14 Popular Desh Bhakti Geet in Hindi

14 Popular Desh Bhakti Geet in Hindi - भारत के देशभक्ति गीत

Desh Bhakti Geet Lyrics

Mera Rang De Basanti Chola,

Jise Pehan Kar Veer Shivaji Ne Maa Ka Bandhan Khola,
Yeh Chola Tipu Ne Pehna Haskar Di Kurbani,

Ise Pehan Jhansi Ki Rani Khoob Ladi Mardani,
Pehan Ise Mewad Ka Raja Je Je Bharat Bola , Mera,

Inqalab Jindabad Inqalab Jindabad,

Isi Rang, Ranga Gaya H Sara Hindustan,
Rang Basanti Aye Mein Btau Kya H Teri Shan,

Dekh Ke Fasi Ka Taqta Bhi Dil N Humara Dola, Mera,
Inqalab Jindabad Inqalab Jindabad,

Maut Se Pehle Yahi Hua H Ho Bharat Ajad,
Oh Bharat Ke Veer Kabhi Jo Aaye Humari Yaad,

Maut Ko Gale Lagakar Gana Rang De Basanti Chola,
Inqalab Jindabad Inqalab Jindabad,

Desh Bhakti Geet in Hindi

10+ Best Patriotic Songs in Hindi Font

Kar Chale Hum Fida Jane Tann Sathiyo,
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo,

Saans Thamti Gayi Nabj Jamti Gayi,
Fir Bhi Badte Kadam Ko N Rukne Diya,

Kat Gaye Sar Humare To Kuch Gam Nahi,
Sar Himaylaya Ka Humne N Jhukne Diya,

Marte-Marte Raha Baankpan Sathiyo,
Jinda Rehne Ke Mausam Bahut H Magar,

Jaan Dene Ki Rut Roj Aati Nahi,
Aaj Dharti Bani H Dulhan Sathiyo,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Raah Kurbaniyo Ki N Veeran Ho,
Tum Sajate Hi Rehna Naye Kaafile,

Fatah Ka Jashan Iss Jashan Ke Baad H,
Jindagi Maut Se Mil Rahi H Gale,

Band Lo Apne Sir Se Kafan Saathiyo,
Khench Do Apne Khoon Se Jamin Par Lakeer,

Iss Taraf Aane Paye N Ravan Koi,
Tod Do Hath Agar Hath Uthne Lage,

Chune Ne Paye Sit Aka Daman Koi,
Ram Hi Tum, Tum Hi Lakshman Sathiyo.

Lyrics of Desh Bhakti Geet

Subash Chandar Ke Naam Se Hindustan Ka Naam,
Bangal Ke Sher Se Jhuk Jhuk Kare Salam,

Netaji Ka Jeevan H Balidaan Ki Ek Kahani,
Balidaan Hi Balidaan H Bachpan Aur Jawani,

Bachpan Se Chanchal Mann Mein Armano Ka Mela Tha,
Choti Si Ek Lehar Ke Dil Mein Tufano Ka Rela Tha,

College Mein Ustad Jot Ha Wo Tha London Ka Gora,
Aur Usne Kaha College Mein Ek Din,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Hindi Kala Log Chokra Sher Bas Ka Khoon Jo Khola,
Gore Ko Ek Chapat Lagayi,

Naam Kata College Se Lekin Hind Ki Laaj Bachayi,
Mata-Pita Ne Samjhaya Aur Inglistan Ko Kiya Rawana,

Badho Kea Age Honth N Khole Lekin Baagi Dil N Mana,
Yurop Mein ICM Ka Test Pass Kiya,

Aur Itna Ohda Pakar Desh-Bhakat N Chod Diya,
Hindustan Mein Aakar Pehle Gandhi Ko Prnam Kiya,

Aur Desh Seva Ka Bapu Se Pehla Sabak Liya,
Aauro Ke Dukh Dard Ko Socha Aur Pehchana,

Kamar Bandh Kar Ran Mein Aaya Ajadi Ka Deewana,
Kiya Angrejo Ne Ye Irada Kar Baagi Ko Kaidi,

