha,
ki tapkar ye sona kaam kar jayega,

darate ho kyu mushqilo se mujhe,
koi aur hoga jo darr jayega,

mere sabr ka jam wo jam h,
n chalkegah ye, khaw bhar jayega,

yahi gaflate-nakhuda h agar,
yahi tufan sar se gujar jayega,

sanwaro to bigda mukaddar mera,
jara der mein hi sanwar jayega,

ye lagta h ‘Rana’ ka range-sakhun,
nikharte-nikharte nikhar jayega.

Rana gannori

===—@@—===

Latest Hindi Ghazal

Waqt se aankh kyu churaye hum,
uske dukh dard kuch bataye hum,
aao badle najre bhi, manjar bhi,
ek duniya nayi bnaye hum,
aaj sab kuch unhe bata denge,
aakhir ab kab talak chipaye hum,
samne se nikal gaye h wo,
unko kya keh ke ab bulaye hum,
dard aankho se baha, kam n hua,
kya bhala haal sab bataye hum,
meri har baat nagwar lage,
tumse phir kya behas chalaye hum.

Urdu Ghazal Hindi Translation

वक़्त से आँख क्यू चुराए हम,
उसके दुख दर्द कुछ बताए हम,

आओ बदले नज़रे भी, मंज़र भी,
एक दुनिया नयी बनाए हम,

आज सब कुछ उन्हे बता देंगे,
आख़िर अब कब तलक़ छिपाए हम,

सामने से निकल गये हैं वो,
उनको क्या कह के अब बुलाए हम,

दर्द आँखो से बहा, कम न हुआ,
क्या भला हाल सब बताए हम,

मेरी हर बात नागवार लगे,
तुमसे फिर क्या बहस चलाए हम..