Kuchal Dale Masak Dale,
Bachpan Meinjo Baagi Ho Weh Julm Se Darna Kya Jane,

Jalne Se Kab Ghabrate H Shama Ke Parwane,
Jiski Rag Mein Shole Ho Weh Kya Jane Chingari Ko,V

Hathkadiyo Ki Janjiro Ko Jhelo Char Deewaro Ko,
Kadam – Kadam Par Musqil Aayi Lekin Sher Sada Lalkara,

Reh Nahi Sakta Goro Ke Bas Mein Hindustan Humara,
Sarkar Ne Kar Dala Najar Band Jawan Band,

Desh Bhakti Geet in Hindi

Maidan Mein Jo Marad H Hote H Kaha Band,
Ek Raat Ko Chupke Se Hi Neta Ho Gaye Gum,

Janta Bhi Hairan Thi Sarkar Bhi Hairan,
Chale Jane Se Bulbl Ke Sath Tha Syaad Pareshan,

Mata Ko Ye Aasha Thi Laut Aayega Beta,
Iss Aas Mein Ghar Ke Darwaje Bhi Band Kiye,

Aa Jayega Aa Jayega Wo Lal Farchand,
Iss Maa Se Badhi Maa Hindustan H,

Wo Chod Gaya Maa Ko Badhi Maa Ko Chudane,
Iss Hind Ki Bigdi Hui Taqdeer Bnane,

Badal Pathani Bhesh Chala Pardesh Chodkar Desh Humara Neta,
Aajadi Ki Ladayi Ladne Pyara Neta,

Hindustan Se Kabul Aur Kabul Se Berlin,
Chalte Chalte Pahuch Gaya Singapur Ke Ran Mein,

Kom Ki Ek Fauj Aur Komi Tarana Ban Gaya,
Jai Gandhi Jai Subash Jai Hind

Desh Bhakti Geet in Hindi

12+ Patriotic Poems in Hindi for Children

Insaan Ki Dagar Par Bacho Dikhalo Chalke,
Ye Desh H Tumhara Neta Tumhi Ho Kal Ke,

Duniya Ke Ranj Sehna Aur Kuch N Mooh Se Kehna,
Sacchaiyo Ke Bal Pea Age Ko Badte Rehna,

Rakh Doge Ek Din Tum Sansar Ko Badal Ke,
Insaan Ki Dagar Par Bacho Dikhalo Chalke,

Apne Ho Ya Paraye Sabke Liye Ho Nyay,
Dekho Kadam Tumhara Hargij N Dagmgaye,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Raste Badhe Kthin H Chalna Sambhal Sambhal Ke,
Insaan Ki Dagar Par Bacho Dikhalo Chalke,

Insaniyat Ke Sir Pe Ijjat Ka Taaj Rakhna,
Tann Mann Ki Bhet Dekar Bharat Ki Laaj Rakhna,

Jeevan Naya Milega Antim Chita Mein Jal Ke.
Insaan Ki Dagar Par Bacho Dikhalo Chalke,

Bollwood Movie: Ganga Jamuna

Bollywood Desh Bhakti Geet Song

Dushman Sir Pe Khada Jaago Bharat Ki Santan,
Katra-Katra Simat-Simat Kar Ban Ja Ek Tufan,

Aye Maa Tere Bache Kahi Crore,
Aandhi Tufan Ke Pale,

Laaj Teri Ke Rakhwale,
Aye Maa Tere,

Tera Aanchal Chune Wala, Hath Kaat Kar Rakh Denge,
Tere Charno Mein Dushman Ka Kata Hua Sir Rakh Denge,

Nikal Padhe H Ran Mein Tere,Dudh Ki Keemat Dene Wale,
Aye Maa Tere..
Desh Bhakti Geet in Hindi

Lahu Raghi Mein Ubal Raha H, Aaj Kaam Ye Aayega,
Jaha Giregi Ek Boond Kila Waha Ban Jayega,

Maa Bete Amar H Tere,
Markar Bhi Mitne Wale,

Dushman Samjhe Sirf Ahinsawadi Se Takkar H,
Weh Kya Jane Har Ungli Par Sudarshan Chakar H,

Date Hue H Mod-Tod Par,
Bhi, Aur Arjun Matwale,

Aye Maa Tere.

Bollwood Movie: Sikander-E-Ajaam

Desh Bhakti Geet in Hindi

Desh Bhakti Poem in Hindi Language

Uss Mulq Ki Sarhad Ko Koi Chu Nahi Sakta,
Jis Mulq Ki Sarhad Ki Nighewan H Aankhe,

Iss Tarah Ke Jajbaat Ka Elhaan H Aankhe,
Aankho Se Badhi Koi Taraju Nahi Hoti,

Tulta H Basar Jisme, Weh Mijan H Aankhe,
Aankhe Hi Milti H, Jamane Mein Dilo Ko,

Anjaan H Hum Tum Agar Ajaan H Aanke,
Lab Kuch Bhi Kahe Isse Haqiqat Nahi Chupti,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Insaan Ke Sach Juth Ki Pehchan H Aankhe,
Aankh N Jhuki Teri Kisi Gair Ke Aage,

Duniya Mein Badhi Chij Meri Jaan H Aankhe,
Uss Mulq Ki Sarhad Ko Koi Chu Nahi Sakta,

Jis Mulq Ki Sarhad Ki Nigehwan H Aankhe.

Desh Bhakti Geet in Hindi

Meri Jaan Se Pyare Tumko Tera Desh Pukare Ja,
Ja Bhaiya, Ja Beta Ja Mere Yara Ja,

Dekho Veer Jawano Apne Khoon Pe Ye Iljam Na Aaye,
Hum Pehle Bharatwasi Phir Hindu-Muslim Sikh-Isai,

Naam Juda H To Kya Bharat Maa Ke Sab Bete H Bhai,
Abdul Uske Bache Ko Pale Jo Ghar Wapis Ram Na Aaye,

Dekho Veer Jawano Apne Khoon Pe Ye Iljam Na Aaye,
Andha Beta Yudh Ko Chala To,

Na Ja Na Ja Uski Maa Boli,
Wo Bola Kam Kar Sakta Hu,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Mein Bhi Dushman Ki Ek Goli,
Jikar Shaido Ka Ho To Kya Unme Mera Naam N Aaye,

Dekho Veer Jawano Apne Khoon Pe Ye Iljam Na Aaye,
Accha Chalte H, Kab Aayenge Yeh Kehna Musqil Hoga,

Tum Kehti Ho Khat Likhna,
Khat Likhne Se Kya Haasil Hoga,

Khat Ke Sath Ranbhumi Se Vijay Ka Jo Paigam Na Aaye,
Dekho Veer Jawano Apne Khoon Pe Ye Iljam Na Aaye.

Desh Bhakti Geet in Hindi

Top 10 Desh Bhakti Kavita in Hindi Lyrics

Taqat Watan Ki Tumse H,
Himmat Watan Ki Tumse H,

Ijjat Watan Ki Tumse H,
Insaan Ke Hum Rakhwale,

Pehredar Himalya Ke Hum,
Jhonke H Tufan Ke,

Sunkar Garaj Humari,
Seene Fat Jate H Chttan Ke,

Hahahahahaha

Seena H Faulad Ka Apna,
Phulo Jaisa Dil,
Tann Mein Vindhyachal Ka Bal H,
Mann Mein Tajmehal H,

Taqat Watan Ki Tumse H,
Dekar Apna Khoon Sincthe Desh Ki Hum Fulwari,

Bansi Se Bandook Bnate Hum H Prem Pujari,
Taqat Watan Ki Tumse H,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Aakar Humko Kasam De Gayi Rakhi Kisi Behan Ki,
Denge Apna Seesh, N Denge Magar Mithi Apne Watan Ki,

Taqat Watan Ki Humse H,
Khatre Mein Ho Desh Are Tab Ladna Sirf Dharm H,

Marna H Kya Chij Aadmi Leta Naya Janam H,
Ek Jaan H Ek Pran H Sara Desh Humara,

Sadiyo Chalkar Thaki Ruki Par Kabhi N Ganga Ki Dhara,
Taqat Watan Ki Humse H,

Himmat Watan Ki Humse H.

Desh Bhakti Geet for Republic Day

Yeh Desh H Veer Jawano Ka,
Albelo Ka Mastano Ka,

Iss Desh Ka Yaaro Kya Kehna,
Yeh Desh H Duniya Ka Gehna,

Yaha Chodi Chati Veero Ki,
Yha Bholi Shkale Hero Ki,

Yaha Gaate H Ranje Masti Mein,
Macthi H Dhoom Basti Mein,

Pedho Pe Bahare Jhulo Ki,
Raho Mein Ktare Phulo Ki,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Yeh Hasta H Sawan Baalo Mein,
Kilti H Kaliya Baalo Mein,

Kahi Chanchal Shok Jawano Ka,
Kahi Kartab Teer Kamano Ke,

Yaha Nit-Nit Mele Sajte H,
Nit Dhol Aur Taase Bajte H,

Dilbhar Ke Liye Dildar H Hum,
Dushman Ke Liye Talwar H Hum,

Maidan Mein Agar Hum Dat Jaye,
Musqil H Ki Piche Hat Jaye.

Desh Bhakti Geet in Hindi

15+ Desh Bhakti Poem in Hindi Language

Sunn Le Bapu Ye Paigam, Meri Chithi Tere Naam,
Chitthi Mein Sabse Pehle Likhna Tujhko Ram-Ram,

Kala Dhan Kala Wehpar, Rishwat Ka Kala Bazar,
Satya Ahinsa Kahe Pukar Toot Gaya Charke Ka Taar,

Tere Anshan Satyagrah Ke Badal Gaye Asal Bartaw,
Ek Nayi Vidha H Upaji Ka Ye Kaisa Nikla H Gehraw,

Teri Kathin Tapsha Ka Ye Kaisa Nikla H Anjaam,
Teri Chithi Mein Sabse Pehle Liktha Tujhko Ram Ram,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Prant Prant Se Takrata H, Bhasa Par Bhasa Ki Lat,
Mein Punjabi Tu Bangali Kon Kare Bharat Ki Baat,

Teri Hindi Ke Paon Mein Angreji Ne Dali Dor,
Teri Lakdi Tago Ne Tag Li, Teri Bakri Le Gaye Chor,

Sawarmati Siskati Teri Tapad Raha H Sewagram,
Ram Raj Ki Teri Kalpana Udhi Hawa Mein Bane Kapur,

Bacho Ne Padhna Likhna Choda-Tod Phod Mein H Magroor,
Neta Ho Rahe Dal Badlu Desh Ki Pagdi Rahe Uchal,

Tere Poot Bigad Gaye Baapu Phir Bhi, Phool Chadate Subh Sham,
Chitthi Mein Sabse Pehle Likhna Tujhko Ram-Ram,

Indian Desh Bhakti Songs Lyrics

Kadam Kadam Bhdaye Ja Kushi Ke Geet Gaye Ja,
Yeh Jindagi K Kom Kit U Kom Pe Lutaye Ja,

Kadam Kadam Bhdaye Ja Kushi Ke Geet Gaye Ja,
Yeh Jindagi K Kom Kit U Kom Pe Lutaye Ja,

Tere Liye Watan Ki Khak Bekarar H,
Watan Se Door H Magar Watan Ke Liye Gaaye Ja,

Badha Katin Safar H Yeh Badhe Kathin H Raste,
Magar Ye Mushqile H Kya Sipahyioo Ke Waste,

Tu Bijliyo Se Khel Aandhiyo Pe Muskuraye Ja,
Kadam Kadam Bhdaye Ja Kushi Ke Geet Gaye Ja,

Yeh Jindagi K Kom Kit U Kom Pe Lutaye Ja,
Bichad Raha H Tujhse Tera Bhai To Bichadne De,

Naseeb Kom Ka Bane To Tu Apna Ghar Ujhadne De,
Mita K Eek Ghar Hazar Ghar Basaye Ja,

Kadam Kadam Bhdaye Ja Kushi Ke Geet Gaye Ja,
Yeh Jindagi K Kom Kit U Kom Pe Lutaye Ja,

Desh Bhakti Geet in Hindi

Bacho Tum Taqdeer Ho Kal Ke Hindustan Ki,
Aaj Tute Khandar Par Tum Kal Ko Desh Banaoge,

Jo Hum Logo Se N Hua Wo Tum Karke Dikhaoge,
Tum Nanhi Buniyaad Ho Duniya Ke Naye Vidhan Ki,

Deen Dharm Ke Naam Par Koi Beej Fut Ka Boye Na,
Jo Sadiyo Ke Baad Mili H Weh Ajadi Khoye Na,

Har Majhabi Se Unchi H Keemat Insaan Jaan Ki,
Phir Koi Jaichand N Ubhare Phir Koi Jafar N Uthe,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Gairo Ka Dil Kush Karke Apno Par Khanjar Na Uthe,
Dhan-Daulat Ke Lalch Mein Toohen Na Ho Imaan Ki,

Naari Ko Devi Kehkar Iss Desh Ne Dasi Jana H,
Jisko Kuch Adhikar Na Ho Ghar Ki Rani Mana H,

Tum Aisa Aadar Mat Lena Aad Ho Jo Apmaan Ki,
Reh N Sake Ab Iss Duniya Mein Yug Sharmadari Ka,

Tumko Jhanda Lehrana H Mehnat Ki Sardari Ka,
Tum Chaho To Badal Ke Rakh Do Kismat Har Insaan Ki.

Top Desh Bhakti Geet Collection

Jannat Ki Tasveer, Yeh Tasveer N Denge,
Hatho Mein Kisi Gair Ki Taqdeer N Denge,

Kashmir H Bharat Ka Kashmir Na Denge,
Dhamki Se Kisi Julm Ke Hum Darr Nahi Sakte,

Samjhota Kisi Desh Ka Hum Kar Nahi Sakte,
Kya Dalega Tu Fat Yeh Ghar Kabir Ka,

Jhagda Nahi Ho Sakta H Tulsi Se Meer Ka,
Jo Phool Chaman Ka H, Chaman Mein Nahi Khilegga,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Abdul Hammid Apne Desh Par Mar Mitega,
Lutne Kabhi Aajadi Ki Jhagir N Denge,

Kashmir H Bharat Ka Kashmir N Denge,
Pardesh Se Tune Hathiyar Mangwaye,

Killer Ne Net Se Severjet Giraye,
Hathiyaro Se Tu Kar Sakta Nahi Dil Pet U Kabja,

Gaddar H Weh Hind Ka Jo Pyar Tujhe De,
Weh Aman Ka H Dushman Jo Hathiyar Tujhe De,

Deewane Ke Hath Mein Hum Kasmir N Denge,
Kashmir H Bharat Ka Kashmir N Denge.

Desh Bhakti Geet in Hindi

Waqt Ke Jawano Watan Ne Pukara,
Ki Ajadiyo Ke Chaman Ne Pukara,

Jo Kal Dost Tha Aaj Talwar Lekar,
Himalaya Ka Sir Katna Chahta H,

Gale Kal Mile Jo Bana Aaj Dushman,
Ki Kashmir Ko Batna Chahta H,

Shaido Ke Lalo Badhe Shaan Walo,
Ki Dhoke Ki Talwar Ko Kaatkar Rakh Do,

Sarbate Salone Sapno Ne Pukara,
Watan Ke Jawano Watan Ne Pukara,

Humare Bdaye Humare Sikhaye,
Humi Ko Are Lutna Chahte H,

Ajanta Nahi Taaj Bhi Chod Do,
Budh Gandhi Ka Mooh Nochna Chahte Ho,

N Jo Baat Se Baat Mano Agar To,
Use Laat Maarkar Baat Rakh Lo,
Desh Bhakti Geet in Hindi

Utho Aan Kar Har Bhawan Ne Pukara,
Watan Ke Jawano Watan Ne Pukara,

Utho Ganga Jamna Ke Armano Jaago,
Utho Pachnand Ke Bahut Pyar Paye,

N Daksihn N Utar N Purab N Pashcim,
Utho Ek Hokar N Koi Jaye,

N Hindu N Muslim N Sikh N Isai,
Sabhi Ek Maa Ke Sage Ek Bhai,

Jami Ne Pukara Gagan Ne Pukara,
Watan Ke Jawano Watan Ne Pukara.